jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..
    dear forex markeet main jub tak ham entery aur exit time pay nai laitay hain kisi signals ko time say pick nai krtay hain tab tak ham markeet say achi earning nai kr saktay hain hamko kuch bhi zaida faida nai ho sakta hay aur agar ham is main time k paband hain to ham har lose ko bhi profit main change kr saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

    g bilkul theek kah rahy haain forex main time ki pabandi nahi karain gay to hum achi tara kamyab nahi ho sakty ahain kyu k jab hum time pay trade nahi open kaarin gay aur naa he time pay market ko analysis karain gay aur na he time pay signals pick karain gay to hum kisy achi earning kar sakty haian aur kesy kamayb ho sakty haian sahi toor pay .
    TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
    Please visit my trading journal from here
    • #3 Collapse

      Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

      Hamy har jam my ham ko taime dyna chiya ham taime dygy to tb hi ham kamyab ho paye gy kamyabbhony liya ham ko taime zaorrr dyna chiya hamy gaine sy hi sab kuch mikta hy ham taime zeada dyty yy to ohr tb hi ham kamyab ho paty yy sahi mhnat kr sgty hy ham sahi kamyab ho paty hy ham
      • #4 Collapse

        Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

        Dear your right
        1: market opening aur ending time
        2 : aap ka apna mood jab trading ka mood ho tab krin
        3: jis waqat aap ko koi tension ho yaa pershani tab trade na lagye
        • #5 Collapse

          Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          dear forex markeet main jub tak ham entery aur exit time pay nai laitay hain kisi signals ko time say pick nai krtay hain tab tak ham markeet say achi earning nai kr saktay hain hamko kuch bhi zaida faida nai ho sakta hay aur agar ham is main time k paband hain to ham har lose ko bhi profit main change kr saktay hain.
          Assalamualaikum ji bilkul bhai Jab Tak Hum Waqt ki pabandi nahin Honge Hamein kamyabi ke bare mein sochna bhi nahin chahiye Kyunki Waqt ki pabandi Mein Hai kamyabi Mil sakti hai Aakash Taur par Forex trading Main To Hume bilkul Waqt Ka band Hona padega Tu Hai Hum trading ko samajh Payenge marmik Eid ki movement ko dekh Payenge Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
            dear forex markeet main jub tak ham entery aur exit time pay nai laitay hain kisi signals ko time say pick nai krtay hain tab tak ham markeet say achi earning nai kr saktay hain hamko kuch bhi zaida faida nai ho sakta hay aur agar ham is main time k paband hain to ham har lose ko bhi profit main change kr saktay hain.
            Assalamu Alaikum Forex trading business Mein timing ki bahut jyada value hai agar aap Sahi time par Sahi Pare par trade co open Karte Hain To aap usme Jyada acche a prophet ko Hasil kar sakte hain Kyunki Hamen Jab Tak sessions aur Market ki proper timing ke bare mein Maloom Nahin hoga hamm 1 successful trade nahi laga Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

              Hi g bel kul.kamtabi haseelnkrny k leye waqt ki pabandi bohat hi zaroori hai hany chahiye k hm waqt ki pabandi karein waqt ki pabandi hmbkarein gy to hi hm kamtabi haseel.ke sakty hein aj ka kam aj hi krna chahiye kal.py nahi dalna chahiye kyin kal aur kam ho ga aur wasy b kal kis ny dekhi hai is leye aj ka kam aj hi karein aur aj ka kam aj usi surat main ho ga jb hm waqt ki pabandi karen gy to hi
              • #8 Collapse

                Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

                As-Salaam-Alaikum dear friends Jab Tak Hum Apne time ki ki pabandi Nahin Karenge Tu Ham Kamyab kaise ho Honge time ki pabandi Karni chahiye ISI Tarah Forex trading mein Hamein Apna Kaam time ke sath karna chahiye Agar ham pabandi ke sath apni tried open Nahin Karenge market Ko analyses Nahin Karenge time ke sath acchi trading kaise karenge Hamein kamyabi Hasil nahi hogi aur na hi accha profit milega isliye Hamein kamyabi Hasil karne ke liye time ki pabandi Karni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

                  G han dear kisei cheez ko serhkna huo to ousyy proper time dena prta ha isei tara agr forex main kamyab hona chahty hai to pak forex ka time table hona chiyee daily ka itna time meny forum par posting karni hai itna time meny demo account main practice karni hai agr real account use kar rhy hai to itna time meny real account main denaa timetable bana kar chalyy gyy to ap ky bi asni huo gei our seehk bi jldi jaiyu gyu..
                  • #10 Collapse

                    Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

                    Kosi bhi kam mein agar aap chahty hain ky kamyab hon to aap ko waqt ki pabandi kqrna lazkm hoya hai. ap ky liye zaruri hai k daily ka kam daily karyn aur waqt ki pbndi ki ehmiay ko janyn.Ap ko chahye ky ap ek waqt rkh lain jis mein ap roz kam kryn aur din ki rputine mein is ko proper waqy dia kryn.
                    • #11 Collapse

                      Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

                      Hi g bel kul kB tk hm time k pabandi Nahi Hons gy us waqt tk hm Kisi b kambko.ain kamyabi haseel Nahi Jr sakty kamyabi haseel krna bohat hi mushkil kam Hain Han per ager hm time k pabandi ho hae gy to pher hm duniysn k kamyab tareen administration BM sakty hein waqt ki pabandi to bohat hi zaroori hai ager koi apni shop time py na khuly to us k bohat sy customers dosro shop py chalen jae his sy us ko bohat loss ho yehi misalignment hat kam main hai k waqt ki pabandi bohat hi zaroori hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

                        G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai jab tak hum tiem ki pabandi ni kren ge tab tak hum forex men kamyabi hasil ni kr saken ge kyun KY jab hum time ki pabandi kren ge to hum apni postings ko time par target tak le kr ja saken ge jis se hum acha bonus hasil kr saken ge us k ilawa jab bum ek time frame k mutabiq forex trading kren ge aur apni practice kren ge to hum trading ko kamyab bna kr ache earning kr saken ge time k mutabiq chalny waly he kamyab hoty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

                          Jba taka ham taime k paband nai hoty hy tb tak ham ko nai sochna achiya k ham jald bazi kry gy ham esy hi kamyba ho jaye gy ham sahi kam kr pate gy ya sab ham nai kr sgty hy ham ko krna bhi nainchiya hamy chiya ham hakdbbazi na kry ham sahikam kry oyr han achy sy manige kry sab kuch
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jub tak ham time k paband nai kamyabi k baray main sochna bhi nai chaye..

                            forex main time ki bohat hi ehmiyat hain hamy is main time table bana kar target set kar ky is main kam karna chahey pher hi ham is main kamyab hi kar acha profit hasil kar sakty hain or apni zarorto ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain yai east or wast main tezi sy phelta howa legal business hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X