Trading me loss ki main waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me loss ki main waja?
    Trading me loss ki koi 1 waja nahi hoti many reasons esy hey jes ki waja se loss ko face kia ja sakta hay,

    1. without market analysis key trading me big risk lena
    2. over confidence ki waja se market ko analysis na karny ki waja se be loss ho jata hay
    3. Poor risk management ki waja se yakeeni loss ho sakta hay
    4. over trading ki waja se bahot zeyda loss ho sakta hay jes ki recovery karna impossible ho jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me loss ki main waja?

    Dear brother forex trading men loss honay ki bahut c wajoohat hen jin men achi learning aur knowledge ka nah hona aur demo account pe practice kar k experience hasil nah karna aur ziyada profit k lalach men bari bari trade laga dena aur jald bazi se kam lena jiss ki waja se mistakes hoti hen jin ki waja se loss hota hey iss liay soch samaj kar fresh mind k sath trading karen tu loss ko kam kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Trading me loss ki main waja?

      Ji haan sir Agar Hamein trading karte hue bahut bada nuksaan ho jata hai to uska Hamein bahut hi jyada Dhyan Rakhna hota hai Kyunki Pakistan Forex Mein love so Na Koi Badi Baat Nahin Hai Kyunki Pakistan Forex Mein Bade badhon ko bhi bahut bada nuksaan ho jata hai aur Pakistan Forex Mein Hamein Soch Samajh Kar Apna trade open karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Trading me loss ki main waja?

        Loss ki wajhohaat kai hain, un main se kuch main bian kerta hon.
        Mindset ker laina kisi bhi pair key mutaliq keh yeh is limit se up ya down nhen jata aor is mindset per beri lot ka use kerna.
        Fake breakout per entry ker laina. Lalach aor fear ki wajhan se bhi loss hota hey.
        • #5 Collapse

          Re: Trading me loss ki main waja?

          Dear forex tarding bohat se wajohat hain jin ke waja se trader loss karta magar un main aik lake ok knowledge.
          • #6 Collapse

            Re: Trading me loss ki main waja?

            Mery khyal sey forex market mai loss the main reason ya ho sakty hai.
            1 Jo knowledge key begar shoro krtey hai.
            2 Jo lalach krtey hai
            3 Greedy
            4 Zada trade open krney sey
            5 Trend ko follow na krna
            • #7 Collapse

              Re: Trading me loss ki main waja?

              ji bhut si wujuhat hoti hain jin se aap loss karty hain.in mein main yeh hain ky jo log trade lagany se pehly market ki acvhi trha se analysis nahin krty woh loss ka samna karty hain. is k ilawa poor money managemnt bhi ap ko bhut zyada nuqsan day skti hai.Aur over trading k chakar mein ap bhut loss kar dety hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading me loss ki main waja?

                Trading main loss ki main wjh hy focus naa denaa aur bgher schy smjhy trade krna istrh e hum nakam hty hain aur hmri trade llss m jati hy islie forex pr trade krty wqt yh btt important banain ky hmraa sara focus trade pr ho taa ky huk apni skills aur learning achi trh use krskien aur forex main earn krskien.
                Mehnat Me Azmat hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me loss ki main waja?

                  Forex mein loss kyun hota hai iss kay baray mein sub kay different opinion hoon gay aur mere khayal mein tou humain forex mein loss iss wajah sae hota hai kay hum forex mein kam knowledge aur beghair experiance kay kaam kerna shru ker detay hain jis ki wajah sae humain loss hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me loss ki main waja?

                    Trading main loss waqat hota hai jb ap jldbazi karty hai forex main jb bi trad lagny lgyy markeet ko puri tara analysis karna chiyee jitna time markret level par rhyy gyy koi na koi acha point milyy ga entry ka jis main profit zaida our loss ky chance kamm hoty hai our apna lot size outna set krenn agr profit huo to axha profit ho jaiyy our agr loss hota hai to asni syy rrcover ho jaiyy..
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me loss ki main waja?

                      Trading men loss ki bohat sari reasons hain in men mere khyal se main reason yeh Hai k forex members jald bazi men market k trend k against trade lga dyty hain jis ki waja se Un ko loss face krna par jata Hai is liye koshish kren k jab bi trade lgaen pehle markeet ki movement ko ache tarha se analyze zroor kr Lyn. Us k baad koi proper. Planning kr k he trade lgaen ta k loss se bcha ja sake aur profit hasil Kiya ja sake.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me loss ki main waja?

                        Kisi Ki statement check kar Uske traction Mein Hame investment nahi karni chahiye Hamari investment Hamare confidence ke sath Hoti Hai Hamare technical indicators ke sath Hoti Hai Hamari technical position ke hisab Se Hoti Hai Jaise Jaise Hum Log Yahan Par working karte hain confidence ke saath kaam karte hain Hamara nuksan Aur Bhi Jyada achha aur beta ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me loss ki main waja?

                          Trading main loss ki sab say barri wajah ye hai k log es ki nature ko samjhay bagair he trading start kar daitay hain,dear fellow es ka ye result nikalta hai k wo bohat jaldi loss ka shikar hojatay hain,dear fellow jab ham market main risk ko ya technicals ko ignore kartay hain tu ham galt faislay kartay hain jis ki wajah say hamein loss hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me loss ki main waja?

                            lack of market analysis,patience or equity are main factors for loss in forex.but another intersting reason i would like to point out is that its forex nothing is guaranteed in this field anything can at any time so always trying to finding out the reason is not logical sometime the reason could be your bad time
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me loss ki main waja?

                              trading main loss ki bohat se wajohaat hoti hain es main sab say barri wajah ye hoti hai k ham market main high volume ki lots laga k zaida paisaa kamanaay ki try kartaay hain jis k wajaah say haam stress ka shikaar ho k galt faislaay kar loss karwa baithtay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X