Bitcoin ka year 2018 main trend kia lgata he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin ka year 2018 main trend kia lgata he
    Bitcoin digital currency he aur year 2018 mien es mein strong down ka trend chla aur abhe tk he down he chla ja rha he bitcoin up ke mode mein bilkul lgta bhe nhe he to ap kia kehte hien bitcoin ke bare mein es ka year 2018 mein up jane ka chance hein ya bilkul down he rhe ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bitcooin digital currencey es all b down rhy gi ku ky market mai aj kal cryptocrunccy market mai aj kal buht a rhi hai or sa ka asar b par raha hai
    • #3 Collapse

      Bro bitcoin 1 stong cryto currency hy ziyda tar expert ka kahna hy k 2018 ma btc 2014 ki chart ko follow kar rha hy us k hisab say tu 9000 say 11000$ k aas pass hu skata hy.
      • #4 Collapse

        Crypto currency ka kuch nahi pata chal raha ke aakhir is ki price low level per aa kar stagnant kiun ho gai hai. volatility bhi kam ho gai hai trading volum bhi kam ho gaya hai. Main ne suna hai ke shayad ab ye is al ke end main aik baar phir jump lagae ga jaisal sal 2017 ke end main lagaya tha tu mera khayal hai ke hamain wait karna chahie.
        • #5 Collapse

          bitcoin best hai yeh azad currency hai or limit b hai is liay yeh taizy se up down b ho gi is ka december tk 30000$ to 40000$ tk takranay ka chance hai agar yeh nichay b gir sakta hai q k other coin is time boht down hai kisi time log bitcoin se taizyy other coin par aanay shuru ho jay ga phir phir bitcoin nichay other coin up jana shuru ho jay ga bes hum ne apny marzi se game khailny hai
          • #6 Collapse

            Market Mein Bitcoin ki Sandhu hazaar 18 mein bahut zyada ho gayi hai aur ji market mein bahut kam Milta Hai Sandhu hazaar 18 ka high level ka Sawal hai isliye isme munafa bahut jyada hai aur kaam bhi bahut kam
            • #7 Collapse

              2018 aur aagy aanaay walay jitnay bhi saal hain yeh bitcoin k liye itna profit based nahi hn gy ub iss currency ka zawaaal shuru ho ga aur yeh down ho gi ub
              • #8 Collapse

                Bitcoin 2018 mai jaha tak mai nay analysis kiya hai es ki range 5000 - 6000 usd Tak he rahy gi or 2019 mai bhout sari countries es mai ager currency mai count karti hai exchange k leye tu es mai kafi izafa ho sakta hai lekin us se pehlay es ka itna trend high nahi jaye ga jis waja se ager ap long term es mai trade karty hain tu ap ko kafi faida ho sakta hai.
                 
                • #9 Collapse

                  Bitcoin ka trend 2018 main bahut hai down rha ha qk Bitcoin ka rate Mere dekhata 2015 Mein Woh 20 lakh Tak Pakistani rupees kiya tha 2018 Mein Aate Aate Pehle vo 8 lakh rupay ka hua means ka aur aap Jo Hai Maine Dekha Tha last time sirf uski price 3000 dollars Itna low rate is ka Kabhi Bhi Nahi Gaya 2018 ke last Mein Raha Hai To iska 2018 mei trend bahut down raha hai meet Hai Ke Aap Jo Hai Bitcoin ka rate Upar ki taraf se Jayega theatre ko bahut fayda dega
                  • #10 Collapse

                    Re: Bitcoin ka year 2018 main trend kia lgata he

                    In 2018 Bitcoin trend gradually decreasing and still at lower limit.dear friends hamen chahye ke agr hum trade karna chahte hain tu then we should buy Bitcoin. If we are eligible to buy this.Q ke abhi is ki currency bohat low aur yeh hamare liye faida main hai.ta ke jab is ki value barhe tu aap is mustafeed ho saken.thanks.
                    • #11 Collapse

                      Re: Bitcoin ka year 2018 main trend kia lgata he

                      Bitcoin nay no doubt 2018 mai bhout acha business kia hai lekin 2019 or 2018 k end pay bhout he zaida gira hai or abhi yeh phir es ka trend bullish hoga esleye ager ap es ko long term laity ho tu anay walay time mai ik acha profit ap ko yeh day sakta hai/.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Bitcoin ka year 2018 main trend kia lgata he

                        2018 ka trend jaisa kafi upar geya tha or 2019 mai aik tam es ko neechy ana parh geya tha esi tarha 2019 mai be hoga mera nahi kiyal k koi kas fark pary ga lekin itna zaror hai k anay walay time mai es ki market kafi zaida ho jani hai or trader esi pay focus keye howa hai ky deep se es ko buy kiya ja sakay.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Bitcoin ka year 2018 main trend kia lgata he

                          sar between 2018 ka trendbahut hi good raha hai aur isme bahut jyada hai volatility of movement mein rahi hai aur Bitcoin insert rally bahut jyada aap remove Kiya aur is main bahut Samy bane upward mein bahut accha profit hasil Kiya lekin Don main Tait karne se bahut hi jyada loss aur account bhi wahan Ho chuke koshish karon isme aap hi trade Karen aur Bank Patel jyada best hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Bitcoin ka year 2018 main trend kia lgata he

                            Bajana Bitcoin Ek Aisa Peer hai jo Pakistan mein nahin chal sakta Agar Hamen use chala bhi le To vah Hamen deta hai aur Hamen bahut hi jyada nuksan Deta Hai Hamen use per Kam Nahin Karna chahie bol ke Hamen sirf trade gold aur silver per Karni chahie Kyunki Jab Ham Kisi chij per Sikh Jaate Hain To Ham Usi per kam Karte Hain Koi Aur per Kam Nahin kar sakte to Ke Jab Hamen Ek chij ka knowledge aa jata Hai To Hamen Kisi Aur chij Ka knowledge Nahin Aata Hamen sirf gold aur silver per trade Karni chahie Hamen sirf use UN donon Peer ke knowledge hai isliye Hamen use donon per trade karna chahie Ham mein se profit Kama sakte hain Koi Aur Piya se nahin
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bitcoin ka year 2018 main trend kia lgata he

                              In 2018 Bitcoin trend gradually decreasing and still at lower limit.dear friends hamen chahye ke agr hum trade karna chahte hain tu then we should buy Bitcoin. If we are eligible to buy this.Q ke abhi is ki currency bohat low aur yeh hamen achcha prapt deta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X