Thora Profit Batter than loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thora Profit Batter than loss
    humay chahiye keh hum market main thory profit par guzara kare lain banisbat eskay keh humay market main nuqsan ho jaye agar hum esmain lalach karen gay to es lalach kay chakar main market main hum nay jo kuch earn kea hota hay wo loss kar sakty hay es liye humay chahiye thory profit par bhi nashukari nahi karni chahiye sabar say kabool karna chahiye esko
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thora Profit Batter than loss

    you are right dear fellow thora profit loss say behter hota hai or hamein ese baat ko law bana k chalna chahye k jab tak hamein trading main command na hasil hojay ham thora thora profit jama kar k apna account build karein or phr high profit ka sochein ,
    • #3 Collapse

      Re: Thora Profit Batter than loss

      Sir apka bat tick hai tora profits be lose say behtar hai kio k forex trading main humey lalach nahi karna chahiye kio k lalach say nuksan melta hai lalach karny say kabi kabi account wash hony k risk be hota hai humey chahiye k forex trading main lose say bach jay
      • #4 Collapse

        Re: Thora Profit Batter than loss

        jee freind ap bilkul thak bol raha hein kay kam profit he best hay loss say humay chyia kay jab b hum dekhy kay kabi humari tread profit mein a rahi ho kabi loss mein ya profit say loss mein jana lag jay tu km profit par he tread ko closs kar len ta loss say acha hay kay ap greedy mein loss na krain.
        • #5 Collapse

          Re: Thora Profit Batter than loss

          Gee han kuch trader aisay hote hai un ko thora profit raas nai aata is liay wo zaida profit ka chakar main apna zaida loss kar laite hai phir un ko aqal aaty hai thora profit behtar tha ya risk le kar zaida loss or account wash behtar hai aisay trader ko kisi ki baat samjh nai aaty jab khud apna nuqsan karte hai phir kisi ko aqal aa jaty hai koi tang aa kar chor kar bhag jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Thora Profit Batter than loss

            g bilkul thory profit ko qabool kren zyada profit k chakron mn loss na kren zyada bry volume ki trade na lgain stop loss ka achy tareeqy sy istmal kren.
            • #7 Collapse

              Re: Thora Profit Batter than loss

              g han hamain utna hi perfrom karna ho ga jitna hamain is forum main experince hasil hai so hamain is k bary main learning kar k hi trade karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain is forex main apny expeirence k mutabiq hi trade karni ho gi aur hamain har jeet ko dkeh k hi trade karni ho gi ta k earn karein gay it is best job
              • #8 Collapse

                Re: Thora Profit Batter than loss

                اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                humay chahiye keh hum market main thory profit par guzara kare lain banisbat eskay keh humay market main nuqsan ho jaye agar hum esmain lalach karen gay to es lalach kay chakar main market main hum nay jo kuch earn kea hota hay wo loss kar sakty hay es liye humay chahiye thory profit par bhi nashukari nahi karni chahiye sabar say kabool karna chahiye esko
                Traders ko chahiye ke Hamesha small profit banane ki dry ki Jaaye small profit Hamesha Jyada profit se better hota hai Kyunki Jab aap Jyada profit banane ki try Karte Hain To bahut jyada lalach Karke kam Karte Hain aur profit ke bje loss ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Thora Profit Batter than loss

                  Ji bilkul sahi bat kahi hai apny forex forum mn nummko profit kam ho but progit ho yh zaruri hai hum zada ki lalach mn zada loss kar dety hain jitna hum zda bonus ki lalach karty hain utna hi humy zada loss hojata hai forex trading mn humy chahye k hum mehnat par bharosa karen gy utna hi humko profit hoga forex mn achy learning k liye achi effort krna zaruri hai jitni hum mehnat zada karengy utna humy hi profit hoga kam bonus se kam profit zada bonus s zada loss se behtar hoga ...
                  • #10 Collapse

