What is Automated trading?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Automated trading?
    INTRODUCTION:

    Automated trading system aik eisi technique hai jo junior members kay liye bahut hi important earning method hota hai. Junior members jab trading market ko join krty hain tu lack of experience ki waja sa unko bahut loss ho sakhta hai. Junior members kay liye kuch broker value added services provide krty hain, jiski help sa uny kafi zyda madad milny k sath sath earning bhi ho sakhti hai. Is trading system ko aap automated trading system khety hain. Jab aap automated trading system main trading krna chahty hain tu ismain aapko Copy Trading aur Robot Trading ki facility mil sakhti hai. Copy trading or robot trading ki kuch details apko dena chahti hun.

    WHAT IS COPY TRADING:

    Dear Copy Trading automated trading system ki aik eisi technique hoti hai jis main aapki trade automatically excute ho jati hai. Is trading system main aap expert traders ko join krty hain, jab wo kei trade open krty hain, unki entry ka sath sath unk joiners ki trade bhi open ho jati hain. Is trading system main expert trader ki aik percentage fix hoti hai. Jab join krny walun ko profit hota hai tu us profit main 35 percentage ya decided percentage detect kr li jati hai. Beginning Level per copy trading ki option hamary liye aik acha source of income ho sakhta hai.

    WHAT IS ROBOT TRADING:

    Dear Robot Trading system bhi aik automated trading Technique ka important factor hai. Is trading system main bhi aapki trade automatically open and close ho rahi hoti hain. Robot Trading system ko join krny kay liye aapko robot purchase krna hoty hain. Robot ko purchase krny ki different prices ho sakhti hain or iski aik maksoos time tak expiry bhi hoti hai.



    BENEFITS OF AUTOMATED TRADING:

    Dear Jab aap automated trading system ko apni working main shamil kar laty hain tu isk bahut zyda faidy aapko mil sakhty hain. Kunk is ki waja sa aap without experience apny trading earning ko zyda bana sakhty hain. Agar aap junior hain tu us time per aap automatically trading system kar kay acha faida hasil kar sakte hain.



    DRAWBACKS OF AUTOMATED TRADING:

    Dear Forex market mein automatically trading system ki soorat main bahut zyda scams bhi ho sakhty hain. Some time aap sa robot trading kay bahut zyda charges liye ja rahy hoty hain. Is liye aapko careful rehna cheye. Or iska sa bra drawback ya hota hai kay ap totally dependant hokar kam krty hain, aap apni learning ko increase nahin kar rhy hoty.
    ......Forum is a great place for traders talk.......

اب آن لائن

Working...
X