Fibonacci Retracement Seekhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci Retracement Seekhna
    Forex market retrace zaroor hoti hay aur metatrader 4 main aik indicator use hota hay jis ko fibonacci retracement kehty hay aur agar hum esko chart par lgaye gay to humay andaza ho jata hay keh market nay jitna reverse move karna hay aur humay chahiye keh esko lazmi use karen es trha he humay ziada elam ho pata hay keh kaisy achi trade lay sakty hay
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibonacci Retracement Seekhna

    Fibonacci retracement per market reverse move keri ha lekin jab market apny pivot point ko cross kerti ha tou wahan sy reverse market ka chance ban jata ha aur market main reverse side per trade open ker ky profit hasil kia ja sakta hai isliay fibbonacci retracement ko learn kerny ka faeda hota ha jisy learn kerna chaiay
    • #3 Collapse

      Re: Fibonacci Retracement Seekhna

      Fibonacci retracement sy trader ko advance mn andaza ho jata k market kahan tk move ho kr reverse ho skti h. Es sy current trade ki closing aur future trades ki ooening mn bht help milti h. Agr theak sy samjha jay to ye signal provider sy zayada behter idea h.
      Just view ???, Like kon kry ga???
      • #4 Collapse

        Re: Fibonacci Retracement Seekhna

        G han brother ap thek kah rahay hain, agar hamain kisi tarah market ki reverse movement ka pata chal jaay to es say achi trades open kar k acha profit earn kar saktay hain aur retrace movement ka pata laganay k leay hamain fibbonacci retracement use karna chaheay.
        • #5 Collapse

          Re: Fibonacci Retracement Seekhna

          Gee han forex main retrace zaroor hota hai main b fibonacci indicator ki study ki hai yeh b trading k liay kafi acha hai is main b forex ki tarah learning karna hoty hai phir yeh use karna aata hai is fibonacci indicator ko jab chart par lagate hai phir pata chal jata hai ab market kis tarf move kare gi phir hum is isay use kar k acha paisa kama sakte hai is liay hum ko isay b use karna sikhna chayie
          • #6 Collapse

            Re: Fibonacci Retracement Seekhna

            market main kam kar k hi hum sucss ho sakty hain aur market main hamain information lay k enter hona ho ga tab hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain is forum main kam kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain demo main practice karien gay tab hi hum real main bi perofmr kar skaty hain ta k earn karein gay
            • #7 Collapse

              Re: Fibonacci Retracement Seekhna

              market main har chez ko soch samjh k krna ho ga tab hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi palning kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain demo main practice karien gay tab hi hum achi trade kar k hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum run karien gay
              • #8 Collapse

                Re: Fibonacci Retracement Seekhna

                is forum main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karin gay aur hamain is forum main bi kam karny k liye learning karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain demo main practice kar k hi hum achy say trade karein gay aur hamain analsye kar k hi hum achi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi tab hi hum is forum main bi trade kar k hi hum run karin gay
                • #9 Collapse

                  Re: Fibonacci Retracement Seekhna

                  is forum main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aru hamain market main planing kar k hi hum sucess hon gay aur is forum main anlaye kar k hi hum achi trade karien gay aur is forum main learning kar k hi hum achi trade karien gay tab hi hum run karien gay aur hamain information achi ho gi tab hi hum real main kam karien gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Fibonacci Retracement Seekhna

                    fibonacci retracement aik acha technical tools ha jis ko hum Apne price action stragety me use kartay huey market kay reverse point ko or deeply understand kar sakte hain ap ko chahiey kay ap complete fibonacci retracement ka knowledge hasil karay takay ap jub fibonacci retracement ko aplly karay tu completely rules kay sath market ko analysis kartay huey right reverse point find kar ke entry le sakay
                    • #11 Collapse

                      Re: Fibonacci Retracement Seekhna

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                      Forex market retrace zaroor hoti hay aur metatrader 4 main aik indicator use hota hay jis ko fibonacci retracement kehty hay aur agar hum esko chart par lgaye gay to humay andaza ho jata hay keh market nay jitna reverse move karna hay aur humay chahiye keh esko lazmi use karen es trha he humay ziada elam ho pata hay keh kaisy achi trade lay sakty hay
                      Aapki baat bilkul theek hai traders ko acchi trading karne ke liye ine Sab chijon Ko sikhana chahie is share traders acchi trading kar sakte hain aur traders ki success Hasil karne mein yah bahut jyada helpful sabit ho sakti hain aap
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Fibonacci Retracement Seekhna

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                        Forex market retrace zaroor hoti hay aur metatrader 4 main aik indicator use hota hay jis ko fibonacci retracement kehty hay aur agar hum esko chart par lgaye gay to humay andaza ho jata hay keh market nay jitna reverse move karna hay aur humay chahiye keh esko lazmi use karen es trha he humay ziada elam ho pata hay keh kaisy achi trade lay sakty hay
                        Aapki baat bilkul theek hai traders ko acchi trading karne ke liye ine Sab chijon Ko sikhana chahie is share traders acche trading kar sakte hain aur traders ki success Hasil karne mein yah bahut jyada helpful sabit ho sakti hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Fibonacci Retracement Seekhna

                          g han fibonacci retracement aik acha indicator h lakin hm ksi b aik indicator py depend ni kr skty koi b indicator 100% perfect ni ho skta forex trading mn hm possibilities ko count kr k trading kr rhy hty hen koi aik indicator aik direction predict ni kr skta boat dfa market against move kr jati h r loss ho jata h lakin yeh aik acha indicator h is py hmen practice krni chaiye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X