Bitcoin will cross 1 crore

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin will cross 1 crore
    Assalam-O-Alaikum
    Dosto aaj kal Bitcoin ki price down ho rahi lakn as ki bi ak waja hai lakn boht jal bitcoin ki price up hona shoro ho jay gi dear ap sochty hon ga ka as ki price ab kas trah up ho gi to dear abi tak all world main bitcoin ka user 750 crore hai 2018 main ap sochy ka 2020 main ya 2022 main as ka user katny ho jay ga jay as ka user zyda hon ga to bitcoin ki price bi zyda hona shoro ho jay gi aur jasy jasy bitcoin ka bary main logo ko pata chaly ga to zahr hai as ki demad bi zyda ho gi expert ka kahna ka 2022 main bitcoin ka user ki tadad 80% zyda ho jay gi jas ki waja say as ki price 2022 ya 2024 tak 1 crore ki tach kar jay gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Friends pahly pahl to iska uper community ma acha khasa trend chla lakin abi ya flop ho chuka ha q k log samaj gay han k is sa earning boht mushkil ha
    • #3 Collapse

      Jaha tk mujhay lgta hai tooo
      Bhai 1 caror bohot zada hai
      Mgr abhi acha khasa brhay ga
      Phir thora thora km hoga or ik time ay ga
      Jb stable hojay ga acha khasa or is k value itni fluctuate nahi ho gi
      • #4 Collapse

        jahan tak mera analysis hy to mein yehi keh sakta hon k bitcoin is k baad ab kabi b high price pr nhi jay ga. q k is k review ap social media pr b dekh sakty hn. ye crypto currency hy koi b bank is ko accept nhi kr rha. q k is mein bahot fraud hy. is liye na to bank exchange kr rhy hn r na hi ab logon ko is min koi interest rha hy... mein apko yehi recommend kron ga k agr ap bitcoin k khahishrakhty hn to is ko tark kerin. real trading krein js sy apko profit ho.
        • #5 Collapse

          Bitcoin lagta nai hai ke khabi wapis apny pehlay wali position ko b touch kar saky ga. kion ke iss ke price 9500-9900 ke range mai kafi dafa ja chuki hai aur har dafa reject ho kar wapis neechay he aa rahi hai . Bitcoin aur dosri crypto currencies ka future kuch ziada acha nazar nai aa raha hai kion ke in mai say aik b currency regulated nai hai aur jab tak in ke prices mai bohot ziada taize say tabdeeli ho rahi hai jis ke waja say achy aur serous financial institution in mai business karna pasnad nai kar rahy hain. aur ager user ziada ho jain tu yeh b iss baat ke guarantee nai hoti hai ke prices behtar ho jain ge , kion ke market mai demand kay sath supply ka b bara important role hota hai aur sath sath currency ke utilization aur is ko kitnay financial institutions ya countries accept karty hain yeh b kafi ehmait rakhta hai.
          • #6 Collapse

            Bhai jahan tak mra khayal hy k bitcoin ko smjhna both he mushkil hy ais ka kisi ko koi khas idea ni hy jitni jaldi ya up gai hy mry khayal main ab ya wapis a rhi hy aur ni lagta k ya wapis apni height gain krain
            • #7 Collapse

              Asa bilkul mumkin hai ke 5-6 salon main bitcoin aik karor ya $100,000 tak chala jaey kiunke aaj se 2 saal pehlay koi bhi yaqeen nahi kar sakta tha ke bitcoin jo chand so dollar ka tha $20,000 tak chala jaey ga. AUr is waqt chonke is ki price bohut low hai is lie investors ke lie moqa hai ke wo buy kar lain.
              • #8 Collapse

                pore forum me is se achi news mene nhi dekhi me bi bitcoin lover ho so bitcoin jama karna start kar denaa chahye hume
                • #9 Collapse

                  yes future main bitcoin up hota jay ga jab tk new invest aaty rahay gi bitcoin up hi jata rahay ga mujhay to 2020 main btc 1 crore ko touch karta nazar aa raha hai btc good currency hai kafiz walay noto se
                  • #10 Collapse

                    Asslam o alikum..!
                    jesa k ap janty hai k bitcoin aik digital currency ha jo srf online net py ha, physical tu ni ha but isy hm convert krwa k physical bna skty, ye currency sb se top py ja rai ha, apka swl ye tha k bitcoin cross krygi 1 cror ko? abi tk tu jo pakistan m iska current rate chal ra wo 5 lac se ziada ha or kia pta iska rate bhar b jaye or aik cror ko cross kr jaye q k ye aj kal kafi use ho rai throug rich personalities
                    • #11 Collapse

                      Bitcoin ko 1 crore ko cross karny mai time lagy ga lekin ab es time jo bitcoin ka value hai woh bhout high hai bitcoin 20000 usd tak ho k wapis a chuka hai ab tu kafi countries mai es ko accept kiya ja raha hai anay walay time mai din ba din es ki value mai izafa hoga es leye jo trader just es ko samaj k trade kar rahy hain woh acha earn kar sakty hain.
                       
                      • #12 Collapse

                        g bilkul dear filhal tu bitcoin ki price down he ja rahe hai dekhte hain trend kb tk change ho ga laken ye up jaye gye zaroor koie time frame nahe hota hai market ka kab down ho ya kab up ho jaye bs news ke sath attach rehna chahye
                        • #13 Collapse

                          sir bitcoin ki price aajkai to low chal rahi ha lakin bohot jald ye increase hona suruh ho jayay gi. ye 1 crore tak jay gi ya nahi ye guess karna to abhi mushkil hai lakin meray mutabik ye 2019 se increase hona suru ho jaye gi.
                          thanks. (like this post please)
                          • #14 Collapse

                            Log bss bitcoin ke hi baare me jante hain.... Media ka kafi role h iska price neeche laane me.... Saari news isko discourage krne ke liye bni.... Pr jo main cheez hai vo hai... Blockchain technology... Future me bht jgah use hogi... Tb bdhe shayad bitcoin ka price..
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bitcoin filhal down trend mai hai. 1 crore ko cross karny mai bhout bhout time lag jana hai esleye inta door ka aisy analysis karna faida nahi ap us ki zaida se zaida 1 year ki prediction karain gay tu woh zaida behtar hai.
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X