Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?
    Dear brothers forum pe daily bahut ziyada posting hoti hey lekin ap ne yeh bat note ki ho gi k bahut se log bahut ziyada spelling mistakes kar detey hen jiss ki waja se posting ki samaj hi nhi aati kuch log tu kam education ki waja se mistakes kartay hen aur kuch jald bazi men posting kartay hen ta k ziyada se ziyada posting kar len jiss ki waja se spelling mistakes hoti hen jin ki waja se log thanks aur reply bhi kam kartay hen kiun k unn ko sahee samaj nhi ati
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

    apki bat bilkul theak ha ziada tr log ziada posting krnay ki koshish krtay hn jiski waja sa spelling ki bahot ghaltian krtay hn jiski waja sa reply krnay walay ko smjh he naen ati k ap kehna kia chahtay hn to post krtay waqt aram sa post krni chayen ta speeling ki ghaltian na hon
    • #3 Collapse

      Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

      Mistakes tou ham baout soch ker trade lagaty hain to bhi ho jati hain lekin jald bazi main mistakes baout hoti hain ky hamain apni trade ko plan kerny ka time nehi milta aor baghiar planning ky ham jo bhi trade lagaty hain us main loss hony ky baout chances hoty hain so jald bazi ki forex trading main koi zarurat nehi hoti
      • #4 Collapse

        Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

        Assalamualaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Jab Hum posting karte hain to Hamen Chahiye ke hum isme jaldbazi bilkul bhi nahin Karen Kyon Ke jaldbazi Karenge to Agar Hamara mistake ho jaega Tu Hamara account ban ho sakta hai aur Hamara post bhi Delete kiya Jayega thanks
        • #5 Collapse

          Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

          Ap ki baat theak hai. k forex forum mai mistake hoti hai. Aur har ak forum member ki koshish hona chahey k hum es forum mai mitake kam sey kam krey. tk hum forex market key lye jo bonuses hasil krey tou wo max transfer ho.
          • #6 Collapse

            Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

            G han aisa hota hai agaer koshish krain to dab thek ho jay gal lakin sapling mistake ka koi masla nahi hai ab sab member baat ko samjh jaty hain k baat kiya ho rahi hai agar nahi samjg rahay to pher pooray mesray ko read ker lain lakin sapling ki mistake nahi honi chahey es say ap ki post ki quali3 main fraq perta hai agar koi bhi member apni post ko theek ker k kerta hai to bonas bhi acha ata ha lakin mahnat bohat hoti hai kyunk es main trading bhi kerni hoti hai us per bhi work krain.
            • #7 Collapse

              Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

              G brother aap ki baat theek hai. Ziada ter mistakes jaldbazi ki wajah sey ho rahi hoti hai. members ko chaiye kay apni post complete kernay kay baad aik parh zaroor lia karey us kay baad upload kia karey.Is kay elawa roman urdu mai posts kertay huay her member apnay tareekay sey likhta hai or kuch members bohat short words use ker daitay hai jis say ziada ter members baat samajh bhi nahi paatey hai
              • #8 Collapse

                Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

                As-Salaam-Alaikum dear friends Aap Ki Baat bilkul theek hai hi kuch member jaldbazi mein posting Karte Hain Ki Hamari post zyada se zada ho jaaye lekin Inki post mein bahut zyada mistake ho jati Hain spelling Ki Galti Ho Jati Hai Jis wajah se a dusre member ko samajh nahi aati kya reply de is wajah se thanks nahi milta aur bonus bhi kam Milta Hai member Ko chahi post share karne se pahle usko acchi Tarah read Karen agar koi mistake ho Tu usko thik kar le Is Tarah dusre number ki samajh mein post jalde Jayegi aur thanks Bhi Milega aur bonus Bhi zyada milega
                • #9 Collapse

                  Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

                  forex aik online business hain ham is main live or saa urdu main trading karty hain hamy is main mehant or sabar sy kam karna chahey agr ham is main jald bazi sy kam akry gy to hamy loss be ho sakta hain or hamari spelling mistake be zada ho sakti hain is thara ham acha bonus hasil nahi kar sakty hain yai aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

                    G han dear ap ki bat bulkl thek hy...aksr aisi postin dekhny ko milti hn jin ki smjh b ni a rhi hoti k kia kehna chahty hn or koe reply b ni krta or aisi postin delet b ho jati hn islye jld bazi min nuqsan na krin blky soch smjh k or post likhny k bad us ko lazmi prhin...
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

                      Asalmu Alaqum dear member of fore ap ki bat bikul dorost h forex m posting m jaldbazi se spelling m mistakes ho jati h I m tottaly agree with you ap ki bat bikul dorost h hmy posting m jaldbazi se ni krni chyee
                      • #12 Collapse

                        Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

                        G bhai him logo ko spelling mistakes nhi krni chaya kau ky ager him log spelling mistakes krty ha to phir hmre post delete ho jae gye
                        • #13 Collapse

                          Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

                          yes aap thik keh rahay hai main ne b boht sari poste read ki hai jis k spelling thik nai the aisy b boht sari thread daikhy hai jis k title line k spelling b galt the jis ki samjh nai aaty wo kya keh rahay hai aisay logo ko chayie k apnay spelling thik kare warna log aap ki poste par aanay chor de gai aap ki ratting gir jay gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

                            ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar hum bahut hi jyada posting karte hain aur jaldi Baji Mein posting karte hain aur Hamare spelling mein bahut hi jyada mistake aa Jati Hai Issi vajah Se Hamare post delete ho Jate Hain Hamein posting main bhi jaldbazi bilkul bhi nahin Karni chahi thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posting men jald bazi se bahut ziyada spelling mistakes ho jati hen?

                              yes dear kuch log asy hoty hain k fast posting karty hain jin say wo bad main speling ki bohut ziada mitsake hoti hai ju post karty time chek he nahi karty hain jiss say unki post ki qualty khraab ho jati hai jisss say unka bonus kam ata hai iss lea ham jab bhi post karain sab sy pehly usko check karain k ap nay koi mistake tu nahi ki chek karty hoay kuch bhi time nahi lagta hai aur ap ki post check ho jati hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X