Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?
    Dear hum ko insta forex par 1:2000 tak levrage ka option mil raha hai ap mai se koi ye bata sakta hai k agar hum apna real account banty hai aor aus mai apni investment karty hai to aus mai levrage kitni rakhni chaye, kun k mainy suna hai k agar levrage zayda ho to aus se account bahot jaldi wash ho jata hai ais k bary mai agar kisi ko kuch pata hai to wo bata dy k hum ko levrage zayda rakhni chaye ya kam levrage k sath account bana k kaam start karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

    bhai jan forex trading main zayda leverage k nuksanat bhi hain or faidy bhi hain or har mamber apni trading ability k ser par osko mange karta hai or loss profit hasil krta hai es liye zarori hai k leverage ko set karny se aphly apni trading ability or apny account balnce ko madhy nazar rakhen q k jub hum small lverage set karty hain tu os main zarori yah hota hai k hmain apni trading main small lot ks ath bhi trading kar skty hain or es main hmain acha profit bhi small he milta hai or yah un tradors k liye hota hai jin k account main balnce kam hota hai or wo new mambers hoty hain jub k zyda lvearge set karny waly sinors mambers hoty hain q k un main trading expiernce zyda hota hai or wo zyda lverage koo mange bhi kar lety hain es k liye har trador zayda lot k sath trading kar skty hain or profit bhi zyda mil jta hai or jub loss bhi hota hai tu zyda he hota hai kam lvearage main loss bhi kam hota hai pr profit bhi kam hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

      zayda leverage k faidy bhi hain or nuksnat bhi hain laken yah hmari apni traduing par depend hota hai k hum kis trha zayda leverage se faida otha skty hain pahly bat tu yah hai k forex trading mainz yda lverage ka aik faida yah bhi hota hai k hum small account balance ks ath bari lot set kar skty hain jis se hmain aghr loss or profit hoga tu wo bhi bara he hoga esi trha es ka nuksan bhi yahi mana jta hai k jub hum bari lvedrage set karty hain tu hmain loss bhi bar hota hai or jo forex mainz yda lverage ko control kar skty hain wo lverage ko bara set kar skty hain laken jub ap sinors trador hain sub ko apni lvearge set karty waqt ahitayt k sath trading karni chahye jsi se ap apny account ko bhi mange kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

        bhai jan forex trading main leverage wo rakam hoti hai jo broker apko deta hai trading k liye levaerge aam tour par 50 % se ly kar 400% par tak hoti hai or yah hum ny apni trading main set karni hoti hai or zyda levaerge main ap apni trading main big volume k according kar skty hain es main ap bari lot set kar skty hain beshak apka account balnce kam he q na ho es ka yahi matlab hota hai k humm choti amount k sath bari currency ko buy selll kar skty hain lakren es k ilwa zyda leverage ka nuksan bhi hai q k jub hum bari leverage set karty hain tu hmain ub loss hota hai tu wo bhi bra ho jta hai tu any account ko es trha mange karen k apko jub loss ho tu kam se kam ho q k forex main apka risk he apko kamyb bnata hai jub kam hota hai tab he ap achy trador banty hain
        • #5 Collapse

          Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

          asalaam alaikum my dear friend Mere Khyal me Jyada leverage Ka nuksan Hota Hai Kyunki Jab Hum leverage 1.1 thousand rakhte hain tu usse kya hota hai ki Hamare trade laws Mein jati hai aur wo Khud BA Khud close Nahin Hoti Yahan Par Ke Jab Waqt Hamara account was Na Ho Jaaye Jab Hamara account was hota hai woh ISI wajah se hota hai ki Hamara leverage 1.1 mm Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

            Zeyada leverage ky faidu us surat ma ho skty hain jub ap ky pas opportunity ho aor market ki apko smjh ho agr ap ki leverage zeyada ho to bhi apko minimum lot size sy trading krni chye zeyada leverage su jub ap ki trades phns jain ghalat trade lg jay to double lot size lga ky us ko recovery ki ja skti hai ya hedging strategies ma is ki best istemal ho skta hai
            Trading ma sub sy zeyada zarori chex hai apka confidence knowledge aor apka experience leverage kam ho to bahot preshani hai expert ky leay aor new members ky leay leverage kam ho to bahot zeyada fauda hai is ko istrah sy smjha ja skta hai ky jub mew members ghalat side py maximum leverage py trade lga deta hai ro account wash hony ma der nhi lgti aor jub aik expert achi trade lyta hai lkn leverage kam hony ki waja sy avail nhi klr pata hai
            • #7 Collapse

              Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
              Dear hum ko insta forex par 1:2000 tak levrage ka option mil raha hai ap mai se koi ye bata sakta hai k agar hum apna real account banty hai aor aus mai apni investment karty hai to aus mai levrage kitni rakhni chaye, kun k mainy suna hai k agar levrage zayda ho to aus se account bahot jaldi wash ho jata hai ais k bary mai agar kisi ko kuch pata hai to wo bata dy k hum ko levrage zayda rakhni chaye ya kam levrage k sath account bana k kaam start karna chaye.
              Assalamu Alaikum Mere Khayal Mein Hamein Apna every size utna hi Rakhna chahiye Jitna ke form ki taraf se Hamein Diya Gaya Hai waise bhi Jab Hum Apna account banate hain to 1. Par Aakar every size ruk Jata Hai Jyada Lebra ji ke nuqsanat bhi hain aur fayde Bhi Hai Har member Apne trading ability Ke Sar par isko manage kar sakta hai last Prophet Haasil karta hai isliye zaroori hai ki language setting karne se Pahale apni trading ki ability ko check Kare ke woh kitne leverage size par kaam kar sakta hai isliye new members ko form ki taraf se Jitna library size shirt Diya jata hai usse Jyada nahin karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

