Risk Level Kam Ho to Trade Lot?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk Level Kam Ho to Trade Lot?
    Bohat say aisy traders bhi daikhy keh wo kam balance kay sath bohat badi badi lot size use karty hay agar aur acha profit bhi earn karty hay market main mery khyal main humay kam risk kay sath big lot size use kar leni chahiye aur ye bhi baat mind main rakhni chahiye keh itni bhi badi na ho keh agar market against jaye to uska loss afford he na kar saky
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk Level Kam Ho to Trade Lot?

    Nahin gorex mein ap ko kahin bhi risk nahin lena chahye or account balance k mutabiq ap ko lot size ki selection karni chahye. forex bhut hi rsikg business ai jahan ap ko risk kam lag rha ho wahan bhi badluck ho skti hy ap k sath islye ap ko chahye k hamesha moneh mnagemnt k rusles k mutabiq lot size ki selection kryn.
    • #3 Collapse

      Re: Risk Level Kam Ho to Trade Lot?

      jee friends ap bilkul tak bol raha hein kay jab b humara risk kam ho tab he hum traed kran ku kay maximum risk par humay loss he hota hay humay chyia kay hum phly market ko analysis kar len.
      • #4 Collapse

        Re: Risk Level Kam Ho to Trade Lot?

        ye sb ap k trading experience pr depend krta hai proper concentration ho to idea ho jata hai k market kuch aise points deti hai jahan trade pattern kafi clear hota hai wahan hum big lot mass sy apna balance bara skty hen
        • #5 Collapse

          Re: Risk Level Kam Ho to Trade Lot?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
          Bohat say aisy traders bhi daikhy keh wo kam balance kay sath bohat badi badi lot size use karty hay agar aur acha profit bhi earn karty hay market main mery khyal main humay kam risk kay sath big lot size use kar leni chahiye aur ye bhi baat mind main rakhni chahiye keh itni bhi badi na ho keh agar market against jaye to uska loss afford he na kar saky
          Dear forex members, meray khayal se begginers aur low account walon ko kisi Surat risk nai Lena chaye, aur seniors ya baray capital wale muj se market ko behter samajte han, ma unko Kya mashwara don.
          • #6 Collapse

            Re: Risk Level Kam Ho to Trade Lot?

            Gee han boht sare aisay trader b hai wo kam balance k sath big big lot rakhe kar zaida trade open kar k zaida profit bananay ki koshash karte hai meri nazar main yeh trader bewaqoof hote hai apna hi loss karte hai is liay aanay wale new trader ko aisy game nai khailny chayie apny line mian reh kar safe trading karny chayie kabi b kam invest k sath market k aganist panga nai laina chayie
            • #7 Collapse

              Re: Risk Level Kam Ho to Trade Lot?

              hamy apne capital ky hesab sy lot lagane chahey agar hamre capital kam hain to hamy kam lot lagne chahey agar hamare capital zeyada hain to hamy zeyada lot lagane chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey hum is main full time be kam kar sakty hain agar hum apne life main masrof hain to hum ko part time ky liey be join kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Risk Level Kam Ho to Trade Lot?

                hum risk ly gu to he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex pakistn mai legal ban cuka hain forex aik acha business hain hum is mai free account bana kar be kamk ar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Risk Level Kam Ho to Trade Lot?

                  Risk Level agar humein is mein kamyabi chaiye toh humein is meinn Kam se Kam risk Lena chaiye buhat se log hai Jo buhat Kam balance zaida lot use karte Hain unko aksar nuqsan hota hai shuru mein sabka balance hi Kam hota hai zaida risk lene se apka account khatam bhi ho sakta hai koshish Karen zaida risk na lein is ka apko koi faida nae hoga agar ap is mein kamyabi chahty Hain toh apko is mein Kam se Kam hi risk Lena chaiye zaida se zaida risk mein apka loss hota hai koshish Karen Kam hi risk lein aur apni trade per analysis karni ki pori koshish Karen is se apko is mein zaida faida hota hai aur apni trade money management k sath chalaye money management se trade chalane mein apko faida hoga aur agar ap is mein zaida mehnat Karne se hi kamyab hoty hai humesha zaida se zaida mehnat Karen mehnat Karne se apka account Bara hojata hai bonus acha milta hai ap is mein zaida mehnat karte Hain toh apko is mein zaida faida hota hai kamyabi k lite is. Mein zaida mehnat karte rehna chaiye Jo is mein zaida mehnat karta hai woh hi is mein jaldi kamyab hota hai aur apna risk level Kam se Kam hi rakhe zaida risk na lein zaida risk se zaida nuqsan hone ka khtra hai is liye risk na hi lein toh zaida best hai magar ap is mein zaida risk lety Hain toh apko is mein zaida nuksan hota hai money management se chalna sekhein
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk Level Kam Ho to Trade Lot?

                    dear ap ko chahiey kay ap apni lots size ka use money management kay mutabik karay takay ap ko zada loss na ho dear ap ko chahiey kay ap complete discipline kay sath trading karay or big lots laga kar Apne stop loss ka size kam na karay is se market thori si reverse honay par sl hit ho sakta ha rules ko follow karay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X