Jaiza; Traders and trading ka style

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; Traders and trading ka style
    Asslam o alekum all aj mein aap se traders aur unka trading style share kruga trades ko mostly define kia jata hai by time frame jis mein trades open and close karte hain jis ke zarye wo open market mein trading orders bhejte hain traders jo hai pehle market ko scan karte hain analyse karte hain uske baad information ke according trades order lagate hain jab ke system traders kuch automation tools se market ko scan karte hain information gather karte hain trading order palce karte hain.
    Traders apna most of the time scanning mein waste karte hain jo ke acha point hai us ke zarye hi hum logo ko trading mein profit milta hai jab tak kisi particular data ko analyse nahi karte hain tab tak hum logo ko uska profit nahi milta hai.
    trader apni trades close hone ke baad us trades ki pick up points uthaate hain and koshish karte hain ke next time trades mein bhi use karen lekin ye strategy kabhi kabhi unko loss mein lejati hai iss liye har baar trade order lagane se un ko chaye ke trading ki analyzation karna boht important hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; Traders and trading ka style

    Forex market Mein trading hoti hai aur jo log trading karte hain woh trader hote hain jaise aap sab log jo Log Yahan Par posting karte hain aur yahan se bonus Hustle karte hain wo log trader Hote Hain
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; Traders and trading ka style

      Forex trading main trading style ki bat ki jaye to har trader ka apna alag hi style hota hay. que kay trader trading apnay style say hi ker raha hota hay. aur us ki timing ka apna hisab kitab hota hay aur isi trah say trader ki trading strategy bhi baki tamam trader say differ hoti hay jo kay us kay trading style ko alag kerti hay. kuch trader technical indicators ko use ker kay trading kertay hain aur kuch trader chart ko pehlay analysis kertay hain aur us kay bad apnay knowledge kay zaryeah say yeah dekhnay main kamyab ho jatay hain kay trade kis direction main lagani hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; Traders and trading ka style

        Summer time to time apni skills ko develop karte rehna chahiye kya Kaise Jaise time batayega Mare Aashiq karne ke chances Yahan Par kurtis Myntra Sochenge skills for strong balance Sona Tu hota hai Hamare Paas kaam karne ke liye Jise Hum Kafi Jyada information generate kar sakte hain aur Hamesha nuksaan hone se ya Kafi Jyada se bhi kar sakti hai hamein chahiye kya apne account ko Aur Bhi Zyada save Rakhe kam karne ke liye yahan se
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; Traders and trading ka style

          Forex traders mai agar traders ki types ki baat ki jaey tou main 2 he types hoti hain. Pehli type of traders woh hotay hain jo yeh chahtay aur samajhtay hain kay forex trading business ko long time kay liye kia jaey aur iss business say aik lambay arsay tak faida utha kay apni life ko asaan banaya jaey. Forex trading mai aisay traders he kaamyab hotay hain. Aisay traders ka trading style bhi bohat complete aur perfection kay qareeb hota hai. Long time trading ka goal lay kay forex join kernay waley traders apna knowledge, learning, demo account practice aur phir real trading mai MT4 kay tools ka use aik tarteeb say seekhtay aur unhain apply bhi sahi waqt pay ker rahey hotay hain. Iss Tarah unhain seekhnay mai shayad ziada time tou lagg Jata hai laikin business bhi bohat arsay ker laitay hain.

          Dusri type kay traders woh hotay hain jo forex trading ko aik aisa business samajh kay join kertay hain jiss mai raatoo raat ameer Hua jaa sakta hai. Aisay traders ko guide kernay waley bohat wrong suggestions daitay hain jiss wajah say traders bohat loss uthatay hain aur jitnay jaldi trading mai aatey hain utna he jaldi chore bhi jatey hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; Traders and trading ka style

            Dear member main aapki baat se ittefaq karta hun Jab bhe trading start karna chahta hai to usse pahle vah apne mind mein ek trading strategy ko develop karta hai kyunki jab tak uske mind mein trading strategy mukammal Nahin hoti tab tak vah ek acchi tradeplace nahin kar sakta. Trading strategy kya hoti hai vah tarike se manage ki jaati Hai ki aapane apne tamam capital ke hisab se money management karne ke bad different indicators ka use Kiya hota hai aur uske bad aap aap is tamam plan ko ek jagah per ekattha karte Hain to aapke pass ek mukmmal stategy Ban jaati hai joki aap trading mein use kar sakte hain aur acchi aur Nahin bhi le sakte hain. Jitne bhi adress Hai vah hamesha strategies develop karne ke bad hi tradeplace karte Hain

            اب آن لائن

            Working...
            X