Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.
    Traders kafi dafa mehnat kar kay forex trading ke learning karty hain aur phir iss learning ke base per apni trading strategy develop kar kay trading karty hain.

    1 ) sab say pehlay tu traders ko apni apni trading strategy ko dobara say test karna chaiye aur ager trading strategy mai masla aa raha ho tu phir trading mai kuch arsay ke break kar laina chaiye aur dobra nei siray say apni strategy per kam Karin aur iss ke mistakes remove kar kay he trading Karin.

    2) Emotions aur greed per behtar contlrl karny ke try Karin tu iss say b kafi had tak trading mai results change ho sakty hain.

    3) Apni trading ko bohot he ziada selective kar dain aur bohot ziada aur bar bar ke trading say perhaiz Karin.


    Ager traders loss kay baad yeh kar sakin tu inko trading mai kafi behtri mahsoos ho sakti hai.
    Last edited by ; 17-05-2019, 01:03 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

    Ji aapne bilkul theek baat ki hai mai aap ki baat se bilkul agri karta hoon Agar Hum Log hardwork Karte Hain To fir iska Hum logon ko bahut hi jyada fayda hota hai isliye Hum logo ko hard work Ke Saath Saath Apne emotion par bhi control Rakhna chahiye FIR Hum Log trading Karke Kafi achha profit Hustle kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

      Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy hr kam mehnat sy hi hota hy or forex m mehnat kr k traders learning hasil krty han hamy is m bot c chezon ko ly kr chlna prta hy jasa k hmari trading startgy mzbot honi chaiy loss or nakami k bad hamy apni startegy ko test krna zrori hota hy baz dafa us m b msla ho skta hy to thora arsa rest ly kr apni startegy ko tek krna chaiy dosry emotions or greed pr twaja dyni chaiy apny emotions py qabo pana chaiy or lalich sy bachna chaiy q k lalich sy ap ko kuch hasil hony k bjaiy loss hi hota hy tesry num py ye k hamy thori or aista aista trading krni chaiy ta k thora profit ho mgr loss na ho in sb chezon ko dakhna bot zrori hota hy
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

        4 ye baat aap ki bilkul theek hain traders ko chahiye kya ek time Mein Ek Hi trade Karen aur Dada trade Jo Ek time mein open na Karen Kyunki Agar Aate time mein jyada trades open Karenge to lost Agencies bahut jyada increase ho jayenge isliye ek time Mein Ek Hi trade open Karen
         
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

          Agar trader ko trading mein continuous basis per loss ho raha hai to uske kaafi reasons ho sakte hain and unko uss loss ko stop karne ke liye konsi cheezon pe amal karna chaaye:
          1: Traders ko chaye wo apni strategy ko re-strategize karen jo bhi mistake purani strategy mein ho rahi hain unko remove karne ke baad ek new banaya jaye aur usko sab se pehle demo pe please use karke test karlen ke waqyi ye trading mein faida mand saabit hogi ke nahi

          2: Jab bhi trader ko trading mein loss ho ya profit usko apne emotions ko control karna bohat laazmi hota hai agar trader apni psycho pe control nahi kar paata to usko wo haavi hojati hai and wo trading mein puri tarha se focus nahi kar pata hai.

          3: Agar trader loss mein ja raha hai to usko chaye ke indicators and candle stick or moving average jese patterns ka istemal bhi kar sakta hai kyun ye bhi trading mein use hone wala kuch tools hain jis ke through traders ko profit mil sakta hai.

          4: Trading limited amount pe order lagaye multi trading order se parhez for example agar ap week mein 10 baar trading karte ho to suitable profit able trade krni hai to perfect mehnat and lagan ke sath plan create karke ek hi trade kro jiska kam se kam at least apko profit to mile.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

            forex trading main bar bar nakami kay bad forex trader ko sab say pehlay apnay trading kay idea ko dobara set kernay ki zarorat hoti hay. quekay koe aisi ghalti zrori ho rahai hoti hay jo kay trader ko losses kernay main madad ker rahi hoti hay. is liye trader ko sab say pehlay apni trading strategy ko dekhna chahye aur us main jo mistake hon wo thek kerni chahye. us kay bad trader ko apni tradnig kam ker kay sirf wo trade leni chahye jo kay confirmed hon is say trader ko loss kam trade main ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

