Practice , experience and skill in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Practice , experience and skill in forex trading
    Dear members practice experience and skill ye 3 vo hobian ha jis ma ajaye vo forex yrading sa profit zayada leta ha our loss kam our in teeno chezo ko hum demo acount pa practice sa shoro karty ha sub sa pihly practice karty ha jis sa humain experience hasil hota ha experience gain karny k baad skill improve hota ha jab skill tak baat ponch jaye to samjo k real acount ma ap ko profit milna shoro ho jayega thanks very much
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Practice , experience and skill in forex trading

    Asalamo alikum dear ferind boat achy treky sy ap ny step by syep forex k ley information de lakin mai kuch ezafa krna chau ga es mai k agr en sab k abd ap k pas confidance nai h to ap ko faisla krny mai boat muskal ho gi ea ley ap apny andr cofidance ko b up raken
    • #3 Collapse

      Re: Practice , experience and skill in forex trading

      jee Friend ap na jo titel dia hay wo ek best hay ku kay jab tak humara pass knowledge nahi ho ga experience nahi ho ga humara pass treading kay skill nahi hun gay tab tak hum ek acha treader b nahi ban skta hein bs humay chyia kay ek acha treader bnany kay lyia ys sub kuch gain kar len.
      • #4 Collapse

        Re: Practice , experience and skill in forex trading

        dear fellow ap nay jin factors ka kaha hai in ki forex market kain core importance hai ,ham practice kar k he trading main achi trading skill develop kar saktay hain or experience ki base py ham forex market main har kisam ki situations ko best way main handle kar saktay hain es liye keep practicing in the forex market
        • #5 Collapse

          Re: Practice , experience and skill in forex trading

          Forex mai earning hasil krny k liye jo mehnat required hoti h wo yehi hoti h k ap ki learning achi ho us k bad ap pratctise krty rho phr isi practise sy ap k skils improve ho jaien gy or ap apny skills ko use kr k achi earning kr skty hain or mai to ye kehta hu k agr ap k pas ye 3 cheezy nahi hain to apko kbi b real account py work nahi krna chahiye q k is surat mai apko loss k elawa kch hasil nahi ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Practice , experience and skill in forex trading

            BiLkul Sahii Kahaa Hai Aaap Ne dear Forex Main PractiCe ExpErieNce or skills Ki Madad Se iNsaan koi Bhi Target Achieve Kar Sakta Hai or HuMen KoShiSh Karni ChaahiYe k Agar FoRec Main kaamyaab hoNa Chaahatay Hain To FoRex k Baaray Main knoWLedge Gain karen Or Market ko Bhi SamjheN q k Jitni Achi Trah Se MaRket ko samjha Jaaey Gaa pRoFiT K ChanCes Bhi Utnay Hii Barh Jaaen Gy or losss k ChanCes Kam Ho JaaeN Gy.
            • #7 Collapse

              Re: Practice , experience and skill in forex trading

              Ji expert or professionals trader mein aap dekhyn to yeh teeno khubian paai jati hain. Practice se hi insan kamyabi ki traf jata hai. aur ap ko chahye hota hy k zyada se zyada practice kr ky experience gain karyn.aur apni skilss ko improve karna chahye. in teeno baton k hoty houe aap expert trader kehlaty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Practice , experience and skill in forex trading

                mere khayal men ek important point ap ne miss kia hai learning ka jo k is men basic step hai learning k bad ap us ki practice krty ho or us practice sy ap ki trading skill behtar hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Practice , experience and skill in forex trading

                  forex trading main jitni apki trading practice hogi otna he ap apni trading main skils ko devlop karengy q k trading ki skills apki otni he starong hoti hai jitni apki [ractice hoti hai es liye demo account par trading karen es se apko expierce bhi milta hai trading ka or ap apni trading main acha profit bhi ahsil karny k chances gain karty ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Practice , experience and skill in forex trading

                    agar humari trading practice aur experience ho ga to hum market main bohat achi performance dai sakty hay aur kamyab earning kar sakty hay es business main khoob time dainay main he faida hota hay es business main mehnat karnay main he faida hota hay es business main mehant karty rehna chahiye tab he kamyab hon gay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Practice , experience and skill in forex trading

                      hamy practice kar ky forex mai real account bana kar kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar ky paisa kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai dunny ky bary bary mumalik sahmil hain forex aik legal business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Practice , experience and skill in forex trading

                        sir ap ne thek hi kaha hai as main hamen cahye hai keee ham as main ache se kam kare aor hamein chaye hi kee hm as main mihnart bohat hi ziada kam kare aor ham ko chahiy hai kee s main ziada e zyada experience hasil karne ka soche tu hi ham as main kamyab ho sakte hain
                        PAK ARMY ZINDA ABAD
                        • #13 Collapse

                          Re: Practice , experience and skill in forex trading

                          g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai experience hasil karna bohat zarori hota hai ku k agar ap kisi kam me kamyab hona chahte hain to ap ko pehle us ka experience hasil karna ho ga ta k ap us kam me kamyab ho sake so agar ap forex me kamyab hona chahte hain to ap ko chahiye k ap forex ka zayada se zayada experience hasil kare ta k ap forex me achi tarah se kam kar sake or forex me kamyabi hasil kar sake so ap ko mehnat karni chahiy
                          • #14 Collapse

                            Re: Practice , experience and skill in forex trading

                            Yes bro you are right jab tak hamare paas practice experience skills nahin hogi tab tak hum trading nahin kar sakte hain aur yah sab cheez hasil karne ke liye hamein sabse pahle demo account banana hoga jis par hamein work karna hoga Delhi ke 2 hours work karna hoga is se hamein har chiz ka knowledge experience practice aur skill mil sakti hai aur tabhi jakar hum acchi trading aur Forex forward kar sakte hain jis se hum acchi earning aur extra bonus asan kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Practice , experience and skill in forex trading

                              Dear brother trade may people different reasons say money lose karty han pehly to un ko trade ka experience nahe hota aur vo barri investment kar daity han jis say loss hota hay is k ilawa emotional hony ya greed karny say bhe loss ka samna karna parta hay is k ilawa agr market ka puri trah analysis na kia jaiy to us say bhe loss hota haaiii...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X