Arham-Malik Trading Journal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Arham-Malik Trading Journal
    Dear traders many is forum per Chand Hi din pahle kam start kiya hai aur main is form per abhi apne a analysis share karne ke liye trading journal banaa raha hun agar aap is form per mere trading general ko study karna chahte hain ya dekhna chahte Hain to iske liye aapko chahie ki aap mera trading chandal rotine ke sath visit karte Rahe kyunki is form per main abhi e apna trading journal update karta rahunga jisse humko kafi jyada fayda ho jaega agar hamen is form per apna trading journal update karte Hain to isase tamam members ki kafi jyada help Ho jaati hai kyunki forex market mein main main moving average ki trading strategy per kam karta hun aur maximum trades Govinda average ko dekhkar hi lagata hun market ke trend ko samajhne ke bad Jo trade mujhe acchi milati hai main sirf vahi apne naal se Jahan is forum per share karunga agar aap log mere trading channel ko dekhkar learning karna chahte hain yah Koi trade lagana chahte Hain to ismein aap ko kafi jyada help mil sakti hai kyunki trading jagdal ko update karti hui main is baat ka khyal rakhunga jo bhi trade acchi hogi woh apni trading channel per update karun iske sath trades per jo bhi result milega vah mein apne trading channel per update kar dunga.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Arham-Malik Trading Journal

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arham-Malik پيغام ديکھيے

    Dear ap ne ka trading journal mainy read kia hai ais mai ap ne apny bary mai bataya hai k ap ne ais forum par abi hi kaam start kia hai aor mai umeed karta hun k future mai ap apny trading journal mai trading analysis share kary gay ais se sab member k knowledge mai izafa ho jaye ga ap ne agar ais forum par koi trade di aor aus ka take profit hit ho gia to aus ki waja se sab members ko kafi zayda faida ho jaye ga ap ne jo trrading analysis send karny hai aun k sath detail batani hai ta k hum sab ko ye pata chal jaye k ap ne ye analysis kis waja se diay hai aor ain mai hum kis waja se trade open kary.
    • #3 Collapse

      Re: Arham-Malik Trading Journal

      Dear welcome on trading journal. Ya aik bahut hi best platform hai js pa ap analysis share kr sakhty hain tu us ma different juniors members kay liye bahut jyada guidance provides kr sakhty hain. Main umeed krta hun kay ap is platform sa babut zyda advantages hasil kr saken gay or apny experience hamary sath share kr ka bahut members ko achi information dain ga.
      • #4 Collapse

        Re: Arham-Malik Trading Journal

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Arham-Malik پيغام ديکھيے
        Dear traders many is forum per Chand Hi din pahle kam start kiya hai aur main is form per abhi apne a analysis share karne ke liye trading journal banaa raha hun agar aap is form per mere trading general ko study karna chahte hain ya dekhna chahte Hain to iske liye aapko chahie ki aap mera trading chandal rotine ke sath visit karte Rahe kyunki is form per main abhi e apna trading journal update karta rahunga jisse humko kafi jyada fayda ho jaega agar hamen is form per apna trading journal update karte Hain to isase tamam members ki kafi jyada help Ho jaati hai kyunki forex market mein main main moving average ki trading strategy per kam karta hun aur maximum trades Govinda average ko dekhkar hi lagata hun market ke trend ko samajhne ke bad Jo trade mujhe acchi milati hai main sirf vahi apne naal se Jahan is forum per share karunga agar aap log mere trading channel ko dekhkar learning karna chahte hain yah Koi trade lagana chahte Hain to ismein aap ko kafi jyada help mil sakti hai kyunki trading jagdal ko update karti hui main is baat ka khyal rakhunga jo bhi trade acchi hogi woh apni trading channel per update karun iske sath trades per jo bhi result milega vah mein apne trading channel per update kar dunga.
        Dear brother Ham aapka Pakistan Forex forum per trading journal Mein welcome Karte Hain. DF yah Pakistan Forex forum Ki Tarah Se best platform Hai jismein Ham apna analysis share kar sakte hain aur ham ismein apni trading performance share kar sakte hain isase bahut Sare members ka fayda ho sakta hai Kyunki yah Ek Aisa platform hai aur acid trading channel Hai jismein Ham Apne analysis share Karenge to isase new members ka bahut jyada fayda ho sakta hai aur Apna trading channel Banaya Hai To Ham ummid Karte Hain ki aap ka ismein fayda Hoga aur ismein Tamam dusre members ka bhi fayda hoga jo ki aap ke analysis ko read Karenge aur uski mutabik trade Karenge.
        • #5 Collapse

          Re: Arham-Malik Trading Journal

          Assalamu alaikum dear members.
          mein hamesha currency pair py trading karna pasand karta hun, aur main kabhi bhi trading mein shortcut ke bare mein nahin sochati hun aur is baat bhi yakin karti hun jo trader minut karte hain aur apne kam ko achcha karte hain unke liye trading bhi aasan hai aur technically acche trader ho sakte hain.
          1. aur unki kamyabi bhi yah ki nahin ho sakti hai main aapke sath apna trading knowledge share karna hai aur aap logon se bich trading ke bare mein kuchh acchi aur perfect chijen sikhani hai
          2. .THANKS

