Forex me patience zrori hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me patience zrori hy
    Salaam Dear Friends, Forex trading me lot size low zada behtr rehta hy dar asal forex me basically hamen patience ka muzahira karna chahiye Forex trading me lot size hamesha kam rakhen iska aik faida ye bhi hoga k apka account zaada time k leay survive kary ga aur wash hony sy bach saky ga is leay forex trading md ap apni observation ko strong rakhen aur trade kren
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me patience zrori hy

    Bilkul Sahii Khaa Hai Aap Ne Forex Aik Aysa BusiNess Hai jiS Main PatiEnce bhoT Zyaada zarooRi hai Q k jiTna zyaada sabar kiYa Jaaey ga uTna Hii Faida bhi Hai or nuqsaan Ko Bhi itNa hii Kam kiYa jaa Sakta hai isLiYe HuMeN ChaahiTe K Agar hum FoReX Main kaamyaab HoNa chaahatsy Hain To sabar Se Kaam LeN Or Har kaam StEp wise Karen To kaamyaabi K ChanCes Kaafi Had Tak zyaad ho Saktay Hain...
    • #3 Collapse

      Re: Forex me patience zrori hy

      G Bilkul Bhai Humain Forex Business Kay liye practice ki bht zarrurat hai Jab tak Hum Practice nhi kar lety Tab Tak Hum acha profit bhi Hasil nehi kar paingy is liye Forex Business Mein practice bht lazmi hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex me patience zrori hy

        g ha forex ka bissniss paicene bahot zaroori ha kio ka iss ma forex ka bissniss ya nai pochta ka ya kon una sirf apna kam sa mutlub ha app jitne manaat kra ga app ko untna zaida profit mila ga
        • #5 Collapse

          Re: Forex me patience zrori hy

          G han brother ap nay thek kaha hay, hamain trading k doran sabar say kam lena chaheay aur kabi bi ek sath acha profit earn karnay k leay bari lot size nai lagani chaheay bal kah thora thora kar k profit earn karna chaheay aur sabar k sath continue rakhna chaheay, es say month k end tak hamara account bi save rahay ga aur ham acha profit earnn chukay hon gay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex me patience zrori hy

            g ha ap ne bilkul thik kaha hy hamy chahiye k forex me ham jaldbaazi na kary or ehtayat se kaam kary ta k ap ko is se acha faida hasil ho saky hamy is me jaldbaazi nahi karni chahiye is se hmy buhat loos hoga agar ham tasali se kaam kary gy to hi ham ioos se bach sakty hy or faida hasil kar sakty hy
            • #7 Collapse

              Re: Forex me patience zrori hy

              G Han dear forex business men saber he profit aur loss ko decide krta hi. Ager jald bazi men treading ke to loss hota hi.
              • #8 Collapse

                Re: Forex me patience zrori hy

                hamain sabr say hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main kam ka rk hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main planing karni ho gi atb hi hum achy say trade karny main b i asani ho saky gi aur hamain is fourm main greed ko avoid karni ho gi tab hi hum achi trade kar k hi hum perform karien gay
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me patience zrori hy

                  hamy best expereince or knowledge hasil kar ky is main patience ky sath acha or mayri kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasik kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me patience zrori hy

                    Humein apne kam me patience bhi rakhna chahiyea agar loss hojae tou panic nahe karna chahiyea patience rakh key agar saber karengey tou ziyada acha kam karengey isi tarha kamyab hongey hum isliye hamesha saber sy kam lain tou he expert hongey
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me patience zrori hy

                      W/Salam Forex mein Patience ka bhoat important Role hy, Is bath ka andaza is bath say lagaya ja sakta hy k Patience k sath trading loss nhi karti, humein hamesha Trading ki learning or practice b patience say karni caheye taky learning ki quality achi ho saky. patience k bagair humara safe trading karna mumkin nhi.
                      Instaforex is the Best broker
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me patience zrori hy

                        practice ke agar karenge to ziada achcha kam karenge is tarah kamyab Ho jaen ge Ham isliye hamesha shabd se kam len to hi hogi
                        Ali hassan
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me patience zrori hy

                          Forex may practice karna bahot zarori hay forex may agar kamiyabi hasal karni hay to hamay chahiya kay mahnat karna chahiya takay acha profit hasal karna chahiya is liya jis may mahnat kay sat sat himat bhi bahot zarori hay is liya hamay chahiya kay tarding may mahnat hasal karni hay to forex may acha kma karnay ki koshsh karhay takay hamay profit hasal kar sakhay
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me patience zrori hy

                            ji aapane bilkul theek kaha Forex per patience ki bahut zyada zarurat hoti hai Ham jitni saber se kam lenge aur jitna market ko samajh Kar kam karenge hamare kamyabi ke chance itne hi zyada hai jo log jaldbaji se kam lete Hain vah trading mein loss bhi ho sakta hai isliye sabar se kam Le aur apne mind ko fresh rakhen aur market ko analyse karke kam Karen to hamen zarur kamyabi naseeb hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex me patience zrori hy

                              g ha forex ka bissniss paicene bahot zaroori ha kio ka iss ma forex ka bissniss ya nai pochta ka ya kon una sirf apna kam sa mutlub ha app jitne manaat kra ga app ko untna zaida earnings mila ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X