Emotional atyachar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional atyachar
    Kia trading k bad logo ko loss k bad logo ka dil toot jata hy ya aksar dobara se full mehnat karte hain///////////// kia wo log kamyab ho sakte hain jin ko logo ko loss se na umeed hoti hy mere khyal may um ko himat se kam lena chahye or confident ho kar kam karna chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    logon ka bahut dil toot jata jai kab unhein iss mein loss honjae qnk aok banday ka aok dafa jis foeld mein paisa doob jae to wo dobara aisi gjalyi nahi kerti k dobara apna nuqsaan kerwae.
    • #3 Collapse

      jnab meray khyal sayy insan ghaltiyon say hi seekhta hy koi maa k pet say seekh k nahi ata hy yar is liay insan ko dil chota nahi karna chahiay kuch na kuch insan ko khud karna chahhay
      • #4 Collapse

        forex py kam karty waqt emotion ka koi lena dena nhi hota hy .. emotional hony sy kam kharab hota hy trding main emotions ka koi kam nhi hota hy trading or emotions do alag alag fields hain or in dono ka apas main koi taluk nhi agr tarding main emotional ho k faisla liye jaian to bht loss ho ga ...lakin mery khayal sy to experience k sath sath luck bhi bht hi metr karti hy
        • #5 Collapse

          Dear forex member agar ham forex aminn emotional ho jaty hain o hamin is main loss he ho jat hy aur hamin forex main profit hail klarny kay bajye is main zayda loss kar bathaty hain
          • #6 Collapse

            Forex trading bohat hi risky hai lekin loss se kabi bhi dil nahi tootna chahiye kun keh aik din aaey ga keh hum bhi is main successful trader ban jaeyinge. Emotions ko hamesha control main hi rakhain.
            • #7 Collapse

              humain emotional ho kar kam karny say koi fiada nai hho ga humain hard work karna ho ga jis say humain trade main loss km ho ga humain dmeo ko use kar kay achy say kam karna ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Aik successful trader trading key doran kabhi bhi emotional nahi hota aur woh loss sey kabhi nahi ghabrata. Loss sey jo ghabra jata hy woh nuqsan uthata hy. Hamain loss ko accept krna chaheye aur jin mistakes ki waja sey loss ho raha hy un ko control krna chaheye, loss sey naraz honey ki zaroorat nahi hy.
                • #9 Collapse

                  emotions ku ju trader control man rekhta ha oc trader ka loss hamesha aik emotions control na kerny waly say kum hota ha ic liye traders ku emotional hu k trad nae keri chahye
                  • #10 Collapse

                    Yeh relaxed mind ka business hy aur is main emotions ka koi kam nahi hy. Jo log apney emotions ko control nahi kar patey, woh loss uthatey rehtay hain. Agar hamain trading main aana hy to emotions ko control main rakhna ho ga aur trading sey pehlay planning krni ho gi, takeh trading key doran loss ki waja sey emotions increase na ho jayen.
                    • #11 Collapse

                      dear forex men emotional k liey koi jaga nah hai ager p forex men emotional ho ker trading kerien gay tu ap ko loss hi ho ga or is liey emotional per control zroori hai or relax ho ker trading kerien
                      • #12 Collapse

                        dear forex business me enter hony k sath hi apny mind me emotional thinks ko khatam kar lena chaye kabi b emotional ho kar trading me app ko faida nahi ho sakta hay
                        • #13 Collapse

                          ji han agr unko apni investment bonus posting ki qdar ho to lazmi baat hai ky loss ky bad unka dil to tooty ga. wo log kamiyab ho skty hain loss ky bad forexx learning start kryn aur dobar learning se pely trading na kryn.
                          "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
                          • #14 Collapse

                            dear emotions tu ap ka enmy hai ager ap ne forex men emotional ho ker trading ki tu ap ko loss hony k boaht zada chance hai or forex men ap ko earning kerny k ley forex men relaz ho ker trading kerna zroori hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex market mai emotion achay nahi hai. es ki waja ya hai k emorion ki waja say hum market mai strategy ya trend ko foollow nahi kr sakty. jis ki waja say hum ko forex market mai loss bhe zada hotay hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X