Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?
    Mera aik sawal hai ky kya ap bta skty ho ky kisi bhi pair ya instrument jesa ky metal ya oil cfd etc hai in ki saalana up aor down jany ki koi had muqarrar hoti hai ya nhi aisa koi ilnm hai apko is ki wazahaat kr den keun ky forex market ma har pair aik had tk jata hai phr trend chang krta hai phr wahan py lgta hai ab trend confirm hai lkn phr reversal ho jata hai market makhsoos haf ma move krti nazar ati hai aisa kya hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

    Nahe dear aisa ni hota hai ais market mai ap ne dekha ho ga k ais mai kai aisy pairs hai jin mai higher high hi banty jaty hai aor wo new high laga k aaty hai down jaisy last time ap ne bitcoin ko dekha ho ga aus ne last year hi apna high level ko touch kia hai kun k aus ka maximum 5000$ tak gia hoa tha magar last year 20,000 tak gia hai jo k bahot hi zayda hai ais market mai buyyers aor seller k presure se market move karti hai ais liay agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai ap ne agar dekha ho to market double top ya bottome ko bhi tor deti hai aor aus k baad aus taraf aor move karti hai ais liay agar ap ko ye pata ho k ais pairs ne atna move karna hai to banda aus k hisab se pora saal trades lagata rahy, bas ais mai agar ap ne long term mai kaam karna hai to ap ko ais mai ap ko jo target milta hai wo kafi lamba hota hai aor aus k sath aus mai ap ko kafi time wait karna parta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

      gee dekhny ma yehi ata hai ky jo developed countries hain unky pairs currency aik band ma he move krti hai aik had muqarar hoti hai jis ky amder he currencies move krti hai developing countries ma bahot sari chezon py comprises hoty hain currency ko devalue kea jata hai continue aisa kea jata hai Pakistan ma bhi aisi situation hai koi had muqarar nhi hai ky kis trah sy inflation ko conteol krna hai trading ka koi future nhi hota hai market ma kisi bhi trah sy koi rules nhi hain black economic aor white economic situation ka kisiko knowledge nhi hai log tex payer's bnna nhi chahty hain koi bhi market ma rulee ko follow nhi krta hai jis ki waja sy problems create hoti hain trading ma aisa nhi hona chye
      • #4 Collapse

        Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

        Dear friend Aisa Mumkin Nahi Hai Kyunki currency Par Kisi bhi country ki ek currency hoti hai jo ki saal Mein uska koi bhi zaroori Nahin Hota ke woh Ek. Par jakar hi mood Karen ya usme kam ya jyada ho isliye usme in Thapar Nazar Nahin Laga Sakte ke kis country ki currency kam Hogi ya Jyada Hogi ya Ek miqdar par Aakar ruk Jayegi iski Koi limit nahi hai isliye chala na koi bhi currency Kisi bhi time movement kar sakti hai aur koi currency saal mein jyada move karti hai aur kuch kaam Karti Hain isliye iska Koi proper nahin hai ki ek hi. Jitni move karegi
        • #5 Collapse

          Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

          Assalamu alaikum my dear friends miracle Me Aisi Baat Tu bilkul Nahin Hai K Forex trading main sailana kuch aisa hota ho haan lekin ye baat hai kese sport and resistant bahut jyada ahmiyat Lagti Hai Forex trading Mein Kyon Ki Forex trading mein jo candlestick pattern hai us par Agar Hum kaam karen to Hamein Pata Chalta Hai Ke Forex trading Mein Iss Tarah kaam karne se bhi trade profit Mein Ja sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

            forex mai hum pairs mai or currency ma kam karty hain hajy expert ban ky mahnet sy kam karna chahey or forex mai pairs or currecny ke bearish or bullish salmana had moqarar hote hain hamy in ky difence ko be dahkana chahey pher market mai enter hona chahey pher he hum market mai runing hasial kar saky gy or amount invest kar ky acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote kuch log forex ko fake kahty hain yai aik real business hain is mai isa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain yai ail legal business hain
            • #7 Collapse

              Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

              forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai hum pairs mai or currency mai trading karty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to be hamy kuch be hasial nahi ho ga hamy market ke movetment ko dahk kar or is ke bearish or bullish ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar ky acha profit gain kar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

                currency pair ki koi bhi bearish ya bullish saalana had muqarar nhi hoti ha currencies ki jo trading hoti ha aor currencies ki jo demand level hoty hian us kay hisab sy currencies ki saalana bearish aor bullish ko control kia jata ha ap ny dakha ho ga kah agr ap kisi bhi currency pair ki back history check krain ap ko andaza ho jae ga kah currency pairs ki kitni up down movement howi ha lakin jahan tak saalana had muqarar honay wali bat ha yeh kabhi possible nhi ha aor kisi ko pta nhi hota ha kah kon sa currency pair kitna bearish jae ga aor kitna bullish jae ga is ka koi bhi level kisi bhi trader ko pta nhi hota ha is liay trading market main trader ko daily ki updates ko follow kartay howay trading krna hoti ha aor trader kabhi yeh soch kar na bath jae kah yeh currency itna up ho gi ya itna down jae gi aor main sell buy long time kay liay apny order place kr don is trah say mare khyal say good idea nhi ho ga trader ko daily ki currency ki updates ko analysis kar kay currencies ki news ko watch kr kay order place krna chhy aor is trah trader work kray.
                • #9 Collapse

                  Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

                  nahe bhae easi ko limit nahe hai k kisi bhe pair like wo curreny hai ya oil hai ya pher gold hai un ki forex main salaana move ki koi had mukarar nahe hai ye just technical our fundamental ki jo bhe move jes side pay banti hai ye utne her saaal kerty hian our normal her country ka national bank us ko control ker raha hota hia
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

                    ye to meray dost easi koi baat nahe hai her pair ki apni move hoti hai koi had mokarar nahe hoti hai her iak un decision move hoti hai our wo us k daily fundamental our weekly time frame ya monthly ya pher economy k chance honay pay depend ker rahe hoti hai our pher he trader us say profit bna paty hai short trades ker k ache earning ke jati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

                      members forex trading market ma currencies ki movement ki aik had hoti hai salana is ma forex ma move allowed hoti hai baki jo extra move qti hai wo us currencies ki apni strong ya weak affect hoty hain agr kisi mulk ki economic situation kaharab ho to us ko riak ka smna krna prta hai aisy he bahot sary awamil hoty hain jin ki waja sy divert attention ho skti hai currencies ma radobadl hoti hai kch currencies flash crash bhi ho jati hai mean to say bahot sary risk factos ki waja sy currencies ki move hoti hai aor yeh aik organisation ky through he hota hai apko is bat ka andaza ho jana chye
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

                        Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main kisi bi currency pair ki koi limit Ni ha up ya down ki har currency ki movement up ya down us country k halaat GDP or country k mamlaat k mutabiq up ya down jaty han in ki saal ki koi limit ni hoti ha Jin ki waja sy currency value up ya down jati ha jis country k halaat GDP or mamlaat behtar hoty jaty Han us ki currency bi behtar hoti jati ha or currency value behtar hoti ha jab jis country k halaat GDP or mamlaat kharab ho rehe hoty han in ki currency value down hoti ha in halaat ki waja sy currency value down ya up hoti ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                          Mera aik sawal hai ky kya ap bta skty ho ky kisi bhi pair ya instrument jesa ky metal ya oil cfd etc hai in ki saalana up aor down jany ki koi had muqarrar hoti hai ya nhi aisa koi ilnm hai apko is ki wazahaat kr den keun ky forex market ma har pair aik had tk jata hai phr trend chang krta hai phr wahan py lgta hai ab trend confirm hai lkn phr reversal ho jata hai market makhsoos haf ma move krti nazar ati hai aisa kya hota hai?
                          Dear friend forex trading main kisi bi pair ki koi limit ni hoti ha forex trading main kisi bi pair ki movement is ki economic conditions or political situation pe depend karti ha k kahan tak ja sakti ha is main forex market ka koi role ni ha is ko up ya down karny main jtni country ki economic condition behtar ho ge or political situation stable ho ge to country grow karta ha is ki economic condition behtar hoti jati ha or is ki currency ko value ziada hoti jati ha is ley kisi bi waqat kuch bi ho sakta ha is ley humy market main analysis karny lazmi hoty han or proper money management or risk management sy trading karni chae ha ta k successful hon or ap ko loss na ho
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya kisi bhi currency pair ki bearish bullish saalana had muqarar hoti hai?

                            G nahi dear ye possible hi nahi hay, yearly kesi be currency movement ki limit pehly se determine nahi ho sakti hay, US dollar ya EUR ki agar ham bat karen to es ki movement yearly ya monthly koch be ho sakti hay ye bahot zeyda down be ja sakti hey aur es key price me bahot zeyda ezafa be ho sakta hay, Forex ki market ko risky kaha jata hay es ki main waja ye hoti hay key kesi be pair ki movement long be ho sakti hay aur small be ho sakti hay es ka andaza app pehly se nahi laga sakty hey, news aur economic condition se hi es ka andaza time key sath lagaya ja sakta hay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X