Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.
    Dear forex member Forex trading aik real bussiness hay but is main kamyab hony ke leay bohat mehnat ke zarorat hoti hay. Trading main suro main success bohat kam milti hay but ahista ahista kamyabi ap ke qadam chomy ke bus ap ne mustaqil mizaji se Forex ko learn karty rehna hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

    Hi g bel kul kamyabi k leye hamy mustaqeel mizaj du kam krna ho ga aur agy barhana ho ga aur kamyabi haseel krni ho gi hsmy Chahiye k. Is Forex sy zaida sy zaida profit earn karein aur agy barhein mustaqeel mizaj ki apnsen ye bohat hi zaroori hai soch samaj k kam karein aur kamyabi haseel Karen ye to bohat hi acha hai hsi us leye khub mehnat karein
    • #3 Collapse

      Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

      Bilkul Sahii Kahaa hai Aap ne Dear FoRex Main kaaamyaab HoNay k LiYe patiEnCe Ya Mustakil Mizaaji bhoT Zyaada ZarooRi Hai q k iS k Baghair Na hii FoRex Main Kaamyaabi Haasil ki Jaaa sakti Hai or Na hi proFitable Trading Ki Jaa Sakti Hai q k aagar PatiEnCe Nahi HoGa To JeSay hii Market oPposiTe MoVe Jaray Gii Koi bhi Trader Baghair SoChay Samjhay Trade Ko CLoSe Kar Se Ga jo k BhoT bari Ghalti Hai Q k Trade Lagaa Kar Wait karna Bhot ZarooRi Hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

        G bhai ap ne thk kaha ha trading mein sb se best chew, yehi ha k traders mustaqil mizaji hn jo trader mustaqil mizaji se apni learning complete krty haen aur apni practice achi trha krty haen wohi traders aghy jaa k success hasil krty ha
        • #5 Collapse

          Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

          Dear brother forex trading men yeh bat sub jantay hen k no earning without learning iss liay forex trading ki learning pe mehnat karna aur phir phir regular trading karna kamyabi ki zamanat hota hey jo log bagher learning k trading start kar letey hen woh jaldi nakam ho jatay hen
          • #6 Collapse

            Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

            Ap ko chahye hota hai ky agaar aap forex business mein kamyab hony ki soch rahg hain to aap ko mustaqil mizaj hona chahye agar ap ne firex ko apni job smjh k kam karna hai to ap ko roz ka roz bard work jari rkh a pary ga aur ksii qism ki susti ki gunjaish nahin rkhni chahye.aur aap is trha step by step kamyabi ki trag ja skty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

              G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai dear mery kheyal me har kam ko learning karny me time lagat hai qk ham jo bhi kam sekhny jatya han us me hamen us kay bary me kuch bhi pata nhe hota so us ko sekhny kay lye time to lagay ga or agr ham mahnat sy kam karty han to jaldi he sakh sakty han
              • #8 Collapse

                Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

                G han sir kamyeabi kay lyea ap ko un thakahn mehant karna ho ge thabi ap kamyeab ho sakty hein forex trdder aik aisa plate farm hai janha say ap asha khasa prift earn kr sakty hein or apna mustqbil sanwar sakty hein sirf apkay pass learning ashi honi chyea jiske base pay ap asha khas prift earn kr sakty hein or apna mustqbil bright kr sakty hein
                • #9 Collapse

                  Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

                  Forex.mein mustaqil mizaji bahut zaroori hai iss sae aap kay knowledge aur experiance mein bahut jaldi izafa hota hai forex sae agar aap benefits kena chahtay hain tou aap ko iss mein mehnat aur lagan sae kaam kerna chahyea ta kay aap iss mein kamyab ho sakain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

                    kamyabi k liye kro na mehnat bilkul thek kha hai dear mery kheyal me har kam ko learning karny me time lagat hai qk ham jo bhi kam sekhny jatya han us me hamen us kay bary me kuch bhi pata nhe hota so us ko sekhny kay lye time to lagay ga or agr ham mahnat sy kam karty han to jaldi he sakh sakty han
                    • #11 Collapse

                      Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

                      Jee han Friends ap bilkul tak bol raha hein ku kay jab b hum koi business open karta heun tu humara lyia important hot hay kay hum is ka struggle say Musthkil majzi say aram say time spend kar kay hum Knowledge Experience gain kar len or Forex mein b asa he hay tu hum successful hein.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

                        G Bilkul Bhai bhai Agr Humain Is Business mein Kamyab Hona hai to sabse phly Humain is Business mein hard work krna parega or hum is Business mein easily Earn kar sakain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

                          forex aik online business hai ham is main trading karty hain or ham is main investment be karty hain ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain hamy is main best experience ky sath is main learning karni chahey pher hi ham is main kamyabi hasil kar ky acha profit earn kar sakty hain or loss sy bach sakty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kambyabi ke leay ap mustaqil mizaji se learn karna ho ga.

                            slow and steady wins the race , mustaqil mizaji kamyabi ki zamanat hay , agar ap ki zaat mn mustaqil mizaji hy tou aap kisi cheez ko overlap nahin karen gy or jaldbazi ka yeh ult hy jaldbaaz insan kabhi bhi tamaam chezon ko haasil nai kar sakta hy , ic liye trading mn ic ka bohot amal dakhal hy ic liye ic ko apnana zaroori hy.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X