Market mai agar continuous loss ho raha ho to aus time kai karna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market mai agar continuous loss ho raha ho to aus time kai karna chaye?

    ji mere Bhai agar aap raat mein kam kar rahe hain to aapko is mein lagatar Lok ho raha hai to aapko chahie apni trade rog nahin aur jyada lost mat karen to fir aapko lene ki jarurat hai agar aap ke bad experience hai to aap ismein profit mein jaenge agar aapke pass experience nahin hai to aapko sabse pahle iske bare mein experience nahin karna chahie aapko demo account per jyada se jyada kam karna chahie ismein jyada se jyada time spend karna chahie ismein jyada se jyada profititna jyada abdomen kaun sa kaam karenge utna hi aapke experience mein izafa hoga utna yad result railway profit hasil karenge isiliye aapko sabse pahle ismein experience hasil karna hai aur ismein mehnat karni hai to hi aap ismein successful Ho sakenge nahin to aap ismein lossy karenge isiliye hamen ismein jyada se jyada mehnat karni chahie aur experience hasil karna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market mai agar continuous loss ho raha ho to aus time kai karna chaye?

      agar continues loss ho raha ho to es ka reason maloom karna app key ley zarori ho jata hay kesi na kesi waja se to app ko trading me loss ho raha hota hay, app ko apni ghalti ya mistake ko khud hi find karna ho ga koi aur trader app key mistake ka nahi bata sakta hay, sab se pehly to ye dekna chaye key ham kon si strategy aur indicators use kar rahy hey agar es me kesi kisam ki mistake na ho to news updates key bary me ye maloom karna chaye key kahi ham old news key base par to trading nahi kar rahy hey, koi na koi ghalti zaror hoti hay jes ki waja se hamy loss ho raha hota hay.
      • #18 Collapse

        Re: Market mai agar continuous loss ho raha ho to aus time kai karna chaye?

        Bhai lagatar loss hone ki surat mein ap ko kuch time trading ko rok k, apni trading ki history ko check karna chahiye, ke kis trade mein ap ne konsi galati ki hai, jis ki wajha se loss hua. phr ap apni galatio pe control kare aur wahi galati bar bar repeat nhi kare. Is ke ilawa apni trading strategy pe nazar dale ke kahi ap ki trading strategy mein koe chez to change nhi karni. Aur sab se ahem bat ke ap apne account ki size ke mutabiq hi risk le, ziyada bari trade open karne se bhi nuksan hone ke chances bhar jate hai.
        • #19 Collapse

          Re: Market mai agar continuous loss ho raha ho to aus time kai karna chaye?

          Forex trading market aur forex trading business ko jab tak mukammal tore pay seekh nahi lia jaey aur achi tarah practice aur training na lay li jaey uss waqt tak loss ho sakta hai aur uss mai continuity bhi rehti hai. Agar trader ko forex market mai continuous loss ho raha ho tou usay apni learning,knowledge ,practice aur strategies ko aik baar dobara refresh kerna chaiye. Kiyu kay aik he strategy agar loss day rahi hai tou strategy badalnay ki zaroorat hai aur agar mukhtalif strategies bhi loss day rahi hain tou trader ki learning aur practice mai koi khaami hai jiss ki wajah say aik he ghalti baar baar ki jaa rahi hai aur wo mistake he control nahi ho rahi hai.

          Agar trader ko continuous loss ho raha hoto usay trading kuch time kay liye stop ker daini chaiye aur demo pay dobara say practice krni chaiye. stop loss /Take profit aur pairs kay trends aur analysis ko dobara say seekhna chaiye . ziada loss laalach aur her waqt trading say hota hai kiyu kay over trading equity aur free margin ki dushman hoti hai
          • #20 Collapse

            Re: Market mai agar continuous loss ho raha ho to aus time kai karna chaye?

            Forex trading market may ager humain Continuely loss ho raha ho to humain leaning ki zarort hai humain chahye Kay hum apni skills ko improve karain Kay loss ko bhi profit may convert karain forex trading business ek technical business hai humain apne mind say trade lagni chahye jab humain lagy Kay humri buy ki trade may loss ho raha hai tu humain koshish karni chahye Kay sell ki trade laga Kay loss lo cover kiya jiye kyu Kay market huMsha up and down may chalti rahti hai kabi bhi stay nahi karti is liye humain loss ko cover karne Kay liye easily dosri trade lagni chahye ta Kay ek tarf say loss ho tu dosri tarf say cover ho jiye..
            • #21 Collapse

              Re: Market mai agar continuous loss ho raha ho to aus time kai karna chaye?

              ji mere Bhai main aapko batana chahta hun jab kbhi hamen market mein loss Ho jitna loss hua hai hi Ham vahin per trading close kar deni chahie aur us se agale din cool mind ke sath tradng karni chahie hamare kuchh dost aise Hain ki vah loss hone ki vajah se usi waqt waqt loss ko recover karne ki vajah se bahut hi jyada loss kar baithe Hain
              • #22 Collapse

                Re: Market mai agar continuous loss ho raha ho to aus time kai karna chaye?

                dear jub ham markeet ki start main learning krtay hain to jo asal teachers hotay hain jo professional hotay hain wo is baat pay ziada say ziada zore daitay hain k lose say kaisay bachna hay aur jo aam teachers hotay hain mean k wo professional nai hotay hain wo har learner ko har students ko sirf strategies pay sab kuch seekha kr unka time zaya krtay hain jis say bahut saray traders ko yeh pata krna bahut mushkil ho jata hay k wo permanent lose say kaisay bachain laikin wo in bimaari say bachtay bachtay bahut sara time waiste kr chukkay hotay hain is liye ab maiara aap sab ko is baray main yahi mashwra hay k hamko jub propper lose ka samna ho raha ho to hamko aik wakt k liye markeet main trading ko chorr daina chaye aur mazeed learning krni chaye is say is problem k ialwa aur koi khaas solution nai hay.
                • #23 Collapse

                  Re: Market mai agar continuous loss ho raha ho to aus time kai karna chaye?

                  Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main agr humy loss ho raha ho bar bar to humy apny knowledge or experience ko ziada karna ho ga is ley humy apni learning or practice ko ziada sy ziada karna ho ga ta k hum maximum knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k hum kamyab ho sakeny.
                  Forex trading loss sy bacheny k ley humary knowledge or experience hona both zarori ha jtna ziada knowledge or experience ho ga hum utni he ziada hum ache trading kar k ache earning kar sakty han is k ley humy both ziada mehnat karni ho ge tab he hum kamyab ho sakty han ziada sy ziada ache earning kar sakty han or forex trading main loss sy bach sakty han
                  • #24 Collapse

                    Re: Market mai agar continuous loss ho raha ho to aus time kai karna chaye?

                    Dear member agar aap ne ek trade place ki aur aap ko loss ana shuru ho jata hai tu as a trader Ham thori dair wait karte Hain ki market wapusa jaye gi, Magar aap dekhte hain ki market continuously aap ki trade ke opposite ja rahi hai aur app dekhe time frame mein mazeed gunjaish hoti hy opposite jaane ki to aap ko chahiy ki aap foran apni trade stop kar dain. Main apny zati experience ke hisab se aap ko bata raha hun kyun ki ek dafa mein bhi apna account wash karwa chuka hun jo ki 179 US dollar ka tha, sirf isi lalach Mai ke shayad market reverce ho jaye gi Magar aisa nahin hua. Trader ki prediction galat ho sakti hai is liye is mein Koi pareshani ki baat nahin Magar aap ka account wash hona ek bahut bari pareshani ki baat hoti hai is liye is se avoid Karen.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Market mai agar continuous loss ho raha ho to aus time kai karna chaye?

                      g han ap ny bilkul thek kaha main ap ki is bat sy agree karti hon forextrading aik risky or profitable Businessn hy is main hamyn loss b hota hy jab hamyn loss
                      hota hy to tention to hoti hy hamyn chahya k hum loss ko nazar andaz karyn or loss ko accept kar k apni mistake ko control karna chahya or mahnat zayada sy zayada market main agr mukamal loss ho raha ho to zayda sy zayada larning karyn or mahnat karyn is sy loss ko control kia jay or mistake ko ignor na kia jay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X