Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !
    Traders ko jab forex trading mai loss ho raha hota hai tu iss time per traders emotional control na hony ke waja say tension mai aa kar trading karna start kar daite hain. Tension mai phir decision making b achi nai ho sakti hai aur market analysis b achi trah nai hosakta hai . iss liye ager loss ho jiye tu apny app ko tension say door rakhin aur trading mai jaldi enter honay k bajy nai saray say proper analysis karny ke baad he nai trade ka decision lain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

    Dear brother aap ne bilkul theek keha k jab loss hota he to buht sare members emotional ho jate he or tension buht laite he is liye hame chahiye k jab bhi loss ho jai to Thande demagh se usko analysis kare k kia mistakes hui he jis ki base per mujhe loss ho reha he hame loss ki fikar nahi kerni chahiye us se mazeed loss hoga or hum tension leker baith jaenge or hum se phir trading nahi hogi.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

      Dear friends app bilkal theak kha raha ha agr humara loss ho jy tho hum tension LA late a ha orr hum.jalde ma apna profit pir sa hasil karna ki laluch main orr loss kra late a ha plz tension na lia kra orr sabr sa kam kia kra
      • #4 Collapse

        Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

        Jada Jada posting daily basis pakare Marathi typing speed Hogi apni typing ko increase kar sakte hain aur Apna workload yahan par kaam kar sakte hain kya kya kar sakte Hain Log Yahan Par kaam kar rahe hain ki moment ko aur iski acche se Jante Hain Kabhi Kam Nahi Karna Chahenge kam karne ke liye time ke liye kya karna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

          G bilkul ap nay sahi kaha ha k business jo b ho us main humey start main thora bohta experience k ley loss uthana he parta ha or forex tu phr international online business ha is main apko start main experience k ley loss uthana he parta ha agr hum us loss ko ley kar tenshan ley kar us k bad tenshan main he trading karyn gy tu humey tenshan main ki hoe trading or loss karwa dey gi is ley loss k bad wali trading bilkul relax ho kr karni chaey.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

            yes dear main bhi ap kii post say agree karta haun jab bhi ham ko loss hota hai tu ham bohut ziada tention lay laity hain jiss say apko aur ziada loss ho jata hai ap ko jabbhi loss ho tu foran dosri trade na lain aur kuch dair rext karin aur jab bhi ap new trade lain tu pehly loss ki tention apny mind say nikal kar phir trade karin phir ap ko loss nahi ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

              Dafinately forex trading main loss ka chance bht ziada hota hy or is main bht se traders loss kertay hain or bht se traders emotional ho ker trading main loss ka bht tention laitay hain or aise main tention main a ker mazeed loss ker daitay hain is lie trading main kabhi bhi tention na lain tention lainay se loss kabhi cover nai ho sakta balkay mazeed loss ho jata hy
              • #8 Collapse

                Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

                forex traders ko jub losse ho raha hota hai tuw kuch tradders is bat ke tension laityea hein or jiski waja say un ko mazeed nuqsan ka samna karna parta hai so agr ap ko nuqsan ho raha hai tuw ghabranyea ke koi bat nahi ap ko learn karna chyea apni ghaltyeuo say be or dobra khosis karni chyea ap ko zoror profit ho gaw InshaAlhaa
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

                  tesnion loss ki zyada hoti ha jab bhi ham ko loss hota hai tu ham bohut ziada tention lay laity hain jiss say apko aur ziada loss ho jata hai ap ko jabbhi loss ho tu foran dosri trade na lain aur kuch dair rext karin
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

                    G Han bilkul ap ne bohat ache baat ki Hai aisa he Hai tension. Kisi bi problem ka solution ni Hai jab bi ap loss hone par tension Lyn ge to ap loss ko recover ni kr saken ge balky mazeed loss face kren ge kyun KY forex ek aisa business Hai jisy jitna ziada relax mind se Kiya Jae GA is men utni he ache kamyabi hasil ho ge is liye koshish kren. K. Loss hone par tension se door reh kr mazeed mehnat kren kamyabi zroor hasil ho ge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

                      forex trading main loss hona aik yakini amal hai es liye es par overreact nahi krna chahye basically tradingmain jub hmain loss hota hai tabhe hmara best tkim etrading ko milna chahye jis se apko apki trading main loss ko reciver karny k bary ain bhi hadayat milti rahti hai kbhi bhi jald bzi main loss ko recover karny ki kosish nahi krnai chaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

                        yes dear jaaab losss hota hain tu ziyda tention hoti hain loss ko dekh kar har trader mazeeed or tention main ho jata hain k itna loss ksy ho gya hain is tara forex main pher kamyabi nhe mitli ihain loss and profit ko dekh kar apne ap py kaboo pana yahi forex hoti hain agar bina learn kiye forex trading kare gy tu pher mazeed loss kar skte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ke sorat mai ziada tension lainay say mazeed loss !

                          Dear brother aap ne bilkul theek keha k jab loss hota he to buht sare members emotional ho jate he or tension buht laite he is liye hame chahiye k jab bhi loss ho jai to Thande demagh se usko analysis kare k kia mistakes hui he jis ki base per mujhe loss ho reha he hame loss ki fikar nahi kerni chahiye us se mazeed loss hoga or hum tension leker baith jaenge or hum se phir trading nahi hogi.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X