forex trading business mein short cut

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading business mein short cut
    Forex trading business mein koi short cut nhi hy agr hum forex trading business mein short cut se earning ki koshish kartay han tu is se loss hi hota hy aur account wash ho jata hy is liye mehnat karni cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading business mein short cut

    yes dear forex trading auk worldwide aur most profitable online business hy is business main koi shor cut way ni ke jis se ap bahut kum time main ziada earning ker sakin bulkey forex trading ko learn kerny ke liy ap ko kafi lengthy time chay tub hi ja ker ap forex trading se earning ker sakin ge
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: forex trading business mein short cut

      bussiness meiin kooi bhe shortt cutt nhee hotaa haii agarr koi bnaa bhe laiin too wo kabhii na kbhii bnd ho jata haii permantt nher hotaa haiii...islouyee hmaiin chaiyai k timee wastee na kraiin short cutss pyy wo hee time seekhnaii meiin lgaiin iss kaam k aurr proper treeqaii see kaam kiaa jaiii.....short cutss time wastee haiin bss
      • #4 Collapse

        Re: forex trading business mein short cut

        Zindage ke kise be shubai Mai agar app short cuts apply karaingay to appko nuqsan utana parega aur forex buisniss aik aisa buisniss hai jismay short cut aur luck belkul nahe Chalta iss Mai app ko mehnat krkai proper tariqay say trading krni hote hai tb app kuch Kama saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: forex trading business mein short cut

          Assalamualaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga aapke Agar Hum Forex main business kar rahe hain to hamein chahiye ki hum isme shortcut istemaal nahi Karen Agar ham shartcat istemal Karenge to Hamein loss hi hoga agar hamen as main profit hadil karna hai to humei shortcut istemal nahin karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: forex trading business mein short cut

            G bhai asal mai short cut kisi b chewz mai ho wo nuqsan k siwa kch nahi dy skta isliye apko short cut ki bjaye mehnat sy kam krna chahiye or jaha tk forex ki bat h to forex mai log short cut ki bjaye lalach krty hai or lalach k chkr mai apna profit b loss mai cnvrt krwa baithty haib
            • #7 Collapse

              Re: forex trading business mein short cut

              dear fellow forex market main short cut ki koi importance nahe hai es liye ye zarori hai k ham ek proper way main main working karein dear fellow agar ham koi proper strategy bana lain tu phr hamein os ki wajah say bohat he behter trade karnay ka moqa milta hai or ham long term es field main earn kartay hain jab k shortcut hamein short time k liye he faida daiti hai but ultimately ham os ki wajah say loss kar jatay hain
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: forex trading business mein short cut

                Forex trading ma short cut ke koi b gujaish nai hoti hai. trades ko chaiye ke woh forex trading ke learning proper tareeqay say time laga kar Karin. forex trading mai jo traders short cuts kay chakar mai parh jatay hain woh khabi b achy traders nai ban sakty hain aur forex mai kamyabi hasil nai kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading business mein short cut

                  Forex trading business mein hum kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum forex trading business mein mehnat kartay han aur mehnat kar k learning knewledge aur experience hasil kartay han aur forex trading business mein koi short cut nhi hy aur jo log short cut se kaamyaab hona cahtay han wo kaamyaab nhi ho saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading business mein short cut

                    No short cut "Slow and study win the race " wala formula krna chahiye bht zabardast hota hey. Shortcut se thora profit agr ho bhe jiye toh fayda nahi hey us k baad loss he ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading business mein short cut

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                      Forex trading business mein koi short cut nhi hy agr hum forex trading business mein short cut se earning ki koshish kartay han tu is se loss hi hota hy aur account wash ho jata hy is liye mehnat karni cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
                      Assalamualaikum bhai Forex trading business hai Jisme Hum shortcut nahi le Sakte aur Agar Ham shortcut Lenge to Hamein nuksan Ho Jayega Jo log Jaate Hain Jo Forex trading business Mein shortcut Hasil Kare Mujhe Nahin Lagta Woh Kabhi Kamyab ho sakte hain Yahan Bhi Hua forex business Mein easily survive bhi kar sakte hain Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading business mein short cut

                        Asalamo alikum dear ferinds bilkul sae bat ki es bat sy mai agry hu short cut ho ya proper rules k mutabik work in forex ye tab e mumkan h jab ap ko wel knowleg h fprex ka or experince es l elawa ap short cut nai b karen tab b ap ko forrx mai servive krna muskal lagy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading business mein short cut

                          forex mai hum live trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hamy short cut ko avoid kar ky kam karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading business mein short cut

                            Forex trading business mein Koi Short cut ki jagha nhi hy aur forex mein Short cut se nuqsan hi hota hy Short cut se hum kuch hasil nhi kar saktay han hum ko mehnat karni cahaiye mehnat kar k hi kaamyaab ho saktay han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading business mein short cut

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                              Forex trading business mein koi short cut nhi hy agr hum forex trading business mein short cut se earning ki koshish kartay han tu is se loss hi hota hy aur account wash ho jata hy is liye mehnat karni cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
                              Assam Alaikum shortcut Hamesha hi kamyabi ki taraf nahi le Jate balke is main sirf ek % successful hone ke chance hote hain isliye Hamein shortcuts ko avoid karna chahie aur proper tarike se trading co karna chahi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X