Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?
    Jab market mai situations kuch es tarha say ho k koi clear indication apko nahe mil rahe ho yani apko kuch pata chal nahe raha ho k akhir market ki trend kiya hai aor ye movement kis taraf karnay wale hai so es kisam k halat mai ziyada behtar hoga k trade laganay say guraiz kiya jayee aor os time taak wait kiya jayee jaab taak koi fair situations nahe bantee.
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

    dear bro aik asha trader hamesha market ko watch and wait kerta hy wo julbazi se kam ni laita isi tara jub market main uncertainty ho aur koi clear sign na milin to oreder place ni kerna chay bulkey wait kren aur aur jonhi koi asha entry point mily to trade lagany chay
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

      bht dfaa aisa hotaa haii k markett ke movemnt aiseyy hotee haiii...joo hmaraii smj mein nhee a rher hotee haii..prr ohrr bhee hum tradee lgataii haiin aisaa krnaa thkk nhee haii yeh bhtt bara riskk hotaa haiii hmaiin chahiyaiii k jb bhe kooi aisa moqqaa a jai too us din restt kiaa jaii tradiingg na kee jaiii
      • #4 Collapse

        Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

        Ji bilkul esiay he hey jab situation is na pata chal reha ho k market kaha jaye gi .toh trade na krin thora wait kr krin vo behtr rehy ga.kyu k trade mein market ki movement dekh kr chalna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

          Aksar aise trader hotay hai jo apnay trades k hawalay say clear nahe hotay lekan jald bazi aor anxiety mai trades laga daite hai jo baad mai onkay leye kafe nuqsaan ka zareya be ban jatay hai so es kisam k halat say agar bachna hai kesi ko tu onko zaror ye baath zehan nasheen karni chaheye k jab be market ki condition uncertain ho trades kesi be haa mai nahe lagane hai
          • #6 Collapse

            Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

            G Bhai app belkul sahe keh rahai Hain market kabi kabi aisa behave krta hai ke bndai ko samaj nhe araha hota ke next movement isske Kya hai bnda confuse hota hai to aisay sorate Hal Mai hamai trade belkul nahe krna chaye balkai !market ko smooth running Mai anay ka wait krna chaye
            • #7 Collapse

              Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

              dear fellow ap ye kasie taay karein gay k koi situation uncertain hai ya nahe even trade lagany k baad bhe aise situations ka samna karna par sakta hai es liye ye zarori hai k ham apnay ap ko es tarha say tayar karein k hamein har situation ko handle karnay main asani ho,dear fellow agar ham situation ko sahi way main handle karna sekh jayein tu ham kafi gain kartay hain.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

                agar market ki state clear na ho to humay chahiye keh market main trade na lgaye balkeh humay chahiye keh wait karen market ka jab acha moqa milay tab he hum achi trade entry lay sakty hay aur market main profit bhi tab he acha earn kar sakty hay esmain kabhi bhi lalach nahi karna chahiye lalach say nuqsan he hota hay humay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

                  forex aik international business hain hamy is mai uncertain situation ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

                    forex mai put off class business hain is mai hamyh uncentain situation trade mai guzerny sy guraz karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is buisness ko apna professional career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

                      forex aik world wide business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai trade laga kar kam kary gy forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be haisal kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

                        hamy market ke situation ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

                          assalam alikum wellcome to pakistan forex form .kabi kabi asaa hota ha market ki movement hamari samj sy bar hoti tub bi hum trade laga dathy ha jis sy hum ko nuksaan hota ha bilky hum ko is waqt trade karni chaya mocemrnt hameri samj ma ha rahi ho our fyda ky chance zyda our loss ky kam hu tub hum ko trade karni chaya
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Uncertain situations mai trade lagany say guraiz karay?

                            yes ham ko conform karna hota h aur forex trading ko kisi had tak risky business kah sakty han yeh business specially new users k liay barra risky hota hay is ke waja yeh hay k un ko trade ka zyada experience nahe hota lakin vo zyada profit hasil karny k liay zyada invest kar k profit hasil karny ka risk laity han halan k un ko thori investment say start karna chaiya ta k agr loss bhe ho to thora ho as tara ham success hasil ker sakte han....

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X