              First of all to har trader ko chahiay k woh us time tak trading na karay jab tak usay trading ka poori taran knowledge na ho aor woh poori taran trading ko learn na kar lay agar woh strong learning kay baghair Forex trading start karay ga to usay bar bar loss aor nakami ka samna karna paray ga is main woh hahay jitni bhi koshish kar llay us kay muqadar main nakami hi ho gi kamyabi to trading main door ki bat trading start karnay main bhi usay kafi mushkalat ka samna karna parta hay is liay Forex trader ka Forex kay baray main knowledge aor learning ka hamil hona bohat zarori hay learning aor knowledge mainus ka bohat ziada strong hona zarori hay is kay bad 90% chance kamyabi kay han aor 10% nakami kay agar muaml lerning kay bad bhi usay bar bar nakami hoti hay to usay chahiay k apni trading strategy par ghor karay aor yahan usay kharabi nazar aati hay usay remove karay emotions ko control karay aor jald bazi kay bajay soch samajh kar market ki movement ko judge kar kay trade lagay aor lalach bilkul na karay tab ja kay kamyabi kay chance barh jatay han
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

                Dear aap nay bohat achay tareekay sey sub traders ko samjhaya hai kay kaisay apnay loss ko recover kerna chaiye.Aap nay jo bhi batey ki hai wo bilkul darust hain.Jab bhi traders ko baar baar loss ho raha ho or samajh bhi nahi arahi ho to traders ko laazmi apni trading strategy ka analysis kerna chaiye jaisay wo trading kertay huay market ka kertay hain.Trader ko chaiye wo apnay account history ko daikhain or apni daily ya weekly total open or close ki janay waali trades ko summaraize zaroor karey.Agar bohat ziada trading ki hai to usay kamm ker dain.Apnay volume size, stop loss or take profits ki limit reset keray.Jin pairs ya commodities mai trading ker rahey hain un kay barey mai dobara learning or knowledge haasil karey.Inn sub baato pay amal ker kay traders apnay loss mai kammi bhi laa saktay hain or profit gain ker kay apnay accounts ko strong bhi bana saktay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

                  Mere Sawal Main To trading strategy aur trading plan mein kuch khas defence Nahin Hota train plane aur satellite Jivani hoti hai jo traders trading karne ke liye Bullet Hain trading karne ke liye plan bahut Jada important hai ISI Tarah cigarette GB trading karne ke liye bahut important hoti hai isliye Jab day trading karen to 1 proper trading Ka Plan Banaya Kis Se aap acche trading kar Sakenge
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

                    main bar bar nakami un logun ko hoti hai jo apni trading main intrest nahi lety hain or es business ko game yah kuj or smjhty hain es liye hmain sub se pahly tu apni learning par focus krna cahhye jub hmain loss ho jata hai q k ki nakami he apk lack of knowledge or lake of leraning par hota hai es liye nakami k bad apko knowledge milta hai jis se ap apni trading ko bahtr bna skty hain es liye hmain un factors par tawajo dena chahye jis se hmain profit mil skay q k jub tak hum apni trading ko proper leran kar k nahi karty hain tab tak hum achi trading nahi kar skty hain or ayse humain loss bhi nahi hota hai os k bad hmain apny emotion par control rkhna chahye or lalach se bhi door rahna cahhye ta k hmain loss na ho nakami na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

                      forex trading main jitny bhi mambers nakam hoty hain sub ki wajohat alag alag hoti hain es liye sub se pahly tu hmain un wajohat par roshni dalni chahye jis se humain nakami ho rahi hai or hum ny kamyb kesy hona hai un ki palnning ki jay q k sub se bara masla yah hota hai k hum achi trah se apny so factors ko leran karen jis se hmain nakami mil rahi hai yah sub karny k bad hmain palnning karni cahhye trading ki jis main hmain apny emotions par control karna chahye or apni trading main kamyb hony ki traf dehan dena cahhye or apni trading main earning ki traf kam dehan dena chahye q k learning ho gi tu earning mily gi ayse kbhi nahi milti
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

                        forex mai agar hamy bar bar loss ho raha hain to hamy acha knowledge or experience hasial karna chahey or hamy aik time table bana kar kam karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex trading hum gar mai bath kar sakty hain hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik asa business jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai bar bar nakami ke baad yeh 3 kaam zaroor Karin.

                          Forex trading business is traha ka business hy k agr forex trading business mein profit ziada hy tu loss bhi ziada hota hy aur forex trading business profitable ziada hy tu risky bhi ziada Hy is liye agr forex trading business mein loss ho kiok profit aur loss business ka hisaa han aur agr loss hota hy tu ye karna cahaiye k trading se out nhi hona cahaiye aur trading ko chorna nhi cahaiye aur is k liye ye zaroori hy k hum demo account par ziada se ziada practice karain aur hum ko Jo bhi strategy use karni hy us strategy ki ziada see ziada practice karain aur khud ko emotional trading aur greed se Bach kar trading karni ho gi kiok emotions aur greed se bhi ziada loss hota hy is liye greed se bachna ho ga aur emotional trading nhi karni cahaiye aur is k elawa hum ko sabar bhi karna zaroori hy aur sabar se trading kar k bhi hum kaamyaab ho saktay han kiok agr hum sabar se market ko dekh kar samjh kar aur market ka wait kar k trading karain gay tu bhi kaamyaab ho saktay han

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X