Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty hai
    Bohot he ziada dair aur time tak forex market ko observe karny aur Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar saktay hain .
    Bohot he ziada time forex market ko dainy ke 2 type ke losses ho sakty hain. Aik loss tu jis trah say baat ke hai ke mental stress aur tension ho sakti hai. aur phir iss kay sath sath iss mental stress aur tension ke waja say iss baat ka b kafi chance hota hai ke traders say ghalat trading decision ho sakty hain. Iss liye traders kay liye kafi achi baat yahi hai ke woh zaroorat say ziada mehnat aur time market ko na dain , kion ke iss say positive kay bajay negative results mil sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

    Aap nahi bahut hi acchi baat ki hai main aap ki baat se bilkul agri karta hoon Agar Hum Log bahut hi jyada time forex market ko Dete Hain Tu Hum Toh kaafi Jyada depressed so Jate Hain isliye Hum logon ko chahiye ki hum log kam se kam time replacement ke liye bhi nikale Jiska Hum Sab logo ko bahut fayda hoga
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

      insan ki zendgy ky bhi mukhtalef nazreyat hain or zendgi ki mukhtalef masrofyat hain or sary kaamon ky sath sath insan ko apni sehut ko bhi maen taen rukhna chahy yeh bhi zarori hy qeyonkeh agr insan ki sehut thik hy to insan mukhtalef kamon ko sambhal sakta hy agr sehut thik ni hy to pher insan ky lie karobar ka sambhalna mushkel hy ab sehut k thik rakhny ky bhi kuch qwaed hain kuch asowl hain un asolon ko samny rukh kar agr zendgi guzari jae to zendgi bari asani sy guzar sakty hy jaisa keh insan ky lie niend ka hona zarori hy agr munaseb waqt main aram ni kary ga to sehut thik ni rahy gi ise trah sy insan ky lie munaseb khorak ka hona zarori hy agr khorak munaseb ni ho gi to insan tund rust ni rahy ga zeyada sowna yeh bhi sehut ky lie muzhar hy
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

        g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main hmain market ko jub bhi observation karna hota hai tu hmain aik tu fres mind main karna chahye or dosra jub bhi apko acha point mily apko tarde lga dni chahhe kbhi bhi yah nhi sochna chahye k mazzed market ap ki tawako tak chli jay ayse main ap na tu os point ko pkar paty hain jis se apko profi hona hota hai r na he ap ko wo point milta hai jo ap chahty hoty hain es liye hmaisha market ko achy point par pakrny ki bat karty hain na k mazzeed ki lalach main os point ko bhi hath se jany dety hain jis se apko acha profit milny k chances hoty hain q k yahs ub factors apki trading main apko acha profit nahi dety hain es liye avoide them
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

          sometime Aisa Bhi hota hai kya kara market ko Jyada time Dete Hain market par kam karne ke liye Jyada focus karte hain tu ya aapko. Coasters Mein convert kar Jati Hai Aapka mind Yahan Par Main Chala Jata Hai Aap logon ko chahiye ki Aap Yahan Par cool minded aur fresh mind ke sath kaam Karen aur kisi bhi kaam Aisa karne se agitation Karen jisse aapko dish hot aur aapke mind ko disturbance hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

            Ji aapne bilkul theek kaha hai maa ki ko bahut jyada time Dena Insaan ko surprise Mein Muqabla karta hai isliye Hum Sab logo ko Sath Sath Koi Aur kaam bhi karte rehna chahiye tha to hum log Jyada tension Na Le
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
              Bohot he ziada dair aur time tak forex market ko observe karny aur Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar saktay hain .
              Bohot he ziada time forex market ko dainy ke 2 type ke losses ho sakty hain. Aik loss tu jis trah say baat ke hai ke mental stress aur tension ho sakti hai. aur phir iss kay sath sath iss mental stress aur tension ke waja say iss baat ka b kafi chance hota hai ke traders say ghalat trading decision ho sakty hain. Iss liye traders kay liye kafi achi baat yahi hai ke woh zaroorat say ziada mehnat aur time market ko na dain , kion ke iss say positive kay bajay negative results mil sakty hain.
              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main zarort k waqat he market ko time dyna chaiy ha q k jab hum har waqat market ko dakhty Han to galt fasily karty han or galt trade open karty Han ya ache lagi hue trade ko close kar daty han is ley market ko dakhen analysis karny or phr trade open karny sath take profit or stop loss laga lan phr ap us trade ko chor dan bar bar na dakhen stop loss sy ap ka account safe ho ga or take profit sy ap ko ap ka matlooba profit mil jay ga bar bar dakhen sy ap apna fasila change karny gy or sahe trade bi loss main close kar dan gy is ley jtna zarort ho market ko dakhen analysis karny ziada market k samny na bethy rahen is sy ap ko tensn bi ho sakti ha q k market bar bar up down hti rehti ha
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

                forex main trading karny k liye boht zarori hai k market ko achi trha se analysis kar k trading ki jay q k bohtz arori amal main se yah amal hai q k jub market achanak se move kar jati hai tu hmain loss hony k chances barh jaty hain tu es liye market ko achi trah se chek kar k market main dakahal hun es k ilwa aik or bat bhi bht zayda zarori hai k jub ap market ko apni ummeed par chany k liye oska wait karty hain tu apko pher os se kuj nahi milta hai q k ap k miyar par osy aty aty yah tu time lag jta hai yah pher apko time waste main wo point bhi nahi milty hain jo ap ahsil kar skty thy tu market ko achi trha chek krn azarori hai laken hmain es k liye khud ko pareshan nahi kran achahye q k jub hum khud ko pareshan kar lety hain tu galti hony k chances boht barh jaty hain or jub hum khud he galti kar jaty hain tu hmain pher loss ho jata hai os k bad os loss se zyda pareshani hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

