Bitcoin digital currency

No announcement yet.

X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #76 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

Kafi axhi information hai jo bitcoin k mutalik hai too. Much helpful for us
• InstaForex
• #77 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

AOA! Dosto, Bitcoin jo k dunya k 100+ countries may aik behtareen karobar tasawwar kia jata hy or aisy wakt may jb Corona or lockdown ki wja say sari dunya digital business pr kam kr rhi hy wahi pr Pakistan may ye currency 2018 say banned hy. Q k govt may kuch idaray ye samajhty hain k is currency k legal hony say Pakistan may Money Laundering or Terrorist Financing or barh jaygi. Sath he kuch log samajty hain FATF or Pakistan ki rah may CryptoCurrency ak rukawat hay. LEKIN ye sb galt batain hain jo ap or hum kai Saloo say suntay aa rhy hain.
Kya Ap janty hain k BitCoin ki shuruwat $1 say hui 2011 may, or aj iski keemat $10,000 say bhi zyada hy. Yani k is cryptocurrency nay sb say jldi asman ki unchai ko chua or jo log isay khareed or baich chuky unho nay aik apni Life bna li.
aUrduBit Pakistan ka sab say pehla Exchanger tha jisny 2014 may BitCoin Pakistan may khareedna or baichna shuru kia, UrduBit nay sab say pehly Freelancer Marketplace ko Hit kia jaha pr Bahar say paisy ana bht muskl kam tha isi liye wo bitcoin may payment recieve krty thy or UrduBit k zarye exchange krty, os wakt Pakistan may Payoneer or JazzCash wgera nahi tha. Kuch he saal may yani k 2016 may itnayy logo nay BitCoin ki trading shuru krdi k URUDBIT k pas unko accomodate krna boht mushkil hogya or is trha UrduBit nay BitWage k sath Partnership krli jo k US based company hy jo k abhi tk $7 Trillion dollar exchnage kr chuki. Lekin 2018 may he UrduBit nay State Bank of Pakistan k decision ki wja say apna BUsiness khatam krdia or apny tamam users say kaha k apnay Funds withdraw krlen.
State Bank of Pakistan ka kya Faisla THA?
Sate Bank k mutabik Crypto Companies aik Khatra hay..............mazeed parhain...
https://investsocial.com/ur/showthread.php?309583-BitCoin-Pakistan-may-Q-illegal-hy
• #78 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

Dear friends yh Bitcoin kya hi koi friend gide kr skta hi kya
• #79 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

Bitcoin digital currency ha jo k aram tor par earning k leay use ki jati ha
• #80 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

Han g is year kay start mein ye $500 se bhi nechay tha aur currectly $4000+ ki range mein ha. Bitcoin ko forex mein bhi trade kar saktay hain, Instaforex mein bhi ye included ha. Bitcoin ko safe currency khayal kiya jata ha because koi bhi ap ko trace nahi kar sakta. Block chain me ap ka wallet banta ha, agar ap ko apnay wallet ka password bhool gaya to ap kabhi apna account recover nahi kar saktay. Bitcoin ko low levels par buy kar kay bohot acha profit kamaya ja sakta ha, zara tasawar karain, jinhon nay isay $500-$1000 range mein buy kiya, un ko kitna profit hua hoga. ager abhi trade kea jaye tu bht acha hai but. us k lea ap ko almost 500$ chayen or koshish ke jaye k kam say kam lot size main trade kea jaye .. abhi biht acha waqat hai kay bitcon ko buy karlea jae...S
• #81 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

thanks for sharing this info.
• #82 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

Dear Admin apny aik Buhat acha Topic raisa kia about 'BITCOIN'
Jesy ky Dunia Taraqi ki traf Gamzan hay aur hmary Maximum Chzain Software Based ho chuki hay, machinery say lay kr Ghareelu istemal aur Medical ki chzo tk maximum Nizam Software say lia ja ra hay.
Aisy hi Hmain aisi Currency ki zrurat thi ho E-currency ho. Jitna zyada Money hum agr pocket main daalain gay utna e Pocket bhari hoga 😂 ( this phrase is for attention only ) Bitcoin E-currency honay k sath sath aik Strong qism ki Currency Ubhar ky samny aii hay js ky aj ky Rate
1 Bitcoin = 4260.63 $ USD
1 Bitcoin = Rs 449379.06
is ky Rates Conversion say e andaza laga lain ye ks qism ki strong Currency hay.
Bitcoin ap Online kama skty hain aur isay Ap Trading k liay b use kr skty hain
Shukriya
• #83 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

BitCoin:-
Introduction
BitCoin Crypto currency ka name hay jo sb sy pehly 3jan 2009 main 1st time use hoa.
is say Pehly buhat c E-currencies use hoa krti thi pr wo sb safe and sound nai thi.
Advantages:-
1-Bitcoin Dunia ki aik strong Currency ban chuki hay js nay Bulandio ko Choo lia hay
2- isky sath ye Buhat safe hay.
3- Covertsion Rate buhat acha hay iska aur ye musalsal Hike pakr ra hy.
4- Trading main Baa-asaani isko use kia ja skta hay
• #84 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

The 2d most essential notion in the technical evaluation (after the style analysis) is assist and resistance. There are stages that stay consistent over time and that either are hard to drill upwards (resistance) or tough to ruin down (supports). It is logical that investors, over a lengthy length of time,
• #85 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

Ap nay bilkul thek kaha julia. Bitcoin aik digital currency hai es nay kafi tezi say maqboliat hasil ki hai chand dino main es ki value kai sou guna barh gai thi. bitcoin ki 2010 mian value 0.0008$ thi jo ab barh k 15880$ tak ja phonchi hai.
• #86 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

Har Bitcoin buniyadi tor per a computer file hoti hai jo smartphone ya computer per digital wallet app mein store hoti hai. Log apke digital wallet mein kisi Bitcoin bhej sakte hain aur aap dusre Logon Ko Bitcoin bhej sakte hain har ek len den ko blockchain mein darj kiya jata hai
• #87 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

Es waqt dunia bohot ziada tadad main bitcoin ka estimal kr rhi hai. Bitcoin digital currency hai jisy hum online use krty hain or es ko kafi maqboliat hasil hai ye aik electronic money hai jo computers k database main moojod hoti hai. Digital currency ko cryptocurrency bhi kahty hain. Cryptocurrency es waqt 2000 say ziada tadad main mojod hain or bitcoin ki value in main say sab say ziada hai.2010 main bitcoin ki value 1$ say bhi kam thi ab es ki value 3 million pakistani rupees say bhi ziada hai.
• #88 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

hi to get news of forex trading i used this site if you know better than let me know

• #89 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

moreover it is ban in pak

• InstaForex
• #90 Collapse

Re: Bitcoin digital currency

bitcoin aik digital currency hy jo k pair to pair paymentnetwork hy. bitcoin ko kamanay main kisi shaks ya bank
ka koi kirdar nahi q k yeh aik mukamaal azad currency h.
Bitcoin ka degar raij currencies E. g Dollars ore Euro k sath
kia ja sakta hy. Yeh mukamaal toar p digital currency hy jiska wajood
internet tk mehdood hy. anaay waly waqton main eski kafi ziada demad h.
q k abhi aik bitcoin 17441 USD $ k equal hy.
Click image for larger version

Name:	IMG_20201126_203604.jpg
Views:	2
Size:	54.2 کلوبائٹ
ID:	12337982

اب آن لائن

Working...
X