Greeding karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greeding karna
    Salam to all
    Yar main aap sab logo ko advise karo ga k forex trading main greeding na karien agar aap aisa karien gy to apko bohat ziada nuqsaan hoga itna nuqsaan k aap pora month apny balance ko roty rahain gy jab tak new bonus na aa jay is liye aap greeding sy avoid karien aur thora thora kar k profit baneen js sy aap lamby arsy takk profit kama kar aoni zarorat pori kar sakain aur sath sath apny 2sto ko bhi greeding sy bachny ka mashwara dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greeding karna

    forex forum forex main any waly har membar ko khaira muqdum karta hy jo bhi is main kaam karna chahy us ko is main any ky lie forex joaen karny ky lie koe rukawut ni hy jes trah ky is main jo bhi kaam karna chahy na to us ky lie koe taelim ki shurt rakhi hy or na hi us ky lie koe intari test rakha hy or na ho us ky lie koe mulk ki qaid hy or na hi us ky lie koe mazhub ki qaid hy or na hi forex ko joaen karny ky lie kesi or shurt ko aed kia gea hy bulke is forex ko har woh insan joaen kar sakta hy jo is forum py kaam karny ki slaheyat rakhta ho or jo is forex main karoba ki slahiyat rakhta ho woh chahy ilam rakhta ho ya jahel ho woh forex ko joaen kar ky is main sy naffah kma sakta hy or is main kaam kar sakta hy yeh hy is ki greeding ki wajjah
    • #3 Collapse

      Re: Greeding karna

      Hum logo ko Pareshan market Mein laalach Nahin Karni chahiye Agar Hum Log lalaj Karenge to hum Logon Ko loss Hoga isliye lalach Nahin Karni chahiye Ladka bahut hi zyada nuksan hota hai isliye Hum Logon Ko lalach Nahin Karni chahiye lalach ki vajah Se Hum logo ko Aksar loss hota hai isliye lalach Nahin Karni chahi
      • #4 Collapse

        Re: Greeding karna

        Forex trading main greed na bhi karen to ho hi jati hay. insan hamesha zayada kay chakar main kam say bhi jata hay. greeding say bachnay ka aik hi tarika hay kay trader trading plan main apnay liye trading strategy banaye aur us kay rule banaye jo kay us ko over trading aur trading setup kay baghair market main entry say roktay hon us kay bad trader ko un rules per amal kerna boht zarori hona chahye. is say trader ko kabi bhi greed ki tension nahi rahay gi aur wo khud per qabo pa lay ga.
        • #5 Collapse

          Re: Greeding karna

          forex trading main greed boht zayada hoti hay. que kay is main paisa shamil hota hay aur trader ko aik acha faislay kernay say paisa milta hay jo kay us ka profit hota hay. is liye ager aik ya do trading main aisay faislay jo trader ko profit denay ka bais bantay hain ager trader say ho jaein to trader usi trah kay aur faislay ker kay trading kerta hay jo kay us ki greed hoti hay wo setup na dekhtay howay bhi yeah faisla kerta hay kay wo entry lay aur mazeed earning keray lakin is say loss hota hay aur us per greed havi ho jati hay jo us ko loss ki taraf lay jati hay.
          • #6 Collapse

            Re: Greeding karna

            Jo Koi Bhi forex market Mein grading karta hai usko loss hota hai isliye Hum logo ko breathing Nahin Karni chahi Kyunki lalach bahut hi Buri Bala hai aur usse hamlogoko loss ho sakta hai isliye lalach Nahin Karni chahiye
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Re: Greeding karna

              agar hum forex mai kam karty howe greed kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex bohat taze sy dunya mai famous ho raha hain
              • #8 Collapse

                Re: Greeding karna

                Salam dears, Laluch karna to insaan ki fitrat main shamil ha, har koi kissi na kissi cheez k laluch main laga hua ha, koi zameen k laluch main hota ha to koi paisoon k chakkar main,
                Lakin thora sa positive attitude ho lalach main agar, to phir greed ki ja sakti ha, is se manah is liay kia jata ha k ye khatam nahi hoti , isko jitna barhaya jae ye exceed karti ha , agar aik positive limit tak laluch ki jae to ye itni zayada burri cheez nahi ha , haan extra uncontrolled laluch bahut zayada khatarnaak cheez ha. Or wo apke liay nuksaan dehh ha.
                Dakhain, he jo hum kaam karte hain Earning k liay , ye bhi to hamain laluch hoti ha k bonus millay ga, to ye positive laluch ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Greeding karna

                  G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex m kya kisi bi kam m greed ki jga ni jis kam m greed a jata hy us m kbi success ni ati hamy chaiy k ham trading m choti lots open kar k thora thora profit hasil krty rahan q k ap jasy hi greedy banan gy bari trade open karan gy to ap ka loss ho ga ap apna account wash kr lan gy is liay new bonus any tk aista aista kam kr k thora thora profit hasil karan greed sy bachan thora kam karan thora profit hasil karan mgr itna hota hy k ap ka account safe rahay ga or ap easily trading kar k successful ho skty han lalich insan ko tba kr dyta hy bad m pachtany sy bahtar hy phly juldbazi or lalich sy bacha jaiy
                  • #10 Collapse

