Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?
    Sub say pehlay tu ye baat hai k jo be traders hai wo sub k sub koshish kartay rehtay hai k kesi tarha kamyabi hasil kee jaye eskay keye wo sub kuch kartay rehtay hai lekan es mai aksar nakam be hojatay hai aor kuch aise cheezay hai jo nakami ka sabab ban sakte hai jaise k agar kesi k paas ache experience aor skills na ho jeskay paas patience skills na ho jo market ko study na kartay ho jo continues learning na kartay ho etc...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

    Dear brother forex Mai nakami ke Kaye wajohat hai jaisay ke app nai kaha learning aur skill ke kami ISS ke sath sath agar bnda emotion ko control na KR paye to be nakami face Kar skta hai proper money management na ho lalach karay ye saray nakami ka sabab BN sakte hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

      Dear friends app bilkal theak kha raha ha forex ko nakami ik waja sa ho sakthe agr insaan manaat na krne orr is sa ahsaan bissniss he nai hai plz app.na umeed na how's kra orr jitney ziada poste kr sakthy ha kra
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

        sub try karty hein kay hum kamyeab ho jayein forex trading mein koi ye nahi chahta kay hum loss ho jayein assl nakmi ke waja ye banti hai kay wo log jo bina learning kyea is field mein aw jatyea hein tuw unhyein phir loss hota hai or nakmi ka samna karna parta hai si is lyea forex traddning mein any say pehllyea humein lern kar kay ana chyea
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

          Trading mai nakami ki sub say bari waja bar bar ik ghalti ko duhrana aor experience ka na hona hai kiu k jab ik ghalti ko bar bar duhraya jayega tu same wahe failure samnay ayega aor apkay wo tamam trades nakam hongay eskay saat saat experience ka na hona hai jeski waja say aksar ghalt trades lagtay rehtay hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

            Dekhen dear forex men nakami Ziada hmari apni he mistakes ki waja se hoti Hai is men hum na to markeet ko bura keh sakty hain na kisi dosre ko kuch traders jald bazi men nakami ka samna krty Hain kuch traders Kam time men ziada ameer hone k liye short cut use kr k nakami ka samna krty hain kuch laalach kr k khud ko nakami ki traf ly kr jaty hain kuch markeet k trend k against trade lga dyty hain ye wo wajohat hain Jin ki base par nakami ka samna hota Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

              Janab yaha nakami ki bohat c wajoohatbho skti hain or choti choti reasons hoti hain jo apko bra nuqsan krwa deti hain jin mai lalach b shamil h is k elawa jald bazi or na tajarba kari b hain... Agr ap kamyabi hasil krna chahty hain to in cheezo sy bchna ho ga phr e ap kamyab ho skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

                trading mein 90% loag nakam hote hain is ki waja ye hai ke buhat zeyada loag greed karte hain jab bhi ham greed karrain ge to ham loss karain ge aur loss ki waja se ham dil tor dete hain aur arket ko chor dete hain to is se bachne ke liye mehnat karain greed ko control karain emotionless trading karain aur is ki practice karain ap ko is mein hi faeda ho ga aur ap ko maza aye ga ke ap earn kar sakte hain aur ap ki life change ho sakti hai magar just kuch rules follow karain aur bus
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

                  Trading main nakami ki bohat se wajohaat hosakti hain es main sab say barri wajah zaida risk laina hai,jab ham apnay balance say bohat zaida risky trades kartay hain tu hamein loss hota hai,es k elave jab ham log forex market main without technical understanding k he trade laga daitay hain tab bhe ham loss experince kartay hain,greed bhe forex main loss ki bohat barri wajah hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

                    forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique or kabe be band na hony wala business han is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pury pakistan mai legal or famous business ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

                      forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai pairs or currecny mai kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai nakami kab ao kis waja say ho sakte hai?

                        agar hum forex mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex aik online business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain or is mai hamara koi be boss nahi hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X