پاکستان میں بٹ کوائن: غیر قانونی کرنسی کی حیثیت

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin illegal currency in Pakistan
    Jaisa k sab ko pta hai k btc aik mashir coin hai mger is k zarie money laundring ko rokne k lie baki mumalik ki trah Pakistan ne bhi iskl ban kr dia hai. Is lie koshish krein k is btc se bachein. Baki btc pr trading kuch broker allow krte hain aur kuch nahi krte.hamein btc ki bjae metals and pairs pr focus krna chahy aur apni grip mzbot krni chahy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

    Dear Aisa nahi hai . ab es ko kafi value mil chuki hai pakistan mai be . or bhout c jaga pay es ka use b hona shoro ho chuka hai or anay walay time mai ik khas future currency k toor pay show hogi or es ki value guzray saal mai ab kahi zaida ho chuki hai
    • #3 Collapse

      Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

      Bitcoin ek global currency he mera nahi khayal is ko ban kia ja dakta he balkah mere to khayal main ye ek future currency he jis main trader ko kafi saholat hasil hoti hain
      • #4 Collapse

        Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

        Maybe you are sure I am not sure this currency legal and illegal but I concept is not clear I am agree with you this currency is illegal but all members trading in between be avoiding and careful trading in Bitcoin Bitcoin is not legal in Pakistan and it's government is banned
        • #5 Collapse

          Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

          bitcoin Pakistan main legal hai or yaha pe trade b hota hai or es se log earn b kr rhy hain.trading business main sb online hota hai or sb es business ko achi tra follow kr k profit bnaty hain.main khud es business main apni skills ko use kr k earn kr rha hu or bitcoin main b trade kru ga Q k ye profitable coin hai or achi earning ho skti hai es se.
          • #6 Collapse

            Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

            bit coin ik sode ka kam ha ya ap ko profit he dati ha is ma loss ka koi chakar nahe ha zayada mumalik ma is ko ban keya gaya ha ya illegal ha agr ap ne is ko istamal karna ha to ya soch samaj kar istaml kare qk ya pakistan ma illegal ha or ap ko is sa kafi profit b hota ha ya b yad rakhe agr is ko istamal karna ha fund transfer ma to ap ko ya pakistan ma saholat nahe mila ge.
            • #7 Collapse

              Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

              G bilkul. Pakistan main filhal Bitcoin illegal hai. State Bank Of Pakistan ny kuch logon k accounts band kiye hain or arrest bhi karwaya hai Bitcoins ka istemal karny ki waja se. Bitcoin ki price ykdm fluctuate karti hai to shayed is ka Pakistan main ban hona hi sahi hai kiyun k Pakistan ki economy boht poor hai or price main fluctuations is ko or bhi poor karti hain.
              • #8 Collapse

                Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

                bitcoin ka ab kfai trend hi ab ye internet mi bhut inn ho chuki hi isk article b bhut zaida hai ab to ye trending topic hai ab.wqt ky sth sth sb bhter ho jye ga InshAllah
                • #9 Collapse

                  Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

                  money laundry kya sirf bitcoin se hoty hai kya kabi paper money se money laundering nai howi? jo yeh local govt paper money chop chop kar mehngai kar daity hai paper money ki value gira daity hai phir yeh apny kartoot b thik kare govt ko b chayie k bitcoin ki tarah apny local money jari kare jis ki supply max ho zaida note na chape har country ki govt main sari life achay hukamran nai aanay buray boht zaida aate hai jo apnay faida k liay country ki economy tabah kar daite hai main khud apna paisa bitcoin par rakhta ho bitcoin ko sirf buray log use nai karte balke achay log b use karte hai bitcoin k aanay par sari dunya khof zada pakistan main beshak band hai koi baat nai phir b hum use kar rahay hai kisi b tarah
                  • #10 Collapse

                    Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

                    Dear bitcoin waqaee bhut riskey trading crypto currency hay r is men illegal business bhut ho rehe han jese moneylaundering,Drug smuggling,terrism etc is cheez ko dekhte hue state bank of pakistan ne BTC koi illegal declare kya hay ise lye is perkam kerne se avoid keren to bhtar hay warna hum kese legal issue men phas sakte han,bhtar hay r currencies men trading keren so keep tarding and learning in forex best businee in the world.
                    • #11 Collapse

                      Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: faheemaadam پيغام ديکھيے
                      Dear bitcoin waqaee bhut riskey trading crypto currency hay r is men illegal business bhut ho rehe han jese moneylaundering,Drug smuggling,terrism etc is cheez ko dekhte hue state bank of pakistan ne BTC koi illegal declare kya hay ise lye is perkam kerne se avoid keren to bhtar hay warna hum kese legal issue men phas sakte han,bhtar hay r currencies men trading keren so keep tarding and learning in forex best businee in the world.
                      nahi dear yeh illegal nahi hai. Pakistan mai es ka koi notice nahi issue howa hai kay yeh na karain illegal hai ya phir haram hai. Same Forex ki tarha hai yeh or bhout se trader es mai trading kar rahy hain or ap be apny analysis karain or phir trading karian. ap ko es mai acha result mily ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

                        Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k Bitcion Pakistan Illegal hai. Es key bry mai news mai bhe ay hai k Bitcion illegal hai. Pakistan mai es ko koi legal nahi hai. Es lye Pakistan mai es ko use na kia jey. Es waqat Pakistan mai bitcion ka nam use kr key fraud bhe ho reha hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

                          jahan tak Maine suna hai Bitcoin legal currency nahin hai aur Pakistan mein iski pabandi hai Bitcoin per aur cryptocurrency per Pakistan mein koi trading nahin ki ja sakti lekin iske bare mein mujhe jyada knowledge bhi nahin hai aur main use per suna tha ki Bitcoin Jani ke cryptocurrency mein Pakistan per trading nahin ho sakti lekin aaj Kal Ho sakta hai is par pabandi khatm ho jaaye kyunki Pakistan grey list se nikala ja raha hai..
                          • #14 Collapse

                            Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

                            Dear filhal k liyay yay illegal hy par unkareeb future may yay legal hojye ge kyun k Modes of payment k tareekay jou abhi hamary hy beshak chal rhy hy but bohot jald fazool aur outdated hojye gy isse liyay bitcoin aur digital currency jald he pakistan may aiye ge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bitcoin illegal currency in Pakistan

                              G bhai sai keh rhy hen ap k pakistan ne is waqt ye currency illegal mani jati hy q k iska koi wajood he nahi hy aur kisi bhi waqt isko hached kr k loog apki raqam bhi haral kr skty hen jiski waja se apko bht ziad atakleef ka smana krna pr skta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X