Umeed Chorna Nhn Chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

    G sahi kaha forex umeed pe hi qaim ha achay munafa ki umeed hi insan ko achi markets me lati ha umeed ka daman na choren market kharab sorat e haal me bhe ho tab bhe sabar se achay waqt ka intezar kren q k market ki sorat e hal tabdeel honay me waqt nahiblagta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kaam karte hain to Hamein ummid bilkul bhi nahi yaar nahi chahie Agar ham ummid har baithenge to hamesha main bilkul bhi kam hai aap Nahin Honge isiliye hamein chahiye kya main Pakistan Forex Main Agar bahut bada loss ho gaya hai aur Hamara account wash ho gaya hai tu Hume bilkul bhi Umeed nahi chodni chahi balke hamein chahiye ki Hamein is Se Bhi Jyada Austin karke bahut accha bonus Asil karna chahi ho sakta hai Aage Hum bahut accha profit Hasil kar sakte hain thanks
      • #18 Collapse

        Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

        G Friends bht achi bat ha humy kabi bi umeed ni chorni chaye forex trading me Kam k doran bht dfa loss or profit Kam Wala seen chal Raha hota ha log Kam sy ghbra jaty ha or Kam karna chor dety ha na umeed ho jaty ha humy kbi bi trading me asa ni karna chaye Balky mehnat sy Kam karna chaye Kam ko seekhna chaye jb hamra experience or knowledge acha ho Jay ga phr hum khud ba khud Kam kry guy or hum samj Jay gy Kam ko or na umeed ni ho gy
        • #19 Collapse

          Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

          Insan tab nai haarta jab wo nakam ho insan tab harta hy jab uski umeed tot jatii hy kio ky nakam insan br br ksish kr ky aik din wo ban e jata hy jo wo banna chahta hy prr umeed jiskii tot jatiii wo phrr wo kam e chr dtaa hy krna tw phr ksy wo kamyab hoskta hy islie apni umeed kabhi naa hara kren aur bhrosa rkhen.
          Mehnat Me Azmat hai
          • #20 Collapse

            Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

            Umeed hamein agay barhnay main madad daiti hai,jo log umed chor daitay hain wo kabhe bhe apnay aims hasil nahe kar saktay or jo log umeed ki base py apni struggle jorey rakhtay hain wohi log asal main apni manzil py pohanchtay hain,
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

              Bhai ap ki baat theak hai k forex market mai trade krtey waqat umeed chorna nahi cahey. Jo trader es umeed key sath trade krtey hai tou wo forex market mai successful bhe hotey hai. Ak trader ko umeed bikul nahi chorna.

              اب آن لائن

              Working...
              X