Hello doston, Assalamualaikum, umeed hai ke sab theek honge. Meri taraf se aap sab ka khair maqdam hai. Main kuch dino mein market se related ek post share karne wala hoon, lekin us se pehle main chah raha hoon ke aap logon ke saath thoda discuss...
Planning aur trading strategy mein farq yeh hai ke planning aik broader tayyari hoti hai jabke trading strategy practical execution ka tareeqa hota hai. Planning mein aap apne trading goals set karte hain, jaise monthly profit target, capital...
GBP/USD ka pair is waqt 1.3515 par trade kar raha hai, aur bullish trend ke asar dikhai de rahe hain jese buyers ka momentum barhta ja raha hai. Yeh pair ne haal hi mein 1.3474 par support hasil kiya hai, jo ek ahem level hai aur neeche ki taraf...
Aaj ke din USDJPY currency pair ke trading ke liye kuch important analysis ki gayi hai, jisme support aur resistance levels par zyada tawajjo di gayi hai. Is waqt pair ki current price 144.189 ke aas paas hai, jo ke market ke mood aur price action...
Is haftay European Union ke liye jo naye maashi figures samne aaye hain, unho ne euro ki demand ko dusri currencies ke muqablay mein barhaya hai. Khaaskar Germany ke GDP mein izafa Friday ko aik aham surprise tha. Europe ki sabse badi economy ne...