Jaiza: inflation control krny ky leay interest rate increase hoty ya decrease hoty?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: inflation control krny ky leay interest rate increase hoty ya decrease hoty?
    Inflation control krna har country ma government ky leay aik big challenge hota hai keun ky mehnghai ki bahot dari wajoohat hoti hai ap ky kheyal ma mehnghai ko control lrny ky leay interest rates increase keay jaty hain ya in ko decrease kea jata hai apna apna point of view share kren?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: inflation control krny ky leay interest rate increase hoty ya decrease hot

    Dear jaisy ap ne baat ki hai k agar ap k country mai inflation zayda hai to ais mai kai hota hai aor ais ko agar hum ne control karna hai to ais se intrest rate increase hota hai ya decrease to dear agar inflation zayda ho gi to ais se money ki jo value ho gi wo kam hoti jaye gi ais time agar ap k country mai paisa hai aus ki moment ko kam karny k liay intrest rate zayda kia jaye to aus se ye faida ho ga k jo log paisa bahir behj rahy hoty hai wo ais ko apny hi country mai dal dety hai aor ais tarha ap ais ko control kar sakty hai kun k jab ap ko country mai hi faida zayda ho sakta hai to ap apny paisy ko bahir ni behjy gay aor ais tarha ap ko ais mai kaam karny ka faida ho ga, agar ap k country k paisy ki value zayda ho gi to bahir se log ap k country mai aa k kaam kary gay jis se ap ko zayda faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: inflation control krny ky leay interest rate increase hoty ya decrease hot

      pyare doston foreign countries mein inflation control karne ke liye interest rates ko increase Kiya jata hai jiski vajah se a log banks mein se loan Lena kaam kar dete Hain uska nuksan market mein maujood traders ko hota hai hi jinhone apni I products ki kimat increase ki hoti hain jab interest rate increase kiye jate Hain to investment bhi kam ho jati hai log Bank kaun se AEY udhar Lena kaam kar dete Hain credit cards banwana kam kar dete Hain jis ki vajah se market mein investment kaam ho jati hai customers market ki taraf Jana kaam kar dete Hain producer apni products ki price ko kam karte Hain jiski wajah se inflation control ho jati hai lekin hamare mulk mein bilkul hi ulte kaam Kiya jata hai hamesha se interest rates ko increase Kiya jata hai jab ke foreign countries may interest rates ko decrease Kiya jata hai aur economy situation ko strong karne ke liye interest rates co continuously increase nahin kiya jata
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: inflation control krny ky leay interest rate increase hoty ya decrease hot

        forex aik bohat bara business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hamy infalcation ko control mai rahk ky interest rate ko mady nazer rahk ky mahnet sy or dil laga kar shok sy kam karna chahey

        اب آن لائن

        Working...
        X