Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye
    mostly ye dekny me aya hay key jab be traders ko loss ho jata hay wo under pressure me ajaty hey, pressure ko release kar dena bahot important hay, agar minimum loss hony key bad be ham under pressure me aye gey to hamy trading business me kamyabi ki umeed nahi rakni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

    G meary kheyal agr hum ya jub KR rhy hn to ya SB hum ko pehly hi such leyna cheahy k nafa nuqsan to hr kaam m hota Hy agr hum under pressure ho gy to PR hum kaam ni KR sakty under pressure huny sy kuch ni bnta hum ko hazar dmag sy forex m kaam krna cheahy
    • #3 Collapse

      Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

      G Bhai app belkul sahe keh rahai Hain har trader Joe's loss kr jata hai ossko Thora dukh pohnchta hai aur wo oss loss ko re over krnay ka soch rehta hai lekin Mai ye mashwara daina chahunga ke agar loss Thora ho Jaye ya zyada bndai ko pc laptop ya agar mobile pe trading KR rahai hi to ut Jana chaye khid ko relax krkai dobara market ke taraf ana chaye air achai setup ka intizar krna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

        Forex mein agar aap nay knowledge hasil ker rakha hai tou phir aap khud ko forex mein loss kay dar ya pressure sae bachnay kay lye iss mein experiance ko bhi improve kerna.chahyea aur iss kay lye demo account mein serious ho ker trading kerain iss sae aap kay exoeriance mein izafa ho ga aur aap ki trading skills strong hoon gi
        • #5 Collapse

          Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

          Asalamo alikum dear ferind bilkul sae kha kuk hosla hona chiy hme forex mai hr tra h halat ka samna krny k ley jab hm profit dek kush hoty hain ese tra agr loss ho gya to sabr krna chiy or kuch sekna chiy aek acha trader kbi b pressuer mai kam nai kryta cool mind ho k fasila krna betar faisla sabit hota h
          • #6 Collapse

            Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

            jop bhe traderss under pressuree ho k kaam krtai haiin wo kbi kmyaab nhee ho sktaii haiin ..q k trading krnaii k liye hmesha hmara relax mind hona chahiyaii taa k achaii see analysisng kee jaii aurr phrr us k bdd trade lgai jaii ta k loss kaa riskk bht kaam ho aur pressuruzed ho k tradiingg kraiin gy to hmesha nuqsaan hee kraiin gyyy
            • #7 Collapse

              Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

              Jab kisi ko profit aur loss hota hai to is par aik kaifiyat tari ho jati hai chahy wo pressure ho ya happiness ka ye dono aik trader k liye ghalat hai agar to ziyada miqdaar main ho
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

                G han bhai ap thek kah rahay hain, jab kisi trader ko loss ho to usay pressure main nai ana chaheay q kah agar woh pressure main aay ga to next trades par focus nai kar sakay ga jis ki waja say waha say bi usay loss hoga but agar woh pressure ko remove kar k relax ho kar trading karay ga to next trade say apna loss recover kar k profit earn kar sakay ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

                  g han pressure m a kr or streessed m rh kr trading krnae sa ehmesha loss hy hta ha apko cheyae kae ap forex pr axe trah mht kr kae kam kro or axe trah forex pr profti bano isi trah kamyaab ho skty ho agr p dr kr kam kro gy tu glty kr skty ho or us glty sae apko bht zyda loss b ho skta h ais lyae in choty gltyo sae bachna lazmi ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

                    Ye to app ne bht hi zabardast baat ki hy forex trading kertay huay trader ko kabhi bhi pressure nai laina chahiye kiun k trading wese hi aik pressure wala kaam hy is lie ager jitna bhi loss ho jaye trader ko bilkul bhi pressure nai laina chahiye is se traders ki abilities disturb hoti hain or wo kabhi achi trading nai ker sakta is lie trader ko humesha relax rehna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

                      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein trade open karna chahte hain to hum Apne mind sacred open kar sakte hain Agar Hum Ko dusre Kehte Hain Ki ya trade Aise open karo Aur Woh Hamein pressurize Karte Hain To Hamein trade bilkul bhi open nahin karna chahie Agar Hamara Apna mind Hamein jyada to nahi deta Tu Agar Hamesha Sath Karenge to hum bahut Bade nuksaan Ka Shikar ho sakte hain aur ham Pakistan Forex mein bilkul bhi Kamyab Aise Nahin Honge thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

                        Ji Hamen pressure Mein Aakar bilkul bhi trade open Nahin Karni chahiye Agar Hum Tere Shahar Mein Aakar trade open Karenge to Hamein bahut bada nuksan ho sakta hai isiliye Hamein trade open hi nahin Karni chahiye Agar Hum trade open karna chahte hain to Hamein market ko bahut jyada analyses kar ke baad mein trade open karna hoga FIR Hum accha profit Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

                          G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai forex ek risky business Hai is men trading krny k liye traders ko kabi bi under pressure ni hona chaheye kyun KY trading krny k liye mind jitna relax aur tension free ho GA utni he kamyab trading k chances ziada hun ge is liye koshish kren k jab bi trading kren apny mind ko bilkul relax rakhen aur apna poora focus market ki movement par rakhen tabi ap kamyab ho sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

                            forex mai hamy relax ho ky kam karna chahey hamy kise ky under pressure mai kam nahi karna chahey forex aik independence business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex ko hum apna professional career be bana sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders ko kabi be under pressure nahi hona chaye

                              dear fellows achi trading k liye relax and slow way main trade karein,Market men confirmation ka wait kerna and jese hi confirmation milti hai usi time hi trades ko open kerna hi good traders ki skills hoti hain, forex men time zaya nhi kerna hota hai or confirmation kia wait boht zroori hota hai jis se market ko analysis kerny men help mil jati hai and time bhi mil jata hai,under pressure honay say ap ko kuch nahe milta hai
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X