                  dear aap ki baat kisi had tak thek hai.Jou traders 24 hours trading kertay hain ya trading kernay ki koshish kertay hain unhain chaiye apnay araam or mentally fresh honay ka bhi khayal rakha karey.Kiyu kay tired minds kay decisions or fresh minds kay decisions mai bohat faraq hota hai.Agar traders stop loss or take profit ka acha use kerna seekh lain tou bohat sa time bach jata hai.Jo traders stop loss or take profit ka use nahi kertay unhain trading market ko ziada monitor kerna parta hai takay loss or profit ko control ker sakain. Market ko time iss liye bhi ziada diya jaata hai kay market kay trends say apni trading strategy ko develop kis jaa sakey jo uss kay baghair mumkin nahi hai. Her trader ko 120 hours ki trading mai laazmi acha rest or achi trading ka time table banana chaiye or uss pay amal bhi kerna chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

                    Bhai jan ap nay bohat hi achay topic pay bat ki hay k ziada time market say related rehnay say bhi insan yehni trader stress ka shikar ho jata hay har insan kay mind kay work karnay ki aik limit hoti hay jab yeh limit crass hoti hay to bohat say problem create ho jatay han jab traders market ko bohat hi ziada time datay han yehni aksar aoqat main din ka ziada tar hisa market ko hi datay han to woh market ki movement ko bar bar badltay dakh kar aor in movement ki waja say apnay emotions ko control nahen kar patay aor bohat sari confusion ka shikar ho jatay han is taran woh aksar aoqat trade bhi wrong laga datay han jis say loss ho jata hay aor phir is loss ki waja say woh bohat sari tension ka shikar ho jatay han jo k trading kay liay aik khatar nak soorat hal hay is liay is khatra nak soorat say bachnay kay liay aor kamyab profit able trade karnay kay liay market ko munasab time dana chahiay aor apnay mind aor body ko relax bhi karna chahiay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

                      Me ap ki baat sy agree karta hu agar ap ek had tak trading kary gy to theek hai lekin har waqt trading karty rehna b theek nahi hai break zroori hoti hai chahy koi b kaam ho agar break nahi ly gy to is me ap k liye theek nahi ap ka mind thak jaye ga or ap ki tbiyat b khrab ho sakti hai.
                      Is liye agar ap ko trading smjh nahi aa rahi to kuch der chor dy rest kary or dimag ko thanda hony dy is sy ap ka mind fresh ho jaye ga or ap ko new ideas aye gy.
                      Or kaya pata rest karny sy ap ko double profit ho jaye is liye har waqt trading na kary is sy faida nahi hota bal k is sy nuqsan hi hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

                        Ka sabse bada business hai aur Forex trading main daily 7 trillion dollars ki trading ke Jati Hai Yahi Wajah Hai Ke Forex trading day by day sabse bada business Banta ja raha hai aur iski popularity Mein izafa Hota ja raha hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

                          ji mere Bhai aapane kuchh had Tak theek kaha agar Ham ismein jyada se jyada time spent karenge to hamen apne liye time nahin milega jiski vajah se uska uska Ho jaate Hain isliye hamen ek proper time ke mutabiq chalna chahie ismein 1 routine banani chahie jiske mutabik Ham rojana ismein trade Karen aur ismein profit hasil Karen isiliye hamen time management ke sath chalna chahie ismein money management ke sath chalna chahie Taki hamen ek acchi profitable trade kar sake aur is main apna ek time table banakar FIR kam karna chahie Taki Ham satta se dur hain aur emotions mein Na aaen aur na hi ismein lalach karni chahie Taki Ham ismein successful ho sake isiliye ismein jyada time nahin send karna chahie bulke ek time table banakar FIR use hisab se chalna chahie aur daily basis per kam karna chahie aur mehnat karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

                            Dear friend forex trading main humy har waqat online rehna parta ha or jab hum ziada waqat online rehty han to humy shaq hota ha or agr hum sahe trade bi lagai ho to hum stress ki waja sy loss karwa daty han is ley hum apni fayda wali trade bi close karwa day han or apna profit loss main convert karwa laty han
                            Is ley humy ziada sy ziada mehnat kar k forex trading ko seek k trading karni chae ha or loss sy bachena chae ha is ley humy maximum knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha ta k humy maximum profit ho or loss bilkal bi na ho is ley humy ziada sy ziada mehnat karni chae ha or ziada sy ziada knowledge or experience hasil karna chae ha har waqat online ni rehna chae ha or proper stop loss or take profit istamal karna chae ha ta k humy loss na ho or maximum profit ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:Market ko bohot he ziada time daina traders ko stress mai mubtila kar sakty

                              Forex market ko Ziyda dair tak analysis karna traders ko stress dyne Kay equal hota hai is liye koshish karain Kay hir trader apne learning power ko strong kare or stop loss take profit Kay tool ko use karty hoe ase stress say bacha jiye kyu Kay yah stress huMsha preshni or lalach may rahta hai is liye koshish karain Kay El dafa trade lagne Kay bad bar bar trade ko na dikha jiye balky koshish karain Kay market ko analysis karty hoe khud take profit ka margin set kar Kay free ho jiye ta Kay bar bar trade ko na dikhna pare or broker automatically khud hi trade margin Kay Ander close kar day profit may is liye humain ziyda jald bazi or stress say dOr rhne ki koshish ki jiye shukria...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X