Use of Stop loss and Take Profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #5281 Collapse

    stop loss aur take profit ko hum market main achi trade kar k run karein gay aur market main planing kar k hi enter hona ho ga ta k loss kam ho saky aur market main experience hasil kar k earning ho skay gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #5282 Collapse

      yar meta trade main best toll hai jesay ap ba asani use kar ke faida utha skte ho is se apko jb loss hony lgy ga tu ap trading automatic jahan par ap ne loss stop lgya ho ga ruk jaye gi
      • #5283 Collapse

        Loss aur profit meta trade ka his a hai agar apko baar baar loss ho raha hai to apko sochne chaye k apse kahan ghalti ho rahi hai is pe tawajho deni chaye aur best planing se loss ko profit main badalna chaye
        • #5284 Collapse

          Stop loss take profit ik qism ki aap forex trading strategy keh sakty hain q k iss sy banda bahot ziada loss sy bach sakta hae aur take profit set krny sy banda naffy ko intime hasil kr sakta hae to stop loss aur take profit set krny wala trader acha reh jata hae.
          • #5285 Collapse

            forex trading main stop loss or take profit ka use karna chahye q k yah ayse thnique hai jis main hmari trading main bohat acha result milta hai es liye hmain apni trading main en ka use karna chahye forex trading main jub hum stop loss ko lgaty hain tu hmain loss k ahnces kam ho jaty hain or take profit hmari money manengment main help karni hai es liye har trador ko apni trading main es ka use karna chahye
             
            • #5286 Collapse

              forex trading mai stop loss or take profit hmari trading k liye yah donu bohat ahmiyat rakhty hain en k bagair trading karny ka koi faida nahi hai es se hmari trading se hmain kuj nahi milna hai es liye trading main stop loss hmari money manag ment main help karti hai or take profit hmain lss se bacahta hai es liye har trador jko eska use karna ana chahye ta k hum forex main kmyab ho saken
               
              • #5287 Collapse

                Stop loss and take profit ka use Humko apni treadmill Aaj nahi karna hai agar Hum stop loss and take profit to use Karenge Toh Humko kabhi bhi treadmill aaj ka Samna nahi karna padta Humko loss Ho Vijay to bahut small Hota Hai Jiski wajah se Hamare account mein trading safe ho jati hai aur Hamare liye kaam karna bhi market safe's rehta hai
                • #5288 Collapse

                  is main hum stop loss aur take profit lga k hi hum is main acha earn kar skaty hain so hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main trade karny k liye experience hasil karna ho ga ta k achi trade karein gay aur market main anlayse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum market main trade karny k kabil hon gay aur market main earn ho gi
                  • #5289 Collapse

                    Stoploss and take profit are very important for forex tarading.
                    Stop loss ka mtlab hai k aap trading kerte waqt aik target rakhte hain k iss se over loss mjy na ho jab jese hi market aap ke target ho hit kare gi aapki trade auto pe close ho jy gi.
                    Take profit ka matlab ye hai k aap jab koi order lagate hain aur mind men ye sochte hain k main ne market ko analyse kia hai to wo itne pip up jy gi aur itna hi mjy target rakhna chahiye issi ko take profit kehye hain, ki bar market hamare target ko hit ker k dobara apni jaga pr aa jati hai to isliye hamen zarur take profit lena chahiye.
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #5290 Collapse

                      agar hum apni trading ko safe karna chahty hay to eskay liey zarooir hay key hum take profit aur stop loss ko use karty hwy trading karen tab he humari trading achi aur kamyab ho sakti hay aur humay chahiey keh take profit ko lazmi set karen es trha agar hum market par avaible nahi hay to hum market main profit ko miss nahi kar saky
                      • #5291 Collapse

                        sab say main cheezain hay keh hum stop loss aur take profit dono ko use karen kyun keh enko use karty huway he humari trading achi hoti hay aur humay chahiey keh enko apni trading ka hissa bna lain tab he hum esmain safe reh sakty hay aur market main profit ratio increase kar sakty hay
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #5292 Collapse

                          jee ha sir sahi kaha ha apnay forex ma hamay lazmi hi stop loss or take profit lagana chahiye qk isay agar hamay profit kam hota ha to usay hamay loss bhi nai hota ha islay bs apko ma yahi kaho ga kay apko har currency pay stop loss lagana chahiye takay market agar selll bhi ziada chali jay to loss kam ho apko
                          • #5293 Collapse

                            hanji sir stop aur take profit forex mai boht he zrori hoy hain aur isko use krna aik professional trader k nishani hoti hai ager iska use nahi karty tu wo kabhi forex mai successfull trader nahi ban sakty kun k forex mai markeet kabhi bhi app k againts ja sakti hai jiss say app ka account wash ho sakta hai.
                            • #5294 Collapse

                              dear forex member forex trading mn stop loss lagana aur take profit lagana boht he ziada fayda mand hota hay is say account wash hony ya bilkul khatam hony sy bach jata hy. jab karobar ko loss sy bachany kay liy ek tool hamen available hy to hamen risk ni lena chahye balky us sy fayda uthana chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #5295 Collapse

                                bhai ap ke bat sa mein agree hun jab hum apni trade mein stop loss or take profit use karta hain tab hum loss sa bach jata hain agr loss hota bhe hai to wo bhut kam hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X