Trading mai failure ka khoof?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai failure ka khoof?
    Trading mai failure ka khoof aksar rehta hai q k jab trade laga deya jata hai tu oskay baad uncertainty see rehti hai k akhir ye trade konsi simt mai jayega so jab taak wo trade profit mai closed nahe hota taab taak ik ajeeb saa khoof rehta hai k kahee maira trade losses mai chala na jayee so ye ik natural cheez hai jo forex trading mai chalta rehta hai ...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai failure ka khoof?

    Khof hota hay aik trader ko actually market jab opposite move karay gi aap ko bilkul khof hoga magar aap ko chahiye kay aap koshish karain hamesha best analysis pe trade karain perfect trades karain takay aap kay mind mei khof na ho aap easily best trading kar saken asa khof kay trade loss mei na chali jay ye bhi nuksan dey hay.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai failure ka khoof?

      Ye ik genuine fact hai k jab trade laga deya jata hai tu oskay baad ik ajeeb se bechaine rehti hai aos trade k hawalay say k akhir trade k saat kiya hoga aya jeskay leye trade lagaya giya hai wahe hoga ya oskay baraaks hoga so ye maire khyal mai ik natural cheez hai jo es business mai chalti rehti hai aor ik khoof saa humesha rehta hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai failure ka khoof?

        Trading mai aik traders ko kuch dafa trading mai failure ka shikar hona parh jiye tu phir trader ko next time trading mai b failure ka dar ya fear har time he rehta hai. traders ko iss fear ke waja say kafi dafa mushkilat ka shikar hona parh jata hai aur traders ka iss waja say trading mai confidence b kam ho jata ha.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai failure ka khoof?

          Trading mein agar aap apny loss ya failure se darty hain to is mein koi ghalt bat nahin hy is wjha se aap ehtyat se kam lety haun jald bazi nahin karty aur is k ilawa koi bhi trade analysis k bgher nahin karty. lekin agar yeh khof ap ko sahi trha se analysis nah krnh dy or ap k zehn par swar rahy to buri bat hy ap ko chhaye k fresh mind bna layn pehly phr trading kryn.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai failure ka khoof?

            trading main loss ka fear he sab say aham reason hai jis ki wajah say achay and skilled trader bhe loss ka samna kartay hain es liye hamein chahye k ham log forex market main fear k factor py qabo dalein es k liye zarori hai k ham market main trade karny main expertise hasil karein jo learning and sirf learning ki base py he hasil hoti hai, hamein jitni achi trading ati hogi ham uthna he fear ko kam feel karein gay
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai failure ka khoof?

              Ji bilkul bht se traders aise hain jin ko failure ka khof humesha rehta hy kiun k trading aik bht tough kaam hy or is main ziadatar log fail ho jatay hain lekin jo trader fail hone ka khof rakhtay hain wo kabhi bhi kamyaab nai ho saktay kiun k fear app ko kabhi bhi agay barhne nai daita is lie humesha apne andar se fear ko khatam ker k trading krain takay achi earning hasil ker sakain
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai failure ka khoof?

                Asalmo alikum dear ferind biat acha point ap ny samny laya h boat sary log khof k shekar ho jaty hain koi b faisla krny sy pely or gabrha jaty hain ese ley mai akshar keta reta hu beat learning karen or confidance ko bhal karen hmesa mural up karen tak k ap aek acha faisla kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai failure ka khoof?

                  g bilkul sahi kah rahy haian trade main her time failure k khof laga rehta hai jis se humari trading pay b ghlt asar parta hai hume chahye k apny anadr se ye khof phly hatm karain taa k hum dar se nikl sakain aur sukoon k sath trade kar sakain aur kamayab trade kar sakain kyu k dar k agy jeet hai hume hosly k sath dar k samna karna chahyee.
                  TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                  Please visit my trading journal from here
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai failure ka khoof?

                    Ap ko fialure ka kho nahi hona chaye trading main loss ka fear he sab say aham reason hai jis ki wajah say achay and skilled trader bhe loss ka samna kartay hain es liye hamein chahye k ham log forex market main fear k factor py qabo dalein es k liye zarori hai k ham market main trade karny main expertise hasil karein
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai failure ka khoof?

                      biht se trador ko trading main fail hony ka boht khof hota hai jis ki wajah se wo kbhi bhi agy nahi bar skty hain tu ayse baton ko apni trading se avoide krna chahye khud par bhorasa hona bohtz arori hai jis se ap apni trading ko bahtr kar skty hain or ap kamyb bhi ho jaty hain jub fail ka soch kar pechy he rahengy tu kbhi bhi nahi jeet paengy
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai failure ka khoof?

                        forex mai agar hum mahnet sy kam kary gy to hamy ache earning mily ge forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain agar hum is business mai dar dar ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai failure ka khoof?

                          Hmmy forex ma treading ka khofe ni rakhna chahhya balky hmmya chahay ka hmm himate ka sath kaam krya or bohat he Josh or jazbay kaa syh apna kaam krya hmmya chahay mehant KO h on a shewa bnaya hmm or ham. Ager mehant krya ga tu hmmy bohat zada kamyabi kilaya GI or khofe be ni rahya ga or ager khofe na ho ga tu hmm treading be bahter tarika SAA KR paya ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai failure ka khoof?

                            Respected forum member ap ney theek kaha hey. Jb tek lagi hoi trade profit main nhen jati uska der lega hota hy. Yeh fear humain lalach se bacha ker rekhta hy. Is fear ko control kerny ka aik hi method hy aor woh hy strong signal per entry kerna. Jb tek koi trader apney analysis per confident nhen hota utny tek usko der lega rehta hy.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X