                    Re: Thora Profit Batter than loss

                    thora profit loss se acha hai ji han thoda profit loss Se Acha hai Kyunki Ham Thode profit Mein hi Jab profit hone lag Jaate Hain To Hamen profit ki Aadat Ho Jaati Hai jisse Ham Aage chal kar big profit hone lagta Forex Mein Thode profits ke liye Hamen Pareshan Nahin Hona chahiye Kyunki thoda profit zyada loss Acha Hota Hai ismein Jab loss hota hai to behisaab hota hai isliye Thodi profit Mein Hi adjust hone ki puri koshish Kiya Karen aur aap ismein hardworking Karke market ke analysis Karke aap is Mein acha profit Hasil kar sakte hain Forex Mein Hamen mehnat karne ki wajah Se Hi kamyabi milti Hai Forex mein zyada loss se behtar hai thoda profit agar aap Thode profit Mein Allah ka shukar Karengy to aapko Aage chal kar zyada profit ho sakta hai aur Forex Mein shukr Ada karna chahiye k aapko loss Nahin ho raha Kyun ki ismein loss bhi bahut zyada hota hai aur profit koshish karen ismein learning Karenge ki jitni achi learning Hogi utna aapka fayda Hota Hai Forex Mein Ham learning ki wajah Se Hi Kamyab Trader bante Hain Kamyab trader ke liye sabse zaruri learning hai Agar Ham ismein zyada Se zyada Learning Karenge To is se Hamen ismein kamyabi milti hai Forex Mein Hamen Hamesha mehnat Karte Rahna zaruri hai Forex mein jo mehnat Karta Hai wah bhi Kamyab Hota Hai Forex my learning Se Hi Hamen analysis ka pata chalta hai market ki knowledge bhi learning Karne Se Hoti Hai market ki knowledge ke bare mein Janna ke liye Ham apni senior se bhi contact kar sakte hain aur Shuru Mein Hamen thoda profit hi hota hai Kyunki Hamara account Chota Hota Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Thora Profit Batter than loss

                      Dr agar aap zyada profit kamane ke lalach karenge to aapko profit nahin milega balke aapko loss uthana parega kyunke forex mein profit aap ek discipline ke sath aur hardworking karke earn kar sakte hain aur Market mein analysis karne ke bad aap sirf ek targit tak hi profit earn kar sakte hain agar zyada profit kamane ki laalach karenge to aapko market reverse hokar big loss de deti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Thora Profit Batter than loss

                        hmn forex p tarde k doran bohot ahtiyat se kam krna chahiye kuon k hmari thori se bhol hmn barda loss kra sakti hi is liye hmn is p mehnat k sath tarde ko learn krna bohot zrori hi isi liye tarde k doran hmn thore se profit p guzara kr lena chaiye kuon k yeh loss se tu behtar hi is liye apko mehnat krni chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Thora Profit Batter than loss

                          Good afternoon bro hope all will be good je ap ny theek kah forex forum main Jo zeyada jaldi bazi krta ha woh hi nakam ho jata ha yah kamyab hony ky liy sabr ka hona zarori ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Thora Profit Batter than loss

                            G bilkul ager hmen thora profit b mil ra ho to lalich ne kerni chaya or is ko loss pa tarjeeh dani Chaya warna hmen loss k siva kch b ne milay ga. Forex mn lalich sa hmesha account wash ho jata h or hm loss bear Kerry hn. Hmen is sa bchna chaya or ache strategy k sath apny target pa nazar rakhni chaya.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thora Profit Batter than loss

                              g han ap ny bikul sahi bat ki hai forex trading main aghr hum kam kar rahy hain tu hmain thora profit bahtr hota hai loss se es liye apny kam koa yse karen jis main hum apni trdaing main profit ki ratio zayda ho or loss kam ho tab hum kamyab trdaing kar skty hain or forex main kamya trador ban skty hain es liye apny kam ko bahtr se bahtr karen aghr ap kamyab hona chahty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X