                    Re: Greeding karna

                    g han bhai ap ny sahi advice di hai jo hum sub k liye faida mand hai grred aik enemy hai jis se har trador ko nuksan ho skta hai es liye es ko avoide kran he sub tradors k liye faida mand sabit hota hai tu hmain chahye k jub hum trading karty hain tu hmain apny profit k level ko otna rakhen jitna hmain asani se hasil ho jay q k bohts e trador apny profit k level ko he itna set kar dety hain k market bhi os tak nahi jati hai jis se un ki loss hony k chances barh jaty hain es k ilwa greed se apki apni trading ability bhi buri trha motasir hoti hai jis se ap ki apni trading ko bhi loss hota hai apki leraning proses bhi rok jta hai q k tab hmary mindf main sirf yahi hota hai k hmain jus aik he din main ameer bnna hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Greeding karna

                      Greed aik curse hai. Greedy nature ko kabhi bhi kahi bhi kaamyabi nahi milti. Business mai nakaam honay waley sirf greed ki wajah say he nakaam hotay hain aur koi wajah nahi hoti. Forex trading business mai bhi yehi same problem hota hai. Yaha traders bohat acha balance invest ker laitay hain laikin phir usay double aur triple kernay kay liye lalch ki wajah say aisay trading kertay hain kay apni saari learning aur knowledge bhool jatey hain issi tarah phir apna experience aur skills ko aik side pay rakh daitay hain. Aur isi wajah say bohat loss ker laitay hain. Trader ko kisi bhi soorat mai aik average profit aur conitued profit kay liye plan kerna chaiye aur strategy ko bhi isi rule pay develop kerna chaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Greeding karna

                        Ji han aapki baat bilkul theek hai create karna bahut hi Buri baat hai Kyunki Jitna Jyada aap lalach karte Jaenge Forex trading main utna hi aapko nuksan Hoga Kyunki Forex trading Koi local work Nahin Hai yah Ek Forex trading bahut hi perfect aur worldwide business hai isliye ismein Kamyab aap tabhi Hote Hain Jab aap ismein achha hard work karte hain Kyunki Forex trading ko samajhna aur ismein kam karna yah donon alag chijen Hain Forex trading Mein Ek accha experience Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha experience aapke pass Hoga utna hi Achcha aap is Mein Kamyab ho sakte hain otherwise Forex Mein kamyabi ke Koi chance Nahin Hai Jab tak aap khud ismein hard work mehnat Nahin Karte Achcha experience Nahin Hasil Karte to aap lifetime ring nahin kar sakte
                        • #13 Collapse

                          Re: Greeding karna

                          ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya Gaya Forex mein kam kar rahe hain to ismein sabse bada masla aaya hai jo aapke Los karva sakta hai vah isliye isliye nahin karni nahin karna chahiebalkeshwar aapko proper time spend karna chahie ismein jyada se jyada mehnat karni chahie jitna jyada mehnat karenge utna hi achcha hoga aapke liye aur ismein emotional mein train nahin karni agar aapko kisi trade mein launch ho raha hai to apni mistake se sikhen koshish karenge nexttrade mewa mistake na Karen aur ismein lalach na Karen kyunki lala ji aapka number vah shakti hai koi si bhi kam mein ismein agar aap lalach mein aakar Koi trade laga dete Hain to ho sakta hai vah aapko Los karva de isliye aapko knowledge nahin karni lala ji aapka account was bhi karwa sakti isliye lalach se bachana chahie mein kamyabi hai ki aapko ismein lalach nahin karni
                          • #14 Collapse

                            Re: Greeding karna

                            Forex business me trading ki jaye to traders ka mind greed ki taraf zaror ja sakta hay zeyada profit ko nahi dekna chaye ye be sochna chaye key jetna zeyada profit ka lalach agar ham karen gey etna market me risk be involve hota hay, greed karny se account me 2 types ki changing a sakti hay, ya to traders ka account empty ho jata hay aur ya bahot zeyada profit ho jata hay magar achi trading wo hoti hay jes me risk kar le kar conform aur regular profit earn kia ja saky, aur greed karny se ye conform nahi hota key trading ko profit hi ho ga ya loss ho jaye ga, mature traders market trend ki conformation key bad be zeyada risk nahi lety esy traders ko pata hota hay key market ki movement kesi be time un ko dohka de sakti hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greeding karna

                              Dear friend for Forex trading grading karna bahut hi Buri baat hai Kyunki agar aap lalaj karte hain to uski vajah se aapko loss hota Kyunki Forex trading Mein laalach Hi aapke account ko Bass kar Baithi Hai jyadatar Log ISI vajah se Forex Mein fail hote hain Kyunki vah Jab trading kar rahe hote hain to Achcha profit Hasil kar lete hain lekin Jab unko profit Najar Aata Hai To vah Badi lot size open kar Baithe Hain Jiski vajah se vah apne account ko Vash kar lete hain to isliye Forex trading Mela likho Dur Karke agar aap kaam karte hain tabhi aap Kamyab aur acche trader Ban sakte hain Agar aapko kam profit ho raha ho to vah bhi accept kar lena chahie Baje Iske ke aap apne account ko bache kar Baithe to Lala ko Dur karte hue trading Karen aap Hamesha Kamyab ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X