Use of Stop loss and Take Profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    trading kartay huway stop loss aur take profit ka use zyada hota hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas bohat achi skills hon ap achi earning kar saktay ho ap ko acha knowledge aur experience acha chaiye mehnat zaroori hay phir success milay gi bas har working chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      forex market men stop loss and take profit ko use kia jata hai jis se hamain achi help milti hai or in se hamain zyada loss ka bhi danger nahi hota hai or jo profit ham kamana chahty hain ham is men trget laga ker kama lety hain is ley both hi buhat achy tools hain.
       
      • #258 Collapse

        jee han main ap se itfaq kerta hon forex trading main kam kerne wale lazmi stop loss or take profit ko apni trading main use kere teke wo asani se achi earning hasil ker sake iss lye forex trading main learning ko lazmi kaha gya hi
           
        • #259 Collapse

          Jee bilkul agar hum apni trading main stop loss aur take profit use karen gay to humari trading main risl level bohat kam ho ga aur hum es trha ziada profit bna sakty hay.
             
          • #260 Collapse

            forex aik best online trading business hai es am koi kam karny ki muskil nhi hai agr ap es am trading karty hai to ap es ma stop loss or take profit ko use kar skty ho es sy ap ko loss nhi ho ga
             
            • #261 Collapse

              bhi agr ap forex am trading karty hai to apko es ma stop loss or take profit ko use karna ap k lye best hai es sy apko trading karny ma koi muskil nhi ho gi or ap easy trading kar sakty ho es ma koi muskil nhi hai
               
              • #262 Collapse

                app ki question ko main ans is tarha dana chau nga ka ki app ko hi bhi busienss main loos ki bina na hi kar sakega so profit karne se phyeli app ko loss ki baro main sos na parega bar na app kabhi business na hi kar saki ga.
                • #263 Collapse

                  bilkul nb nhn hamien stoploss ko bilkul b nhn slect karna chae hai is mai ham jitna sirf take profit laina chae hai is mai hamien fiada hota hai agar ham stop loss laina chahty hai to ap ko is mai utna zaida hi faida ho jo k ap k liya acha hai
                   
                  • #264 Collapse

                    stop loss aur take profit intahai aham tools hain in ke baghair trade krna khtrnak ho skta hai aur loss ho skta hai iss liye hmain iss ko use krna chaiye apni techniques ke mutabik use krain kyon us ko ap behtr smjhte hain
                    • #265 Collapse

                      han dono he bohut he use full option hain per esko aap tab he use kerain jab aap ko trade ka pata naho our koshish kerain ke aap bgair janay trade start he na kerain aap ko khud he masla hoga..
                         
                      • #266 Collapse

                        profit jabhi milay ga jab trader ney trade sahi ki ho gi warna profit milna mushkil hai proper knowledge ho gi tu appko kabhi bhi loss nahi ho ga app prfit hi hasil ho ga
                         
                        • #267 Collapse

                          g han stop loss ko use karen aur loss se bachen q k yahe aik tareeka hai loss se bachne ka aur forex trading se earning karne ka,apko learn to must karna parhay ga uskay bagair apko market ko study karna nahi ayega stop loss bohat helpfull hai hum sab traders k liye
                          • #268 Collapse

                            hamain trading ker k every time market ko watch nahi ker sekty hain is ley hamain stop loss and take profit ko use kerna hota hai jis se hamain koi bhi prblem nahi hoti hai or hamain is men profit bhi ho jata hai is ley ye buhat hi better hain .
                               
                            • #269 Collapse

                              it is very good feature of Forex trading because if someone has to do other works they can make use of this feature to get enhanced profit and to minimize the loss
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                jee bhai ye baat sahi hay kay stop loss or take profit limits bohat hi eham hen or experienced trader kabhi bhi in kay bina trade open nahin kertey in limits kay bohat faida hay khas toor per us time jab hum online nahin hen or agar us time market men koe bari move ajati hay ton ye limits hum ko profit bhi deti hay or huge loss say bhi bacha leti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X