Discussion about "Trading with Shooting Star Candkestick" in forex trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about "Trading with Shooting Star Candkestick" in forex trading...
    Discussion about "Trading with Shooting Star Candkestick" in forex trading...

    Assalamu Alaikum! Dear friends, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga.
    Importance of ""Candlestick Pattern"" in forex trading:
    Forex trading man trader currency pairs aur commodities ki price movement ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha. Q k price chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Candlestick Patterns forex trading man currency pairs aur commodities k price chart man price ki movement ko track kerna k liye use hona wala most important technical tool ha. Forex trading man trader kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna k liye candlestick pattern per depend kerta ha. Aj man apka sath ""Shooting Star Candlestick Pattern"" per apna knowledge share kerta hon.
    Shooting Star Candlestick:
    Shooting Star Candlestick ak small real body ki bullish/bearish candle hoti ha jiska upper wick long aur real body k double sa zyada lengthi hona chaheye aur iska lower wick smaller ya zero wick hota ha. Ye candle currency pairs aur commodities k price chart man long bullish trend k top per resistance level per banti ha. Ye candle buyers aur sellers k dermiyan long bullush trend k bad indecission ko batati ha jo market k bullish trend k reversal ka signal deti ha.
    Shooting Star Candlestick Pattern:
    Shooting Star Candlestick Pattern ak bullish trend reversal candlestick pattern ha jo price chart man resistancw level oer commonly banna wala pattern ha.
    Click image for larger version

Name:	images(1).png
Views:	24
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12527762
    Identification of ""Shooting Star Candlestick Pattern"" in Price Chart:
    Shooting Star Candlestick Pattern price k bulkish trend ko bearish trend man chabge kerta ha is liye is pattern ko bearish trend reversal pattern b kehta han. Ye pattern two candles per moshtamil hota ha.
    1. Is pattern man first candles ""shooting star candlestick"" banti ha.
    2. Is pattern man second candle ka bearish man close hona is pattern k complete hona ki confirmation deti ha.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	34
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12527763
    Trading with "Shooting Star Candlestick Pattern":
    Shooting Star Candlestick Pattern per trading k liye zarori ha k trader ia pattern k complete hona ka wait kara. Jab ye pattern complete ho jae to new candle pwe trader ko ""Sell ki trade"" active kerni chaheye.
    Stoploss and Take Profit:
    Shooting Star Candlestick Pattern per trading k doran trader ko stoploss ko shooting star candlestick k high per place kerna chaheye aur Take Profit ko next support levels per tp1, tp2 aur tp3 ker k place karen.
    Click image for larger version

Name:	images(3).png
Views:	2
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12527766

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion about &quot;Trading with Shooting Star Candkestick&quot; in forex trading...

    bhot he nice and good share ki hain apne forex trading kaaam karne k liye strong learning ka hona must hota hain forex traidng ka busniess ek kamyab busniess hain learning karna must hain Shooting Star Candlestick Pattern k releted apne kafi best elarning share ki hain umeeed hain k asi tara forex trading main b kamyabi mil skti hain Shooting Star Candlestick Pattern main rules ko b follow karna parta hain qk jaaab tak rules ko follow nhe kia jata hain tu kamyabi kabi b nhe mil skti hain forex main rules ko follow kare best learning kare best learning kamyabi de skti hain jisn learning nhe ki vo kabi b kamyab nhe ho skte hain
    • #3 Collapse

      Re: Discussion about &quot;Trading with Shooting Star Candkestick&quot; in forex trading...

      forex trading main analysis karne wlae traders kabi b loss nhe kar skte hain forex main best learning kare agar learning strong hoti hai tu earning hain aapko acha bouns milne k chances hain bouns ko incress karne k lye regular pak froum ko time dena b must hain agar aap regular pak froum ko time dete hain tu aapko kafi acha bouns mile ga agar regular aap kaam nhe karte han daily 50 post nhe karte hain tu kabi b umeed na rakhain k aapko acha bouns mile ga forex trading main bestlearning kare regular pratice kare forex trading main learning kar khekamyabi mil skti hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Discussion about &quot;Trading with Shooting Star Candkestick&quot; in forex trading...

        What Is a Shooting Star?



        shooting star aik bearish candle stuck hai jis ka oopri saya aik lamba saya hai, kam ya koi neechay ka saya nahi hai, aur din ke nichale hissay ke qareeb aik chhota sa haqeeqi jism hai. yeh aik up trained ke baad zahir hota hai. mukhtalif tareeqay se kaha gaya, shooting star aik qisam ki candle stuck hai jo is waqt banti hai jab security khulti hai, numaya tor par agay barhti hai, lekin phir khulay ke qareeb din ko dobarah band kar deti hai .shama daan ko shooting ka sitara samajhney ke liye, is ki tashkeel qeemat ki paishgi ke douran zahir honi chahiye. is ke ilawa, din ki sab se ziyada qeemat aur iftitahi qeemat ke darmiyan faasla shooting star ke jism se do gina ziyada hona chahiye. asli jism ke neechay thora sa saya nahi hona chahiye .

        Click image for larger version

Name:	Shooting-Star-Candle-Pattern.jpg
Views:	21
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12412045

        What Does the Shooting Star Tell You?



        shooting ke setaaray mumkina qeemat ke oopar aur ulat jane ki nishandahi karte hain. shooting star candle is waqt sab se ziyada mo-asar hoti hai jab yeh ziyada oonchaiyon ke sath lagataar teen ya is se ziyada barhti hui mom btyon ki series ke baad banti hai. yeh majmoi tor par barhti hui qeematon ki muddat ke douran bhi ho sakta hai, chahay kuch haliya mom batian mandi ka shikaar hon .paish qadmi ke baad, aik shooting sitara khilta hai aur phir din ke waqt mazbooti se tulu hota hai. yeh wohi khareed dabao zahir karta hai jo guzashta kayi adwaar mein dekha gaya hai. jaisa ke din agay barhta hai, taham, baichnay walay qadam berhate hain aur qeemat ko wapas khulay ke qareeb dhakel dete hain, jis se din ka faida mita jata hai. is se zahir hota hai ke kharidaron ne din ke ekhtataam tak apna control kho diya, aur baichnay walay is par qabza kar rahay hain .lamba oopri saya un kharidaron ki numaindagi karta hai jinhon ne din ke waqt khareeda lekin ab khonay ki position mein hain kyunkay qeemat dobarah khuli hui hai .candle that forms jo shooting star ke baad banti hai wohi hai jo shooting star candle ki tasdeeq karti hai. agli mom batii ki oonchai shooting star ki oonchai se neechay rehna chahiye aur phir shooting star ke qareeb se neechay band honay ke liye agay barhna chahiye. misali tor par, shooting star ke waqfay ke baad mom batii pehlay band ke qareeb neechay ya khulti hai aur phir bhaari volume par neechay chalti hai. shooting star ke neechay anay ke aik din baad qeemat ke ulat jane ki tasdeeq mein madad karta hai aur is baat ki nishandahi karta hai ke qeemat girna jari rakh sakti hai. tajir baichnay ya mukhtasir farokht karne ke liye nazar aa satke hain .

        اب آن لائن

        Working...
        X