Assalam ao alaikum dear members. Forex trading business mai hum currency pairs pay trading kertay hai or iss kay saath saath gold,silver or crude oil pay bhi trading ker rahey hotay hai.Kia market mai mojud currency exchanger jo currency ko tabdil kernay ka karobaar kertay hai unka bhi forex kay business sey taluq hota hai? Kiyu kay hum bhi foreign currencies pay he kaam kertay hai or wo exchanger bhi yehi kaam kertay hai tou hum mai or un logo mao kia faraq hai? humey traders or unhey exchangers kiyu kaha jata hai? Agar koi faraq hai to explain ker dain takay sub ko pata bhi chal jaey or samajh bhi ajaey.
gar dono kaam aik saath ker liye jaey to faida hoga ya nuksaan ka baes hoga? Senior traders or members iss barey mai roshni daley to mufeed hoga.
gar dono kaam aik saath ker liye jaey to faida hoga ya nuksaan ka baes hoga? Senior traders or members iss barey mai roshni daley to mufeed hoga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим