Jaiza: Weekend trading ke nuksaanat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Weekend trading ke nuksaanat
    Salam everyone mera ek sawal hai ke kia hum weekend days pe trading kar sakte hain for example saturday and sunday wale din most of the log kehte hain ke weekend pe market close rehti hai to us mein hum log profit nahi utha sakte hain ap log apni raaye bataye ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Weekend trading ke nuksaanat

    forex trading k es business main hmain 5 din milty hain trading k liye jis main do din off hoty hain market k or yah pori duniya main he off hoty hain es liye apko do din apni trading ki palnning karni chahye q k jub ap ko do din off milty hain tu ap apny boht se kam kar skty hain jub k apko saturdy or sundy ko market jub bnd milti hai tu ap os main apni forum ko zayda se zyda time den apni leraning karen or apni laerning se wo apni trading ko pechly ahfty sez yda bahtr kar skty hain or apko es main faiad he hota hai or aghr ap saturday or sunday ko trading ki bat karty hain tu en dinu trading nahi kar skty hain or na he ho skti hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Weekend trading ke nuksaanat

      Dear aap ko apni learning forex trading kay barey mai kaafi barhanay ki zaroorat hai.Internationally saturday or sunday closed holiday hotay hain.Jis ka matlab hai kay hum jis trading market mai humtrading kertay hain wo bhi international markets hain jo her saturday or sunday ko close he hoti hain.Or closed holiday matlab mukammal chutti kay din jab market close hoti hain tou hum trading bhi nahi ker saktay hai . Dear her friday or saturday ki darmiyaani subha 2 bajey market band ho jaati hai or dobara sunday or monday ki darmiyaani subho 2 bajey same wahi say open ho jati hai jaha pay close ya band hui thi.Ab bat kertay hain kay weekend pay profit uthana mumkin nahi hai kiyu kay jab market band hai to profit ya loss ka sawaal khatam ho jata hai.

      Pak forex forum ko achi tarah parhna or yaha ki gai posts or threads ko parh kay bohat achi learning or forex ki education mil jaati hai.Pak forex forum humain forex kay barey mai her baat aik platform pay sikha daita hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Weekend trading ke nuksaanat

        Forex trading business kay hawalay say agar bat ki jay to Saturday and Sunday ko poori dunia main Forex trading nahen hoti aor Forex trading ki markeet off hoti hay baqi tamam dinon main Forex trading all world main hoti hay aor Forex market bhi open hoti hay in tamam working days ko market ki moving hoti rehti hay aor is ka knowledge taqreeban har kamyab trader ko hota hay woh maiket ki mukamal movement say waqif hota hay is taran woh market ki movement ko samnay rakhtay howay trade lagata hay aor profit kamata hay weekend ko Forex trading aor Forex market off honay ki waja say market kay utar charhao yehni up down dono ka ilam nahen hota jis say agar ham nay trade weekend ko laga di to market down ho gai ya pehlay say down ho to haman bohat saray loss ko face karna par jata hay jis say hamen Forex business main bohat saray nuqsan ka samna karna par sakta hay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Weekend trading ke nuksaanat

          forex aik online business hain hum is mai pairs or currency py trading karty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain kuch log forex ko fake kahty hain yai aik real business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai agar kam karty howe lalch kary gy to hum kam sahe sy nahi kar saky or hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain yai aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain

          اب آن لائن

          Working...
          X