Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay
    humay ziada tezi say bhi kam nahi karna chahiye kyun keh jald bazi aur tezi main bohat galat designs lay hoty hay aur humay chahiye keh sabar kay sath trading karna seekhain esi main he faida hota hay aur hum market main tab he sahi say kmai kar paty hay humay mehnat karni chahiye es business main esi main he faida hota hay
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

    Dear friends app bilkal theak kha raha ha laikn ziada taze nuksaan kr dathe him surf forex main he nai kiss kam bhi jalde nai krne cahia kio OS's ma ziada tr loss hota ha app araam sa or soch samaj kr kam kia kra
    • #3 Collapse

      Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

      Agar ap jaldi mein trade open karte hain to apko is mein nuksaan ho sakta hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex hi best hain jis mein ap earning kar skate hain aur apko is mein apna nuqsan nahi karwana chahye aur humko is mein trade open karne mein jaldi nahi karni chhaye agar ap jaldi karte hain to apna loss karwate hain
      • #4 Collapse

        Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

        g bilkul sehi bat ke apnay humein jaldi say kam nahi lena chyea humein aram say thumal say kam karna chyea jaldi mein lyea howea faisly aksr ghalt sabit hoty hein or ap ko nuksan ka be samna karna parh sakta hai so is lyea aram say or sabbr say forec tradding mein kam karna chyea koi jald bazi nahi karni chyea sabbar ka phal hamesha metha hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

          jaldi bazi tezi nuksan krwati ha humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex hi best hain jis mein ap earning kar skate hain aur apko is mein apna nuqsan nahi karwana chahye aur humko is mein trade open karne mein jaldi nahi karni chhaye agar ap jaldi karte hain to apna loss karwate hain
          • #6 Collapse

            Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

            G Han dear bilkul theek kaha Hai ap ne hmesha jaldi ka kaam shetan ka hota Hai jis kaam men ap jaldi kren ge us men ap ko kabi faida ni ho GA balky nuqsan he ho GA forex ek risky business Hai is men jitna jald bazi se ruka Jae utna he hmare liye acha Hai kyun KY is kaam men jald bazi krny walun ko kuch hasil bi ni hota aur smaksar Un ka account bi wash ho jata Hai is liye khud ko aise kaamo se door rakh kr kamyab trading kren.
            • #7 Collapse

              Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

              Hi g bel kul zaida teezi nuqdan deti hai hamy Chahiye kbhm itdal main reh k kam karein yehibtheak ho ga hamary leye hamy Chahiye k hm Jo nbjam karein soch samaj k karein aur agy barhein aur kamyabi haseelnkarein kamyabi k leye mehnat bohat hi zaroori hai is leye mehnat sy jii na. Churaein air humat sy apna kam Karen
              • #8 Collapse

                Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

                Forex mein zyada tar esy hota hy ky aap agar kuch trades kamyabi se lga lhn to ap smjh lety hain ky ap expert bn gaye hain aur aap ko soch smjh ki zarurt nahin rahi. ap bgher analysis kh trades lgaty hain or jald bazi karnhlagty hain jis ka nuqsan yeh hota hy k sara profit losses mein convert ho jta hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

                  ye ek fact hai k kisi bhe kam main jald bazi say kam nahe laina chahye ,kion k ham log jab jald bazi say kam laitay hain tu ham galt faislay laitay hain jis ki wajah say ham galt rastay py nikal jatay hain es tarha ham apni manzil say bohat dur hojatay hain,dear fellow hamein soch samaj and thanday damag say kam laina chahye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

                    Jaldbazi ka kam shetan ka hta hy aur jaldbzii krny sy insan hmsha apna nuwsan krta hy aur apny e paon pr kulhari mrtaa hy islie forex main kamyab hny kilie bndy ko apny faisly soch smjh krr aur thndy dmgh sy leny chaiyen aurr achy wwt kilie sbr krna chaiye tb e act krna chaiye wrna jaldbzi m sb tabah hjata hy.
                    Mehnat Me Azmat hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

                      g han forex trading aik risky business hai es liye es main jitna hum jald zbi karengy otna he yah hmain mazeed risky milta hai es liye aghr hmain apni trading main kamyb hona hai tuhmain relex ho kar or aram se trading karni chahye jis main galti ki koi gnjaish na ho jald bazi main hum khud he apny loss ka sbaab ban jaty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

                        agar hum taze sy kam kary gy to hum apne mistakes ko avoid kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar skty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik legal business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

                          Dear member amazia Teji Se Kam Nahin karna chahiye kamco their kar Aur Pyaar Se karna chahie is Hamara apna fayda hai is Samay Jyada Jyada profit Hoga aur Hamara bonus padega Oram Khushal Zindagi Bhar Sarkar Sakenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Ziada Tezi Nuqsan Deti Hay

                            Gee han forex main baaz dafah aisa b hota hai hum taizy ki wajah se apnay forex ki cheezo ka khiyal nai rakhe jis ki wajah se hum ko nuqsan hota kabi galt lot lag jaty hai kabi kuch ho jata hai is liay taizy se kam karnay se behtar puray tools ko daikh laina chayie forum par b taizy ka khiyal rakhna chayie apny had main reh kar safe reh kar hi trading karny chayie phir hi sahi profit ho ga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X