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے

          • #6 Collapse

            Re: Arham-Malik Trading Journal

            اصل پيغام ارسال کردہ از: bakhu پيغام ديکھيے
            Assalamu alaikum dear members.
            mein hamesha currency pair py trading karna pasand karta hun, aur main kabhi bhi trading mein shortcut ke bare mein nahin sochati hun aur is baat bhi yakin karti hun jo trader minut karte hain aur apne kam ko achcha karte hain unke liye trading bhi aasan hai aur technically acche trader ho sakte hain.
            1. aur unki kamyabi bhi yah ki nahin ho sakti hai main aapke sath apna trading knowledge share karna hai aur aap logon se bich trading ke bare mein kuchh acchi aur perfect chijen sikhani hai
            2. .THANKS
            Assalamu alaikum dear all,GOLD ANALYSIS.aj ham GOLD k bary main bat karty hain.dear, Forex ek aisa online business hai jis mein kamyabi Hasil karne ke liye mehnat karna bahut zaruri hota hai.aur jitny ap ky analyses strong hungy utni hi earning kar saktain gy. aj ka GOLD ka analysis kehta hy ye pair down jay ga, agar Ham market ka analysis acchi Tarah se kar lete hain To Ham market Mein maujud orders ke bare mein bhi information Hasil kar lete hain.so mery khyal main usdchf price mazeed nechy jaygi.buy karna zada behter hy.

            Stop loss: 1850
            Take profit: 2Assalamu alaikum dear all,GOLD ANALYSIS
            .aj ham GOLD k bary main bat karty hain.dear, Forex ek aisa online business hai jis mein kamyabi Hasil karne ke liye mehnat karna bahut zaruri hota hai.aur jitny ap ky analyses strong hungy utni hi earning kar saktain gy. aj ka GOLD ka analysis kehta hy ye pair down jay ga, agar Ham market ka analysis acchi Tarah se kar lete hain To Ham market Mein maujud orders ke bare mein bhi information Hasil kar lete hain.so mery khyal main usdchf price mazeed nechy jaygi.buy karna zada behter hy.
            • #7 Collapse

              Arham-Malik Trading Journal On Gold

              Friends aj mai ap k liay Gold par Trading journal ley k aya hun market mai trade lagany k liay ap ko ais time gold par major levels ka pata hona chaye, market ne recently abi 1800 level ko down side par break kia hai aor abi currently market 1790 par move kr rhe hai agar market apna down trend countinue karti hai to ais time market ka next level 1775 hai, agar market yaha se hi upside ki moment start kr deti hai to market 1815 ko touch k kr aik dafa down aa sakti hai. Gold par trade karty waqat ap ko market mai eaily time frame k sath kaam karny mai kafi zayda profit ho jata hai agar ap ais market mai acha kaam karty hai to ap ko gold par kafi zayda profit mil jata hai. Gold ki downward moment se lag raha hai k market abi down abi major support ko touch krny k baad hi upside par moment start kry gi aor hum ais market mai ais opportunity se faida autha sakty hain.

              Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220106-202433.png
Views:	1
Size:	184.8 کلوبائٹ
ID:	12359795

              Ais time market mai ap k pass chart jo show ho raha hai ais mai ap ne h4 ki candle ko dekha ho to ap ko pata chal raha hai k market ka down trend chal raha hai aor ap ais market mai trade lagany k liay sell ki trade laga sakty hain. Humy ais market mai chart ko dekh k hi market ki condition ka pata chalta hia aor humy confirmation milti hai aus k baad hum ais market mai achi trade laga sakty hai ais market mai Gold par Stop loss k sath hi trade krni hoti hai aga hum abi Gold ko 1790 se sell krty hai to humri trade ka Stoploss 1800 par hona chaye ais se humra account bhi safe rahy ga aor humy atna zayda loss bhi nai ho ga.
                 
              Last edited by ; 06-01-2022, 09:28 PM.
              • #8 Collapse

                Re: Arham-Malik Trading Journal

                Dear members aap na bahut acha decision lia hai aur umeed krty hain kay aap ka trade experience kafi acha rahy ga or is platform per aapko maximum experience share krny aur experience increase krny ka moqa mily ga. Best of luck forever
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Arham-Malik Trading Journal On GBPUSD

                  Friends aj mai ap k liay GBPUSD par analysis ley kar aya hun, ap ko mery analysis se kafi zayda help mil jaye gi, ais time market ki current price 1.3552 hai aor market ne recently 50 ki Exponential Moving average ko touch kia hai aor oper wali side par moment start kr di hai, jaisy k ap ko chart par bhi nazar aa raha hai k market ne jaisy hi 50 ki Exponential Moving average ko touch kia aus k sath hi bounce back hoi hai aor upward moment start kr di hai agar hum ais market mai trade lagana chaty hai to hum ais time buy ki trade lagani chaye aor humri trade ka Take profit level next resistance level par hona chaye jo k ap k samny chart par arrow bana dia hai 1.3590 k qareeb hai, yaha tak market up side par ja sakti hai aor yaha se down k chances ban sakty hain. Agar ap aisi time buy ki trade lagaty hain to ap ko apni trade ka stop loss level 1.3490 par rakhna chaye ye aik acha level hai agar market 1.3500 ko down break kary gi to humri trade ka stop loss hit ho ga jab k market mai 1.3500 aik major level hai aor market ais level ki respect zaror kary gi. Ap k samny chart ka screenshot available hai aus k dekh k ap ko trade lagany mai kafi zayda asani ho jaye gi. Ais time H1 k hisab se 50 ki moving average aor 200 ki moving average k hisab se market ne upward hi moment karni hai. Hum ais market mai Buy ki trade laga k asani k sath achi trade laga sakty hain aor apna target complete kar sakty hain ais time market mai bahot achi opportunity mil rahe hai.

                  Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220107-145223.png
Views:	1
Size:	160.6 کلوبائٹ
ID:	12359860
                   
                  اب آن لائن

                  Working...
                  X