Jaiza: crypto-currencies ka future

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: crypto-currencies ka future
    Ajj kal Currencies ke market ka aik important part crypto currencies ha. Almost aik saal pehlay tak iss mai trading ka trend b kafi ziada develop ho gyia tha lakin crypto-currencies ke prices mai muslalsal decline aany ke waja say abhi ager traders ke baat Karin tu inn ka crypto-currencies ke trading ka rujhan kafi kam ho gyia ha.

    Lakin abhi 2019 mai crypto currencies ke markt dobara say kafi behtar tareqay say apny app ko revive kar rahi hai.
    Cryptocurrencies ke trading kay liye 2018 aik bohot he acha saal nai tha , lakin abhi 2019 mai idea ho raha hai ke crypto currencies apny app ko dobra kafi achi trah say stable kar rahi hain. Abhi bitcoin ke price b pichlay saal ke nisbat kafi behtar aur stable perform kar rahi hai . maire khayal say 2019 cryptocurrencies kay liye acha saal sabit ho sakta hai.


    Iss baray mai app apni raaye b zaroor share Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: crypto-currencies ka future

    Crypto currency aj kal boht he hot issue chal raha hay.Crypto currency ka doosra naam digital currency bhi hay. laa tadad logon ny is main boht sara capital invest bhi kiya. baaz logon ko boht ziada profit bhi hoa aur baaz logon ko boht ziada loss hoa. Boht cheater,nausarbaaz logon ny public ko sabaz baagh dikha kar boht ziada loot mar bhi ke. Different countries ke agencies bhi active hoen. Aksar fake aur dhoky baaz logon ko punishments bhi hoen aur un ko fine bhi hoye. But still cryptocurrency ke authentication aur legalization ka process koe khas wazeh ni ho raha. kuch afwahen hain ky yeh legal ho rahi hain aur kuch afwahen hain kay yeh boht bara crime hay. Ye black money ko white karny ke aik koshish hay but still world level py is ke qanoon sazi ke koe major khabar ni ayee.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: crypto-currencies ka future

      bhai jan mery husab sy to cryptographic currently jub tk to in currencies ko banks support nhi krty in ka future down rahy ga keun ky ab dekhny ma aya hai ky hard currencies ki value kam he hoti ja rahi hai dunia online hoti ja rahi hai debt and credits card ka dor aa gia hai agr to worldwide is ko promotion mil gai aor banks ki support mil gai to cryptic currencies aik dafa phr shoot kr skti hain jin ma bitcoin sre farest hai aor is ko bahot he upper janty dekh skta hun ma lkn yeh tb he mumkin hai jesa ky ma ny pehly he kaha hai ky jub tk banks is ko nhi manty exchange py nhi ly ky aty yeh kam nhi ho skta hai aor yeh kam itan aa mushkil nhi hai mery bahi apko yeh ma bta don ga ky cryptographic currencies ka future bright hai is ko abi apko buy kr lena chye is ma aoko opportunity hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: crypto-currencies ka future

        Hum logo ko cryptocurrency trading Nahin Karni chahiye clip cryptocurrency ka filhal koi Socha nahin hai isliye Hum logo ko is par koi trading nahi karni chahiye Hum Logon Ko trading kar sakte hain dusri currency trading kar sakte hain Jiske Hum logo ko bahut fayda ho sakta hai aur hum log Kafi achha profile nikal sakte hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: crypto-currencies ka future

          jesay k normal currencies ki forex main baat ki jeay to us ka future bhe bright hota hia koin k us ko her country ka central bank control ker raha hota hai us ko na to zada devalue honay dita hai our na he zeaadda strong honay dita hai ta k afraatay zar control main rahey isi tarha jab crptu currencies ki baat ki jeay to lazmi us k behind bhe khcuh us ko control kernay wali forces hoon geen us main humean mehnat kerna ho ga pher he trade ker k us main hum acha profit bna pain gay

          اب آن لائن

          Working...
          X