Jaiza: Credit cards and bank loan ka interest rate same hota hai kya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Credit cards and bank loan ka interest rate same hota hai kya?
    Dear members economy ma interest rate ka bhi kafi role hota hai forex ma currency ki value devalue hony ka aik factor interest bhi hota hai kya ap bta skty ho ky credit cards aor bank loan ka interest same hota hai ya is ma difference hai aor in kk kya importance hai trading ma?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Credit cards and bank loan ka interest rate same hota hai kya?

    Nahe dear ap ne jab kisi bank se loan lia ho ga to aus par ap ko jo intrest dena hota hai wo diffrent hota hai jab k ais market mai koi news aati hai ya kisi kisam k intrest rate hoty hai wo diffrent hoty hai jaisy ap ne dekha hai k ais market mai 1% ya 2% hi intrest rate zayda kia jata hai jab ap kisi bank se loan lety hai to aus mai ap ko 15% tak intrest dena parta hai ais mai ye hai k ap ne jo trading karni hai ap ko ye pata ho k kis currency k intrest rate ki news hai ap ne aus par aus time agar trade karni hai to ye pata ho k intrest rate kam hony se kai ho ga aor agar ais currency ka intrest rate zayda ho jata hai to aus se kitna faraq par sakty hai agar market mai ap ne thory se time mai acha profit banana hai to ap ko news trading par kaam karna chaye ais mai ap ko acha profit ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Credit cards and bank loan ka interest rate same hota hai kya?

      Pakistan Forex forum ke pyare doston Assalamu alaikum jahan tak mera khayal hai bank se loan Lene par interest rate equal Nahin hota hai yeah individually Bank key term and conditions Bank ki policies hota hai ki hua aapko interest rate kis hasad se provide kar rahe hain credit card pay facilities de jati hai lekin agar aap time par bill payment Nahin karte ho to aapko interest rate increase milta hai is par apko find jyada lag jata hai jiski wajah se a misuse of credit card bahut nuksan de ho sakta hai loan mai apko monthly installments par Karni hoti hain aur use par aapko partition Bana Di jati hai jab ke credit card par aapne jitna spend Kiya hota hai utna hi apko limited time mein wapas karna hota hai bill date ke sath aapko bill payment Karni Hoti hai minimum payment and net payment mein farq hota hai bank loan par interest rate increase hone se a bank's main customer ratio kam ho jati hai aur investment bhi kam hoti hai inflation decrease hone ke chances jyada hote Hain kyon ke producer majboor ho Kar apni MI products ki price kam kar deta hai customers ko attract karne ke liye
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Credit cards and bank loan ka interest rate same hota hai kya?

        forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum bank sy loan ly kar ky be amount invest kar sakty hain or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum isy apna profesional career be bana sakty hain hum bank sy amount with draw karwany ky liye cards ko use karty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik amm business ke nisbat bohat acha business hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Credit cards and bank loan ka interest rate same hota hai kya?

          ager koi bhe currency devalue hoti hai to us ki wja kisi bhe mulk ki mashe sorati haal ka kharaab hona hai forex main us pay bad impact parta hai jesay k usdpkr main rupay ki kadar gir gai hai jes k wja humery abhe ki soraatay haal ka kharaab honay hia mazboot masheat say currency ki value dollar k mukablay ache hoti hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Credit cards and bank loan ka interest rate same hota hai kya?

            us main app k source check kerna ho ga k kon hai app ko maloom hai k loan dinay wala source aik he ahi to pher app ko jo interest us k oper pay kernay hai chahy wo loan lain ya pher credit card use krien aik he hoo ga koin k issuance authority bank hai oiur us k rules and regulation dono k leay same hoon gay ager bank to bank app kisi oiur say lety hain to wo differ ker sgaty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X