Agar hum nay fundamental analysis ko deeply seekh lea to humay market main nuqsan ka risk kam say kam hota hay aur es base par hum market main bohat achi earning kar sakty hay es liye humay chahiye keh agar humay eskay bary main nahi pata to lazman esko seekhain kyun keh knowledge ko jitna ziada waseeh karen gay us main humara apna he faida hota hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим