Assalam alaikum dosto umeed ha ap sb khairiat se hn gy or apki trading achi jaa rhi ho ge.
Ap sb logo ny cryptocurrency k bary main lazmi suna ho ga or ab forex main bhi cryptocurrency k kch coins py trading available ha es lye ab forex traders ko bhi crypto currencies ka ilm hona lazmi ha taa k forex traders bhi es py trade kar sken.
cryptocurrencies main major currency bitcoin ha js main volitility bhi zada ha or trading k achy mawaqy milty hain es lye aj hum Bitcoin ko discus karen gy k ye kia ha or es pr trading ki hikmat e amli kia honi chahye.
WHAT IS BITCOIN?
Dear members bitcoin aik decentralized digitel currency hai jo k 2009 main introduce karai gai.
wesy aam tor py jo hum currency notes istmal karty hain esko fiat currency kaha jata ha or governemnt ki trf se jari karda es kagahaz ki value goverment ki trf se taay karda hoti ha.
Fiat money ki trha bitcoin ki koe physical shakal ni ha ye bs ledgers main available amounts py online trade hota ha.
or esko koe central bank controll ni karta bl k es ki proces simple demand & supply k formula py depend karti hain.
Es k supply tqreban fixed ha or jesy jesy eski demand barhti jygi eski price barhti jygi.
bitcoin ko abbreviated form main BTC kaha jata ha.
bitcoin kafi mumalik main abhi tk legal ni ha es lye eska lain dain ni hota or na hi es se ap koe chz khareed skty hain.
laikin abhi b kafi online transactions se btc ki transaction fee bhht km ha or eski transaction ki mining k zarye asan bnaya jata ha.Mining ko agy chl k hum study karen gy.or btc ko abi peer to perf technology k through transactions main istmal kia jata ha.
Peer to Peer Technology P2P
Dear members P2P technology ny bitcoin ko as a currency trade karny main asan kar dia ha eska idea ye ha k jes hmari forex ki MT4 app hoti ha es trha crypyocurrencies ki bhi exchanges hoti hain jinki apps or websites hain or wahan py ap agr bitcoin lena chahty hain to ap directly ksi physical person se trae kr P2P main usy fiat send kr k crypto le skty hain.
es main accuracy es lye ha k apko buyer r seller hr time mil jata ha agr ap ny bitcoin buy kia ha or sell karna chahty hain to bhi ap P2P main ksi buyer ko btc send kr k fiat currency le skty hain jo k ap bad main apny bank ya ksi account main withdraw kr skty hain.
BTC mining:
BTC ki hr online transaction eski blockchain k through hoti ha or ye block chain bhht se computer mil k bnaty hain jo k processing kr k transaction ko easy bnaty hain.
agr ap apny pas conputer main mining start karen gy to apka computer btc ki transaction main help kary ga or hr transaction ki apko fee mily ge btc main esi ko BTC mining kaha jata ha.
How to trade btc in forex?
dear members baki tamam currencies ki trha btc bhi hamen forex main available hota ha or hum es py trade kar skty hain es main bhi wohi same chzn technical analysis , technical indicators or fundamentsal use hoty hain jo k baki tmam currencies main hoty hain.
es main trade karny ka faida ye ha k ye week k 8 days open hoti ha market or es main volatility bhi kafi ziadat ha degar currencies k muqably to profit earn karny ki bhtr oppertunities mlti hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим