Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?
    Es baat mai koi shaq nahe k ziyada overreact karna ya ziyada overconfidence show karna kabi be trading k leye teek nahe q k forex business ik aisa business hai jes mai koi be perfect trading nahe kar sakta yani probabilities humesha say he rehti hai lehaza agar apkay paas ache experience aor skills be ho taab be apko chaheye k cool mind aor patience k sat trading karay...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

    Hi g bel kul sahi trading main overconfidence Hons bel kul theak Nahi hai hany Chahiye k hm mehnat sy kam Karen aur agy barhein confidence aik Achi cheez hai per over confidence sahi Nahi hai hany Chahiye k hm over confidence sy bachny aur Achi Sur decent Andaz sy apna kam Karen Sur kamyabi haseel Karen
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

      trading mein over confidencee honaa mtln jan bojh k apna nqsaan krna haii...jb bhee hmain profit hotaa haii to khud ko hm bht bara trader smjhnaii lg prhtaii gain aur over confidence ho jataii haiin...aur phr bghair sahe analysis k tradess lgnaii lg prhtaii haiin aurr nuqsaan kr bhttaii haiinnn
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

        G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k forex main ap jb b treading krty hain to apko chaiy k ap souch samjh kr kr treading krni chaiy agar ap over confidence bany gy to apko loss hoga q k forex treading main kamyab hony k ly apko experience aur knowledge ki zarurat hoti hai jis sy ap achi treading kr k acha profit hasil kr sakhty hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

          G forex trading business mein confidence ka hona zaroori hy lakin over confidence ka hona theek nhi hy kiok over confidence se trading karain gay tu is se loss hi hota hy aur over confidence se bach kar trading karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

            G Bhai app bekul sahe keh rahai Hain may appke bat say itefaq krta hn forex Mai har time aik jaisa nhe hota agar hamarai kuch trades in a row profit Mai chalai jatay Hain to hamai ye nahe karna che ke hm over confident hokay trade shuro kr dai hamai chahay loss horaha ho ya profit ho raha ho hamai apnai strategy ke mutabiq chalna chaye
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

              Overconfidence loss bhe kr jata hey. Good trader vohi hey jo market situations dekh kr trade kre .na k tukaah laga kr overconfidence se account wash krwa de apna
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

                Ye bilkul sahee hai k ziyada over confident hona kabi be ache cheez nahe aorkhas kar jab hum forex trading k hawalay say baath kar rahe ho confidence k saat trading karna koi ghalat nahe aor hona be aisa chaheye k confidence k saat trading ki jaye lekan ziyada over behave karna ziyada confident hona teek nahe kiu k koi be perfect nahe hota har kesi ki kuch na kich khamiya zaror hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

                  Yes dear trading main overconfidence hona thl ni hai confidence hona achri bat lykin overconfidence hona thk ni hai forex ek risky business hai is main kabi markeet against main ja skti hai overconfidence ho kar aksar bara risk le letyy hai jo bad main problem ka sabab ban jata hai lihzaa apny confidence ko increase krenn our overconfidence ko kam krenn..
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

                    Hi g bel kul sahi kaja k tradi.g main zaida overconfidence hona sahi nahi hai tradi.g main kya kisi b kam main over confidence nahi hona chahiye nahi to hamy loss ho ga is leye meyana eawi ikhteeyar karen gar kam apni limit main hi acha lagta hai is leye hamy chahiye k hm apni limit main hi reh k kam karen aur kamyabi haseel karen overconfedence ko apni zindagi sy nekal den
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

                      g han bhai ap ny shai bat ki hai or boht se logun ko un ki es adat ki wjajh se los sho jta hai es liye apko kbhi bhi apni trading k mamaly main over confidence nahi hona chahye jis se ap khud he apni traiding main misrtkes kar jaty hain or apko loss ho jta hai apni trading ko confidence ks ath karen laken over confidence kbhi nahi hona chahye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai ziyada overconfidence hona teek nahe?

                        agar hum zada over ho ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X