Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.
    Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye, kion ke iss say b traders ko apni trading mai achy results hasil karny mai kafi mushkil ka samna karna parh jata hai.
    Jab traders profit kay liye bohot he ziada desperate hon tu phir desperation mai ziada tar trader achy trading kay mouqay ka wait nai karty hain aur jald bazi mai trads position ko open aur close b kar rahy hoty hain. Iss trah jaldi karny say ziada chance iss baat ka he hota hai ke trading mai loss he ho ga.
    Iss liye maire khayal say profit kay liye bohot ziada desperation b achi nai rehti hai aur traders ko iss trah ke habits apni trading mai avoid karna he best rehta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

    Agar Hum logo ko forex market Mein Se Accha profit Hasil Karna Hai To fir iske liye Hum logo ko bahut hi Zyada hard work karna chahiye Jitna Zyada Hum Log hardwork Karenge itna hi Zyada Hum Logo Ko fayda Hoga Aur Hum Log itna hi Zyada Aur accha profit hassil kar sakte hain Jiska Hum logo ko bahut fayda hoga
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

      g han bhai ap ki bat sahhi hai or main apki bat se agree bhi krta hun q k boht se trador hmari apni trading main disprate ho jaty hain k hmain es main bara profit eran krna hai jis k liye wo bari lot set kar dety hain jis se un ko bara profit tu milta nahi hai laken loss bara ho jta hai tu hmaina yse sub he trading method se vaoide krna chahye ji se hmain loss hony k chances hoty hain q k aik acha trador hmaisha apni trading ko ayse krta hai jis main loss kam se kam hony k factors hoty hain or wo apni trading ko palnning kar k krta hai ta k osko apni trading main aacha proft mily or wo loss ko cover bhi jaldi kar ly
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

        bhai ap ny boht achi bat ki hai or har trador ki nature main yha bat ab beth gai k hum ny forex se jitna jaldi ho saky otna he zayda proft eran krna hai or esi kosish ki wjah se wo boht se gatian kar jaty hain q k un ko lgta hai k hum yah sub k bad koi short cut hasil kar skty hain jis se hmain acha profot mil skta hai jub k kbhi bhia ysa nahi hota hai es liye hmain khud ab apni trading business main es bat ko mind main rakhna hoga k ayh business main koi bhi short cut ays anahi hai jis se hum aik he trade se aeer ho jaen es liye matcurity k sath es business main kam karen or aghr success hasil krni hai tu step by step es buisness main apni improvemnt ko nikharen
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

          Darshan karne ke liye Hum logo ko bahut jyada mehnat Karni chahiye Mujhko jitni Jyada Hum Log mehnat karte hain itna hi Hum logo ko profit Milta hai isliye Jyada Se Jyada mehnat Karni chahiye FIR Hum logo ko kamyabi milegi
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

            jab bhe dosto kise bhe kaam ko hum apnay demagh k oper swar ker lety haen to depression to humean pher auto pay hoo jata hai us main lalauch aik easa factor hai jo k humean lay dobta hai ager jo bhe banda us ko apnay control main ker leta hia to pher wo ksi kisam k depression ka shikaar nahe hota hia humesha kse bhe business ki reality ko tasleem kar k app kaam nahe kraein gay to pher app kabhe bhe achy naafa us kaam say nahe lay sgaty hain khuch rules hoty hain humesha us ko follow ker k kaam karin
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

              Bay sabri aur desperate ho kay trading bilkul bhi nahi kerni chaiye. Jab hum koi trade desparation mai open kertay hain tou hum bohat say aisay eham points he miss ker jatey hain jinn ka humain baad mai pata chalta hai kay hum nay kia kia mistake ker di hai. Traders ko hamesha bohat cool mind ho kay kaam kerna chaiye. Trading kertay huay sub say behtar tareeka ye hota hai kay hum apnay liye khud kuch points ka aik ckeck rakh lain aur un points ko pura kiye baghair trade open nahi kia karain.Misaal kay tore pay trade open kernay say pehlay lot size,account margins,stop loss aur take profit ko he lay lain kay jab bhi koi trade open kerni hai tou inhain zaroor zehan mai rakh kay setting ker kay he order place kerna hai. Desparation ko control kernay kay liye apnay uper control kerna sekh lain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

                G han Forex business me profit earn karny key ley traders ko easy trading karny ki koshish karni chaye agar ham confuse ho kar ya profit earn karny key ley bahot zeyda desperate ho kar trading work karen gey to ham kabi be kamyab nahi ho sakty hey, simple market analysis key base par agar trading karna start kia jaye to es ka result be positive me milta hay aur ham asani se profit earn karny me kamyab be hoty hey agar ham desperate hon gey to es ka effect negative me hamy mil sakta hay hamesha trading cool mind key sath aur easy ho kar karni chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

                  Forex trading main humy juldbazi ya jazbaati ho k trade ni karni chae ha balky achy analysis karny chae han proper resistance or support ko dakh k trading karny or apny account k mutabiq trading karny ziada sy ziada learning karny acha moqa dakh k ache trading karny
                  Forex trading main hum log chahty han bas aik he rat ya din main profit ho jay or isi juldbazi ki waja sy hum sy galti hoti han sahe trade ko bi hum kharab kar daty han or loss main close karty han ya phr both kam profit main is ley humy wait karna chae ha ache tahra trading karni chae ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                    Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye, kion ke iss say b traders ko apni trading mai achy results hasil karny mai kafi mushkil ka samna karna parh jata hai.
                    Jab traders profit kay liye bohot he ziada desperate hon tu phir desperation mai ziada tar trader achy trading kay mouqay ka wait nai karty hain aur jald bazi mai trads position ko open aur close b kar rahy hoty hain. Iss trah jaldi karny say ziada chance iss baat ka he hota hai ke trading mai loss he ho ga.
                    Iss liye maire khayal say profit kay liye bohot ziada desperation b achi nai rehti hai aur traders ko iss trah ke habits apni trading mai avoid karna he best rehta hai.
                    Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab hum log profit hasil Karny k ley both ziada betaab hoty han to hum phr ache trade ka wait ni karty han juldbazi karty han sath main lalich karty han jis ki waja sy humy jo profit hona hota ha wo bi loss ho jata ha or bazdafa to humara account he wash ho jata ha is ley humy pehly ache analysis karny chae han or planning strategy bana k trading karni chae ha or hum jo juldbazi karty han is ko khatam karna ho ga or lalich bi ni karni ho ge is ley humy har waqat profit k ley betaab ni hona chae ha balky sakun sy analysis karny or phr trading analysis k mutabiq kany or juldbazi lalich sy Bach k rahen is ley humy soch samj k trading karni ho ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

                      Ji han bilkul Mere Khyal se bahut jyada log Aisa Karte Hain Ki Jab market Mein trade Lagate Hain to market ki Jyada Munh Mein Dekhkar Jyada profit ki lalach mein vah jaldbaji Karte Hain To isliye Mere Khyal se acchi movement Ka Intezar Karna chahie aur Market ko analyse karte hue trade Karte Hain To aap Kamyab Akshay trader Ban sakte hain to isliye kabhi bhi market ko ignore na Karen market Mein depression ke sath kabhi bhi train na Karen Jab aap depression mein ho to relax Ho Jaaye trading Ko Chhod Den aur market se out Ho Jaaye Jab aap relax on Supermind ke sath trading karen to aap Achcha profit Hasil kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Profit kay liye bohot ziada desperate ho kar trading nai karna chaiye.

                        G han Forex market se zeyada profit earn karny key ley had se zeyada desperate nahi hona chaye, rules key mutabeq jetny profit ka target raka hota hay planing key sath esi limit key profit key ley hi trading karni chaye, agar desperate ho kar trading ki jaye to traders apny rules break karty howy risky trading be karen gey aur profit targets se zeyada profit earn karny key ley be trading kar sakty hey esi trading hamesha fail hi hoti hay, achi trading ka tareeqa hi yahi hay key discipline key sath trading ki jaye agar small profit be ho per be apny rules ko follow karny chaye aur kesi be condition me desperate nahi hona chaye.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X