Forex market mai hedge k zarye apna loss kaisy control karty hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mai hedge k zarye apna loss kaisy control karty hai?
    Dear jab humri bahot sari trades loss mai ja rahe hoti hai aor aus time hum ne loss ko control karna ho to aus k liay kuch log hedge use karty hai kai koi ais k bary mai bata sakta hai k hedge kai hota hai aor ais ko account par kaisy use karna hai ais k kon kon se faidy hai jin k zarye hum apna loss khatam kar sakty hai? hedging k bary mai agar koi strategy hai to kindly wo bhi share kar dy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market mai hedge k zarye apna loss kaisy control karty hai?

    Hadge..........?
    hadge bhi darasal aik nuksan ki he sorat hoti hai ju ap apni trading main hadge ko use karty hain tu apko es k use ka pata hona zarori hai q k jub ap es ko use akrna sikhengy tu he ap apni trading main loss ko mange kar skty hain
    hadge ko kesy use kiya jta hai........?
    hadging technique ko use karny k liye for example aghr hmari trade buy k order ks ath open hai or market ap k agianst main chli jati hai or ayse sort e hal main ap apni trade ko close bhi nahi krna chahty hain tua yse sort e hal ko cover karny k liye yah technique use ki jati hai or jub aysa hota hai tu ap market ki sort e hal ko smjh kar apna order sell main lgani hoti hai esi trh aghr market or nechy girti hai tu buy ki tade se loss or sell ki trade se apko profit mil raha hoga...
    • #3 Collapse

      Re: Forex market mai hedge k zarye apna loss kaisy control karty hai?

      Members market ma hedging strategies kp tb use krna chye jub market apki ranging kr rahi ho ya apko ma yeh btana chahta hun ky jub apka accwash hony wala ho to is strategy kp use krny lkn apko yeh bhi yad rakhna chye ky leverage apki maximum ho to hedging strategies kp use na kren only bonus leverage walo ko he hedging strategies kp use krna chye Pakistan forex forum ma bahot sary members aisy hain jo specy hedging starting planning sy apny account kp wash kr bethty hain
      Forum ma market opening ceremony bhi apko jub bhi marlet monday ko ipen ho to agr to market slow move krti hai to apko sloe ya fast py dekhna cgye agr to fundamental weak ho to bhi apko monday waly din hedging strategies ko use krna chye
      • #4 Collapse

        Re: Forex market mai hedge k zarye apna loss kaisy control karty hai?

        bhai forex trading main hadge aik trading technique hai jis ko tradors apni trdaing main use karty hain es k liye apko apni trading main aik sath do order lgany hoty hain jo aik doosry k oposit hoty hain es se hota yah hai k aghr aik order se hmain loss ho rha hai tu dosry se hmain profit bhi ho jy ga or yah technique forex main wo tradors use karty hain jin ko loss ho rha hota hai or wo apni trade ko close kiye bgair he apna order ayse set krna hota hai jis se hmain profit mil jay misal k tour par aghr hmari trade kisi buy yah sell main lagi hoi hai or wo loss main ja rahi hai tu apko apni agli trade os k opsite main lga dety hain jis se aghr hmain aik order se loss ho rha ho tu hmain dosry order se profit mil jta hai ayse hum apny loss ko cover kar skty hain es technique se
        • #5 Collapse

          Re: Forex market mai hedge k zarye apna loss kaisy control karty hai?

          jesay k koi bhe trader achy profit k chakar main ya jadli main analysis keay bagher trader .10 lot ki lagata hai our us ko aik ya do din hold rakhta hai our wo loss main jana shuro ho jati hai to pher us ko hedge k zarey wo loss ko kum ker sagty main jesay k app nay aik trade .10 ki buy ki leee hia our dosare app us main .05 ki sell ki lay lain gay to market mazeed app k against jati hai to pher ap loss zeada nahe ho ga our jab koi bhe support aey to sell ko close ker dain oiur wahan say aik our buy lay k to ap profit ko double ker sagty hain ya jo phelay buy ki le hoey the our nechy say buy wali ko zero zero pay close ker sagty hian
          • #6 Collapse

            Re: Forex market mai hedge k zarye apna loss kaisy control karty hai?

            Hedging aik aisi technique hai jiss kay zariye traders apnay loss ko control ker saktay hain. Hedging uss waqt ki jaati hai jab koi trade musalsal loss mai jaa rahi ho aur traders apnay account equity aur margins ko balance kerna chah rahey hotay hain. Hedging ki madad say aik trade kay loss mai janay pay uss kay oppiste pair mai trade open ker li jaati hai jiss say aik trade mai loss aur Dusri mai profit ho raha hota hai aur iss Tarah equity aur margins stable hotay hai. Kiyu kay loss aur profit aik dusray ko hedge ker laitay hain. Hedge ka Matlab rokna hota hai. Account balance acha hoto hedging say faida uthaya jaa sakta hai. Agar 2 trades hedge ki gai ho to ussi waqt scalping ko apply ker kay small profits easily earn kiye ja saktay hain. Hedging aur scalping aik saath kernay kay liye acha experience bohat zaruri hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex market mai hedge k zarye apna loss kaisy control karty hai?

              Jab Hamare Boss saree loss trade Mein ja rahi hoti hai suswakatam Mein loss ko control karna Hota Hai use Waqt Kuchh log hacking use karte hain Koi Iske bare mein Bata sakta hai ke heading Kya Hota Hai agar koi Bata sakta hai to please meri rahnumai Karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex market mai hedge k zarye apna loss kaisy control karty hai?

                Hedge trading esi strategy hoti hay jes me loss ko control karna be zarori hota hay agar orders ko baghir planing aur baghir reason key close kar dia jaye to 1 order to koch na koch profit de sakta hay magar 2nd order etna loss de deta hay key hamara account balance me bahot zeyada kami ajati hay, hedge trading ko kamyab karny me support and resistance levels important role play karta hay, agar buy order ko large time frame me deka jaye aur market resistance level par move kar rahi ho to es buy order ko close kar dena chaye aur sell order es time tak close nahi karna chaye jab tak market support level par na chala jaye.

                اب آن لائن

                Working...
                X