                humean insta forex apny real account main leverage ka option 1:1000 tak day raha hai human jsay k bonus account main kaam ker rahy hian to us main hum month 500 dollar tak bonus kafi hard work k bad bana sagtay hain to us k leay meri advice yahi hoo ge k us main hum leverage ko 1:200 he rakhean koin k us say humera lalauch contrl main rahey ga our hum bare lot ki trade nahe lay pain gay forex main esay kaam kernay ho ga jesay koi bhe bank apny coustumer ko profit dita hai our salana wo khuch percentage main hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

                  Leverage traders kay liye bohot he ziada zaroor b hoti hai kion ke iss kay baghir trading karnay ka koi b faida nai hai . lakin bohot he ziada leverage ko use kar kay trading karna b ziada greed ke waja say hota hai . issl liye traders ko chaiye ke woh bohot he bary size mai leverage ko use karny say perhaiz Karin . ziada leverage use karnay mai ager profit ho tu b ziada hota hai lkain iss kay sath sath traders kay liye ziada leevrgae use karny ke waja say risk b kafi increase ho jata hai jo ke trading mai kafi khatarnaak sabit hota ha. Ziada tar trading mai experience kay baghir ziada leverage use Karin tu injaz account wash hona he hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

                    Pyare dost Agar to aap ek acche professional trader hai to aap ke liye Jyada leverage best hai lekin agar aap new user hai ya ke Itna accha experience Nahin Rakh Rahe Tu aapke liye leverage nuksan da Hoti Hai Kyunki aapka account balance Itna Zyada Nahin Hota To aapki trade Bar Bar open Karte rehte hain aur lalach Mein Aakar Apna account was kar lete hain isliye leverage ka kam Hona sabse behtar hai Kyon Ki jitni kam leverage Hogi utna hi aapko Jyada fayda Hoga isliye kaam leverage ke saath aap apne account ko maintain kar sakte hain aur account mein acchi trading kar sakte hain new user ke liye kam se kam leverage honi chahie Jab aapka account Jyada equity Mein Shamil Hota ja raha hai tab aap leverage 7sath sath badhte otherwise ab leverage ko kaam Rakhe
                    • #11 Collapse

                      Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

                      dear leverage aik aisa amal hay forex markeet main jis k kam say kam rakhnay say ham market main kam say kam lalach say kaam kr saktay hain aur ziada say ziada secure trading kr saktay hain khawah hamara account chotta he q na ho,hamain kisi bhi surat main apnay accounts ki leverage ko ziada nai rakhna chaye q k kam say kam lose ko bhi ham recover kr saktay hain aur ziada say ziada lose ko bhi ham recover kr saktay hain laikin agar ham ziada aur barri leverages say kaam krtay hain to hamko apnay total account k washed honay ka khatra hay aur phir na ham kuch recover kr sakaingay aur na ham markeeet main dubara enter ho sakingay is liye aik time agar hamko kuch ziada earn bhi ho jata hay ziada leverage say to next moment main hamko kisi barray risk say barra lose bhi mil sakta hay is liye leverage kam he better hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                        Dear hum ko insta forex par 1:2000 tak levrage ka option mil raha hai ap mai se koi ye bata sakta hai k agar hum apna real account banty hai aor aus mai apni investment karty hai to aus mai levrage kitni rakhni chaye, kun k mainy suna hai k agar levrage zayda ho to aus se account bahot jaldi wash ho jata hai ais k bary mai agar kisi ko kuch pata hai to wo bata dy k hum ko levrage zayda rakhni chaye ya kam levrage k sath account bana k kaam start karna chaye.
                        Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main hum jtni ziada leverage rakheny gy hum utna ziada risk la sakeny gy choty account main bi hum bari lots laga sakeny gy jtni leverage ziada ho ge humara trading margin bi ziada ho jay ga is ley humy apny account ki leverage itni set karni chae ha jtna hum risk bardast kar sakeny gy par jtni kam leverage ho ge hum risk tohra lan gy or account safe ho ga or humy ache trading kar sakeny gy jtni ache trading karny gy utni he ziada ache earning kar sakeny gy jis sy humy ziada sy ziada profit ho ga or loss k chance both kam hon gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

                          Har trader ko leverage size ka purpose maloom hona zarori hay Leverage size ki waja se trading me free trading margin mil jata hay free trading margin app key deposit par depend karta hay agar app high leverage size jo key 1:1000 hay to app jetni zeyda investment karo gey app ko zeyda free trading margin dia jaye ga, ye trading margin 1 tarha ka trading key ley loan hota hay, mera opinion ye hay key zeyda trading margin ka nuksan nahi hota traders ko faida hi de sakta hay agar traders risk ko minimize karna low leverage size ko samjty hey to esy traders ghalti par hoty hey.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Zayda levrage k faidy hai ya nuqsan?

                            Ham Logon Ko leverage kam se kam rakhni chahie Kyunki Agar ham log leverage ko bada aaenge To Ham logon ko bahut hi jyada nuksan Hoga Jab ham log leverage ko Kamra Kahenge To Ham Logon Ko Inka bahut hi jyada fayda Hoga aur ham log isase Kafi Kuchh Hasil kar sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X