High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?
    Dear friends kiya ap maire es baat say igree kartay hai k jo be ziyada volatile pairs hai aonko apnay trading k leye ignored kiya karay q k eska maqsaad sirf yahe hai k apki risk manageable ho aor kesi be dangerous situations say aap bachay rahay agar ap volatile pair mai trade laganay jaogay tu definitely ik ghalat trade apkay leye sub kuch khatm kar sakta hai apka account wash kar sakta hai es leye be careful...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

    ji byshak jo pairs bhot zyada volatile hon woh utny hi zyada risky hoty hain. ek traf to yeh aap ko thory waqt mein hi bhut zyada profit dy skty hain to dusri traf in mein kam karny sy aap ko account ko utna hi zyada risk hota hai loss ka. ap ko chahye kh in ko shuru mein bhot avoid krun or demo me practice kr k bad me in me trade kr skty hain.
    • #3 Collapse

      Re: High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

      kaam kar sake aap logo ko chahiye ke Sambhal notes I system ko utilise Karen Agar aapke paas balance jyada hai to aap se Sambhal lot size Lagaye aur Jyada long time ke liye earning Karen Kyunki aapke account core benefit provide karti hai aap ke account ko strong banati Hai aapme confidence generate karti hai kya apne Se Kaise kam karna hai Jaise Jaise aap log kaam karte Jaenge waise waise aap ke Adnan karne ke chances to increase Hote Hue Nazar ayenge
      • #4 Collapse

        Re: High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

        Gee haan brother aap ki baat theek hai humain chahyea kay pahele market mein pairs ki movement ko check kerain jo pair market mein samooth movement ker raha ho humain uss pair per trade kerni chahyea aur aise pair mein trading na kerain jo kay unpredicted situation mein hoon
        • #5 Collapse

          Re: High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

          High volatile pair daikhnay mai bohot he achy aur profitable lagty hain aur traders ko high volatile pairs ke market attract b bohot ziada karti hai . lakin app ke baat durust hai ke traders ko high volatile pair mai trading ko avoid he karna chaiye kion ke inn pair mai trading karny say traders kay liye risk kafi increase ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

            G Bhai app belkul sahe keh rahai Hain Jo zyada volatile pair hotay hai unko analysis krna mushkil hota hai agar app in pe trade laganai ke koshish karaingay to hamesha confused rahaingay appko samj he nahe ayege ke Mai nai kis side pe trade krna hai lehaza Jo pair zyada volatile hai hamai oss pe trade laganai say parhaiz krna chaye
            • #7 Collapse

              Re: High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

              Nis oaure my zeada riak hota hy ya jis my kam krna nuahkil hota hy is paure my hamy kam nai krna chiya ya jis my hamy zeada soread dykhny ko mikta hy us my hi hamy kam naia krna chiya hamy choya ham un my kam na ry ahm sahi mhant ki kry our ham bhot zeada lerning apni ki kry to hm sahi kam kr paye gy is sy
              • #8 Collapse

                Re: High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

                Mai apki baath say bilkul agree karta hun k high volatile pairs mai trading karnay k bajaye less volatile pairs mai trading karni chahye eska faida yahe hai k apka risk control mai rahega aor agar bad kismati say apka trade ghalt be hoga tu osko control mai raka jaa sakta hai banesbat aon pairs mai trading k jo kafe ziyada sharp movements kartay hai es leye less volatile pairs ko target karna he behtar decision hoga
                • #9 Collapse

                  Re: High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

                  humay chahiye keh es business main pehlay knowledge ko waseeh karen kyun keh agar humara knowledge waseh ho ga to hum utni he achi earning kar sakty hay es business main humay kam say kam risk lena chahiye kyun keh jitna kam risk ho ga utni he achi earning kar sakty hay es business main khoob time daina chahiye aur seekhna chahiye
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

                    forex mai hamy expert trader ban ky volatile pairs mai kam karna chahey agar hum forex mai new hain to hamy inhy ignore karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain forex aik world wide or legal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

                      meray lehaz say yeah thek nahi ho ga. jo pairs zayada volatile hotay hain un ko ignore ker kay trader kabi bhi acha trader nahi ban sakta. is liye trader ko chahaye kay wo un tamam pairs ko deep study ker kay un ki move ko samagay is say trader kay ilam main izafa ho ga aur wo behtreen trading experience hasil ker sakay ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: High volatile pairs ko ignored karna he behtar hai?

                        agar hum forex mai new hain to hamy high volatile pairs ko ignore karna ho ga pher he hum loss ko avoid kar saky gy hamy mahnet karne chahey hamy apny experience ky mutabik forex mai kam karna chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai learning ky sat earning be deta hain or is business mai hamara koi be boss nahi hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X