Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha
    Jb traders apni hard earn money market mein invest krty haen tu Un ko tawakuh hoti ha k wo es ko double kr laen ge but jb wo trading krty haen Un ko loss hota ha tu wo direct Un ki nafsiyat pe aser andaz hota ha lazmi bt ha mushkil se kamai Hoi investment zaya ho rahi hoti ha tention berhti ha tu wrong decisions liye jaty haen es trha Un traders ki aam life bht mutasir hoti ha es liye me Un traders se kahoon ga k forex mein aisa paisa invest na krean jis ki ap ko bht ziada zrurt ho. Ap kbhi bhi achi trading ni kr pao ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha

    G han dost ap ny bilkul thek kaha hai aur hamary un treadr ko bahut achi advice hai jo apna mushkil sy kamaya huwa paisa es main invest krty hain unko chaiy k wo aesa na karen q k agar unhy loss ho jata hai to un ki mind par bura effect phrta hai jisy say wo mutasir ho sakhty hain es ly khoshes karen k investment krny k bajay wo post kr k bounas hasil kr k treading karen aur paisa kam asakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha

      Dear brother ap ne bahut achi bat ki hey forex trading men agar kisi ko musalsal loss hota hey tu woh banday ko mentaly upset bhi kar sakta hey iss liay forex trading men heart problem walay aur weak mind k log kamyab nhi hotay kiun k iss ki waja se unn ki health mazeed kharab ho sakti hey
      • #4 Collapse

        Re: Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha

        g bilkul sahi kah rahy haain forex trading main bahoot se members jab apni sari investment kar laity haain to wo chahty haian k wo is se zad earn kaarin agr kbhi unko loss ho jata hai to wo un ki nafsiyat pay direct asar karta hai aur phr wo tension main aur loss karty jaty haian is liye kosish kaarin k itna b sir pay sawar nahi kaarin trading ko jo ap kmind pay effect kar laay.
        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
        Please visit my trading journal from here
        • #5 Collapse

          Re: Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha

          Asalamo alikum dear ferind ap ki bat b sae h lakin agr forex mai join hona wala member join hony k kuch din e bad khud ko trader samjny lag jay ga ya over confidance dekay ga to osy boat loss ho sakta h ese ley thahamul or cool mind sy kam krna chiy or apny experince ki bnyad py e koi faisla krna chiy
          • #6 Collapse

            Re: Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha

            Jaisa k trading sara mind se kerne wala kaam hy is lie trading trader ki nafsiaat per bhi bht effect kerti hy is lie bht mehnat se kamaya hua paisa zahir hy koi bhi zayah nai hone daota is lie jo log nushkil se kuch paisa invest kertay hain wo jald us ko double ker laitay hain or un k muqablay main jo log apne extra money ko invest kertay hain wo itna jald money double nai ker saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha

              jee ap bilkul tak bol raha hein ku kay jab b hum tread karta hein tu humay loss kay b chance honta hein humay chyia kay hum jab b tread karta hein humay relax mind say tread karni chyia bad tread humay effect karti hay mind par or maximum loss humay nafsiyati mariz bna data hey.
              • #8 Collapse

                Re: Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha

                No DoUbt TradiNg traders Ki Nafsiyaat Py bhoT Zyaada effeCt Karti Hai q k Agar koi Bhi Trade Loss ya Profit Main jaa Rahi Ho To ExpressiOns se hii ZaahiR ho Jaata hai Or agar Loss ho Eaha Ho Ya AccoUnt wash ho jaaey to Kayi Traders par Kaafi NeGatiVe effeCts Partay Hain or WoH DisHeart ho Jaatay Hain oR DoBaara Try Karnay ki Bajaaey FoRex Ko Hii ChoR detay Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha

                  iss bat mai koi shaq nhi trader apni tmam jamma punji profit kmany k ly risk py lga deta hai lekin loss ki sorat mai wo depression ka shikar ho jaty hai. r profit ki sorat mai us k andar r zyada kmany ka jazba paida hota hai. trader ko hmesha tension free ho kr tmam decisions leny chahy ye chez trade py positive effect dalti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha

                    g han bahi forex trading k jitny bhi trador dar kar trading karty hain wo khud he koi na koi gati kar jaty hain jin se un ko loss ho jta hai es liye aghr ap ny apni trading main koi aysa dar rakhty howe trading ki gai tu apka dar he ap k loss hony ka sabab bnta hai es liye apni trading main ayse rahty howe trading karen k apko khud par or khud ki trading ability par blivce ho tab apko loss na ho nahi hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha

                      forex trading ko agar hum mind par swar karen gay to es trha hum he mutasir hoty hay kyun keh es thra mind sochta he rehta hay market kay ary main es liye humay chahiye keh forex trading ko awain mind par swar nahi karna chahiye kyun keh es trha market main humay nuqsan ho sakta hay esmain mehant karni chahiye
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading traders ki nafsiyat pe bhi effect krti ha

                        forex mai trading kar ky hum paisa kamaty hain or apne zarorto ko pura karty hain trading hamara nafseat py asar karte hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be ofcie mai jany ke zarorto nahi hote forex aik unique business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X