Assalam Walaikum Friends!
Bitcoin ek aisi crypto currency hai jo 2009 mein start hui,or us waqt iski price 8 cents thi.cryptocurrency ko future ki currency bhi kaha
Jata hai or yeh virtual money hai jo aap dekh nahi saktey lekin iskey istimaal se khaaredo faroht kar saktey hen.
Aaj bitcoin ki price 12,000$ taj ja pohnchi hai.Bitcoin se earning karney ke 3 tareekey hen:
1.Bitcoin se mining karke earning karna:
Mining ek aisa proffession hai jis mei aap apney gpu yani graphic card ka use kartey huey bitcoin ya doosri cryptocurrencies
Mine kar saktey hen or monthly achi earning kar saktey hen.Lekin is ke liye aap ke paas 2 se 3 lac tak ka graphic card hona lazmi hai warna
Achi earning nahi kar saktey.or mining ka ek bada disadvantage yeh bhi hai ke is se electricity boht zyada use hoti hai,or agar ap Pakistan mei
Rehtey hen toh mining se earn nahi karsaktey.
2. Bitcoin mein trading karna:
Jis tarah forex or options mei trading hoti hai isi tarah bitcoin mei bhi trading ki jati hai .jiske liye biitrex or localbitcoins jese plateforms hen jahan aap
Forex ki tarah hi ba-asani trade karkey acha profit earn kar saktey hen.
3. Bitcoins mein invest karen:
Jesa ke mene aap logon ko bataya ke bitcoin 2009 mei start hua or us waqt iski price 8 cents thi or aaj 12,000$ tak ja pohnchi hai
Or waqtan fa waqtan iski value badhti jarhi hai.jab kabhi bhi is bitcoin ki price girti hai aap is mei apney pese invest krkey long term ke liye bhool jayen
Or 6 months se 1 year mei is se aap maximum profit hasil kar saktey hen.sahi waqt par is coin ko purchase kren or future mei inshAllah iski price or increase hogi.
Agar maloomat mei izafa hua ya post achi lagi toh thanks zroor den .shukriya😊

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим