Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?
    Of course es kisam ka practice sub ko karne chaheye k kuch na kuch learn zaror karay jab trade open karo aor close karo q k har trade kuch na kuch different cheezay new seekati hai aor wo trader kamyab be zaror hota hai jab har time aor har cheez say kuch na kuch learn zaror karta hai so har trader ko chaheye k apnay lagaye gaye aor closed keye howay trades say seekay...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

    G Bhai app belkul sahe keh rahai Hain hamai chaye ke apnai pas har trade ko note KR Leyaa karai aur bad Mai agar trade profit Mai Gaya ho to osske reason talash karai ke ye kin wajohat pe profit Mai Chala Gaya hai aur agar loss Mai Gaya ho to oss Mai apni ghalti ko talash karay aur ossko khatam karai takai aglai trade Mai hm say wo ghalti dobara na ho jaye
    • #3 Collapse

      Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

      blkk sahee khaa hai beshak tradee meiin loss ho yaa profiit dnoo situationss meiin hum kch na kchh zror seekhtaii haiinn agaar profitt ho too motivation atee haio hmm mein kam krnaii kaa shooqq brhtaa haiii aur agaar loss hoo haii too hmaiin lesson miltaa hai k khaaan ghltii hower haii us see sekh k agai kamyab howa ja sktaa haiii
      • #4 Collapse

        Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

        G brother aap ne sahi keha he k jab koi trader market me trading start kerta he to chahe usko profit ho ya loss ho to wo us trading se kuch na kuch zaroor learn kerta he. Agar us ka loss huwa to wo us per analysis karga k mujhe kio loss huwa kia mistakes thi agar profit hoga to wo us per bhi analysis kerega k mujhe profit kis base per huwa he wo konsi techniques he jis per mujhe profit mila he to dono soorton me traders ko kuch na kuch learn kerne ka moqa milta he.
        • #5 Collapse

          Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

          Apko baath bilkl haq ba janeb hai k har aos trade say kuch na kuch learn zaror karna chaheye jesko hum open kartay hai aor closed kartay hai kiu k ye humare performance ko be zahir karte hai aor humare next time trade ki value ko be lehaza ye baath zehan mai beta kar rakni chaheye aor har trade say kuch na kuch learn karna chaheye
          • #6 Collapse

            Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

            forex market itself ek bohat he barri teacher hai es liye hamein all time ready hona chahye k ham es say kuch na kuch sekh sakein,jab bhe ham koi trade lagaein tu hamein chahye k jab ham ose close kar lain tu hamein loss ho ya profit donu surton main hamein chahye k ham log os ko evaluate karein takay ham nay koi galti ki hai tu ham os main correction kar sakein ,or agar hamein koi strategy benefit daay rahi hai tu os ka zaida behter way main use kar sakein.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

              Agr hum forex mein experience rkhte hu tab bhe har trade ko time dena chahiye aur us se jo kuch seekhin us
              Ko copy pur note kr lein iss se yaad rehe gi." Esa kyu hota hey .kese howa "
              • #8 Collapse

                Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

                g han ap sahi kah rhy ha forex par aya kar hamay boht si cheezo sa learn karn parta ha forex par ya kar hamay apna har ik trade jab be open karta ha ya close hamay us trade sa sabak hi sakhna chayia aur chayia hamary koi be trade profit ma jaya ya loss ma jaya hamay is sa kuch na kuch to learn zaroor karna chayia is tyra sa apni trading ko kafi had tak improve kar paya ga a
                TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                Please visit my trading journal from here
                • #9 Collapse

                  Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

                  ko kaise Mar Jayega Forex trading Mein hard work bahut jyada acche wala kaam hota hai status Lekar jata hai aapke account mein aap Yahan Par bahut jyada earning kar sakte hain aap ko kaam mein stability bahut Nazar Aayegi kya aapne Kis Kis Se kaam karna hai. Uski kya hai technical analysis system kya hai aap ko mil sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

                    yes dear yahi wajha hay k ham forex markeet main kamyaab ho saktay hain aur yeh bhi jaan saktay hain k markeet hay kia aur yeh kaam kaisay krty hay agar ham apni har trades k badlay yeh jaan sakain k ham is main say kia hasil kr rahay hain aur kia kho rhaya hain is liye sab say best hay jo trades hamko lose day jaye aur jo trades hamko profit day jaye uski har ik moove pay nazar rakhna aur usay yaad rakhna he markeet main analsys hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                      Of course es kisam ka practice sub ko karne chaheye k kuch na kuch learn zaror karay jab trade open karo aor close karo q k har trade kuch na kuch different cheezay new seekati hai aor wo trader kamyab be zaror hota hai jab har time aor har cheez say kuch na kuch learn zaror karta hai so har trader ko chaheye k apnay lagaye gaye aor closed keye howay trades say seekay...
                      Hum koi bhi trade Karen Uske Hamein profit ho ya loss ho kya Hamari trade equal weight loss ho to hamein chahiye Ke Hum used trade se learn jaroor Karen ke Hamen kis wajah se profit loss hua tha
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

                        yes dear ju bhi ap trade ap karty hain ager unn trade say he learn karna chahin tu ap un say he kafi acha learn kar sakty hain koi bhi trades ap ki ager profit main close hoti hai tu ap ko diakhna cahheay k main nay kis chez ko daikhty hoay ye trade lgai jiss ki wja say mera profit hoa aur ager los ho tu ap ko diakhna chaheay k kis galti ki waja say loss hoa hai aur uss galti ko thek karin ta k next ap ko loss na ho.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Har trade say kuch na kuch learn zaror karay?

                          Ji ap jab proper analyzing ky bad trade lagaty hain aaur ap ki analysis achi ho gi to is se ap ko profit ho ga aur is ky ilawa yeh bhi ho skta hh k analyzing achi nah ho ya kisi or wjha se ap ko loss hjaye to loss ki surat mein ap ko chahye hota hyy k loss ki wajha malum karyn or loss se sewkhny ki koshihs kryn.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X