Support aur resistance ko hum kaisay samajh saktay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support aur resistance ko hum kaisay samajh saktay hain
    Forex trading mein hum support aur resistance ko kaisay samajh saktay hain jab RSI per baaz aukaat market support aur resistance line ko bhi cross ker jati hai agar aisae surat e haal ho tou humain kya kerna chahyea kyun kay wahan sae kuch pata nahin chalta kay market ki position kya ho sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Support aur resistance ko hum kaisay samajh saktay hain

    Support and resistance level ki calculation karni chaye, es key ley ham indicators ki help be le sakty hey aur manual be support and resistance level ki identification kar sakty hey, agar market previous support level ko break karta hay to ye previous support level market ka current resistance level ban jata hay aur market ka deep level market ka current support level ban jata hay esi tarha resistance level be market key bullish movement par depend karta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Support aur resistance ko hum kaisay samajh saktay hain

      Brother support aur resistance ko agar market break out karti hay to tab hamari trade wahi par close honi chaheay aur hamain apna stop loss support aur resistance say kuch faslay par rakhna chaheay ta kah agar market support aur resistance break ho to hamari trade khud say close ho jaay aur hamain zayada loss na ho aur phr hamain new support aur resistance ban'nay tak trade open nai karni chaheay.

      اب آن لائن

      Working...
      X